| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | Tere Haath Ke Likhe Khat
 Bhule Nahi Mujhe ...
 
 KitaaboN Me Rakhe
 Sookhe Phool
 Mile Nahi Mujhe ...
 
 Chuume HontoN Pe
 Rakhii Pyaas
 Bhale Nahi Mujhe ...
 
 Bani YaadoN Ki
 Tasveer Ke Rang
 Dikhe Nahi Mujhe ...
 
 Ab Kyaa Aayegi
 Raat Ko Khwaab MeN
 Jab Hakiqat MeN
 RishtoN Ke
 Tuut'Te Kaanch
 Mile Nahi Mujhe ... !
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
			|  | 
	| 
			| 
					
						| *KasaK*....Dil Ki 
								Poetic Patrol 
								Umda Shayar
								   
								Rau: 19
								  Offline 
								Gender:   Waqt Bitaya: 67 days, 9 hours and 25 minutes. 
								"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
								 
								Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
			 
			 
								
								
								
								
								   | 
                                                                    |  |   «Reply #1 on: September 29, 2010, 11:13:42 AM »  |   | 
 hmmmm...bht gehri baat halke fulke andaaz me keh dete hain aap naresh ji....kitni saadgi se dil k dard ko zubaan de dete ho...
 pata nahin main kab iss tarah likh paungi...
 
 bht mastam poem hai ji..dil khush ho gaya padhke...
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| AbhiTamrakar 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #2 on: September 29, 2010, 11:43:34 AM »  |   | 
 aha anshu jii aaj to bahut different chheez padhi or bahut achhi lagii..simple words...touchy words...  |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #3 on: September 29, 2010, 05:43:54 PM »  |   | 
 hmmmm...bht gehri baat halke fulke andaaz me keh dete hain aap naresh ji....kitni saadgi se dil k dard ko zubaan de dete ho...
 pata nahin main kab iss tarah likh paungi...
 
 bht mastam poem hai ji..dil khush ho gaya padhke...
 
 Kasak Ji .. aapki pasandegi aur khaas daad ka bahut bahut shukriya ... aise hi saath nibhaate rahen aage bhi . ,. khush rahen duaaon ke saath..... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  | 
	| 
			| 
					
						| marhoom bahayaat 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #5 on: September 29, 2010, 09:22:03 PM »  |   | 
 Tere Haath Ke Likhe Khat
 Bhule Nahi Mujhe ...
 
 KitaaboN Me Rakhe
 Sookhe Phool
 Mile Nahi Mujhe ...
 
 Chuume HontoN Pe
 Rakhii Pyaas
 Bhale Nahi Mujhe ...
 
 Bani YaadoN Ki
 Tasveer Ke Rang
 Dikhe Nahi Mujhe ...
 
 Ab Kyaa Aayegi
 Raat Ko Khwaab MeN
 Jab Hakiqat MeN
 RishtoN Ke
 Tuut'Te Kaanch
 Mile Nahi Mujhe ... !
 
 ACHCHA TANZ HAI ANSHU JI |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #6 on: September 30, 2010, 12:19:04 AM »  |   | 
 aha anshu jii aaj to bahut different chheez padhi or bahut achhi lagii..simple words...touchy words... 
 Abhi Ji ! bahut bahut shukriya ... aapka koshish ko saraahane aur daad ka ... aise hi saath banaayen rakhiyega aage bhi ... khush rahen ... duaaon ke saath .... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #7 on: September 30, 2010, 11:59:30 PM »  |   | 
 Naresh Jee Aadaab!
 Kia baat hai waah waah waah.......
 behad achche khayaal hai aur behad nazuk lafzoN meiN barta bhi hai aapne dil se daad..... aur aakhri lines dil le gayi.. Kash aisa hi hota....
  
 Khair aapki is umdaa kalaam per dil se daad hazir hai ......
 Janab dil se hazaroN daad kabool kijiye...
 
 Khush rahiye.....
 Aate rahiye.......
 Khuda Hafez......
  
 Sameer Ji ... Aadaab ! aapka koshish ko saraahane aur purkhulus daad ka bahut bahut shukriya ... aise hi aapna saath nibhaate rahen aage bhi .... khush rahen.... duaaon ke saath.... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| neelgold 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #8 on: October 01, 2010, 03:09:45 AM »  |   | 
 ANshu ji ........ Bhut khoob kaha hai apne ...
 Vry beautiful rachna....
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #9 on: October 03, 2010, 09:37:58 AM »  |   | 
 ACHCHA TANZ HAI ANSHU JI
 Ji bahut bahut shukriya aapki nawaazish ka ! khush rahen ... duaaon ke saath  .... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| ishk ek ibadat 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #10 on: October 03, 2010, 06:16:28 PM »  |   | 
 Naresh Ji !
 Radhey Radhey !
 
 aapki kavita ke ehsaas jaha asardaar rahe..
 wahi kavita ka saar .. khaas pasand aaya ..
 
 dil se daad
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #11 on: October 06, 2010, 12:35:55 PM »  |   | 
 ANshu ji ........ Bhut khoob kaha hai apne ...
 Vry beautiful rachna....
 
 Neel Ji ...... shukriya ... aapki nawaazish ka ... aise hi saath nibhaate rahen aage bhi ... khush rahen ... duaaon ke saath ... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #13 on: November 21, 2010, 09:15:03 PM »  |   | 
 Naresh Ji !
 Radhey Radhey !
 
 aapki kavita ke ehsaas jaha asardaar rahe..
 wahi kavita ka saar .. khaas pasand aaya ..
 
 dil se daad
 
 Rajinder Ji .. Aapki pasandegi ka bahut bahut shukriya .. ! |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  | 
	|  |