Nazm : Do Jism ... ! Naresh Mehra

by Anshumali on March 16, 2011, 02:37:24 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2703 times)
Anshumali
Guest
Reply with quote
Kuch Mehsuus
Aise Huaa
Ke Tum
Aas-Paas Ho KahiN ... !

Pyaase HontoN Pe
Jaise
Shabnam Ki
Aas Ho KahiN ... !

Hawaa MeN
Ghulee Mehak
Tumhare Aanchal Ko
Chehre Pe Lene Kaa
Abhaas Ho KahiN ... !

Khwaab Se Jaage
Aadhi Raat MeN
YuuN Tanahaa
ChhaT Pe Tahalnaa
Udaas Ho KahiN ... !

Jab Sangh Bheege
Tan Barsaat MeN
Laga
Do Jism
Milan Kaa
Libaas Ho KahiN ... !!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Nazm : Tuut'Te Kaanch ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Nazm : Zindagi Ki SaanseN ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Nazm : Aataa Kaise ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Nazm : Chaahat ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals
Nazm : Ek Shabd Kaa ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #1 on: March 16, 2011, 02:43:20 PM »
Reply with quote
boht achi peshkash hah.
Dil se daad kabool kijiye
Logged
Matrix Guy
Guest
«Reply #2 on: March 16, 2011, 03:29:27 PM »
Reply with quote
Jab Sangh Bheege
Tan Barsaat MeN
Laga
Do Jism
Milan Kaa
Libaas Ho KahiN ... !!!

ufffffffffff..........

 Swinging Swinging Swinging Swinging Swinging Swinging Swinging Swinging Swinging Swinging Swinging Swinging Swinging

naresh ji me to apki poetry ki barsat me hi bhig gaya.........

behtareen poetry he.....ise gungunane ka dil kar raha he.bahot khoob sahab maja aa gaya
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #3 on: March 16, 2011, 04:13:32 PM »
Reply with quote
Ehsaso se bharpur nazm naresh ji bahut umda...
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #4 on: March 16, 2011, 05:29:28 PM »
Reply with quote
boht achi peshkash hah.
Dil se daad kabool kijiye

Bahut bahut shukriya ... Saahill Ji ! aapki dilee daad kaa !!
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #5 on: March 16, 2011, 05:31:24 PM »
Reply with quote
Bohat Badhiya Naresh Ji.

Khush Rahen
Logged
naghmaa
Guest
«Reply #6 on: March 16, 2011, 05:59:43 PM »
Reply with quote
Kuch Mehsuus
Aise Huaa
Ke Tum
Aas-Paas Ho KahiN ... !

Pyaase HontoN Pe
Jaise
Shabnam Ki
Aas Ho KahiN ... !

Hawaa MeN
Ghulee Mehak
Tumhare Aanchal Ko
Chehre Pe Lene Kaa
Abhaas Ho KahiN ... !

Khwaab Se Jaage
Aadhi Raat MeN
YuuN Tanahaa
ChhaT Pe Tahalnaa
Udaas Ho KahiN ... !

Jab Sangh Bheege
Tan Barsaat MeN
Laga
Do Jism
Milan Kaa
Libaas Ho KahiN ... !!!


Nice One .... Naresh Ji !

kavita ke ehsaas bahut sundar bune aur gune hai aapne ... !
Logged
ishk ek ibadat
Guest
«Reply #7 on: March 16, 2011, 07:31:20 PM »
Reply with quote
Khwaab Se Jaage
Aadhi Raat MeN
YuuN Tanahaa
ChhaT Pe Tahalnaa
Udaas Ho KahiN ... !

Jab Sangh Bheege
Tan Barsaat MeN
Laga
Do Jism
Milan Kaa
Libaas Ho KahiN ... !!!


Bahut Sundar ..... Naresh Bhai .... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Samaantaa
Guest
«Reply #8 on: March 17, 2011, 01:25:41 AM »
Reply with quote
Kuch Mehsuus
Aise Huaa
Ke Tum
Aas-Paas Ho KahiN ... !

Pyaase HontoN Pe
Jaise
Shabnam Ki
Aas Ho KahiN ... !

Hawaa MeN
Ghulee Mehak
Tumhare Aanchal Ko
Chehre Pe Lene Kaa
Abhaas Ho KahiN ... !

Khwaab Se Jaage
Aadhi Raat MeN
YuuN Tanahaa
ChhaT Pe Tahalnaa
Udaas Ho KahiN ... !

Jab Sangh Bheege
Tan Barsaat MeN
Laga
Do Jism
Milan Kaa
Libaas Ho KahiN ... !!!


Goooooooooood One ........ Naresh Ji !!
Logged
manjum
Guest
«Reply #9 on: March 17, 2011, 04:50:07 AM »
Reply with quote
bahut badia... nareshji..........

 Applause Applause Applause
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #10 on: March 17, 2011, 07:45:40 AM »
Reply with quote
Jab Sangh Bheege
Tan Barsaat MeN
Laga
Do Jism
Milan Kaa
Libaas Ho KahiN ... !!!

ufffffffffff..........

 Swinging Swinging Swinging Swinging Swinging Swinging Swinging Swinging Swinging Swinging Swinging Swinging Swinging

naresh ji me to apki poetry ki barsat me hi bhig gaya.........

behtareen poetry he.....ise gungunane ka dil kar raha he.bahot khoob sahab maja aa gaya

Bahut bahut shukriya ... Matrix Ji ! aapki nawaazish kaa ! aise hi milte rahen aage bhi ... khush rahen ... !

duaaoN ke saath ... !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #11 on: March 17, 2011, 09:33:06 PM »
Reply with quote
Ehsaso se bharpur nazm naresh ji bahut umda...

Behad Shukriya ... Broken Ji ! aise hi milte rahen aage bhi ... khush rahen ... !

duaaoN ke saath ... !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #12 on: March 18, 2011, 12:13:41 PM »
Reply with quote
Bohat Badhiya Naresh Ji.

Khush Rahen

Behad shukriya ... aapki nawaazish kaa !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #13 on: March 18, 2011, 02:15:58 PM »
Reply with quote
Nice One .... Naresh Ji !

kavita ke ehsaas bahut sundar bune aur gune hai aapne ... !

Thanksssssss ... Naghmaa Ji !
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #14 on: March 18, 2011, 02:41:51 PM »
Reply with quote
kam shabdo mai gehra ehsaas....very good poem Naresh ji... Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 10:55:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.245 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer