Nazm : Aataa Kaise ... ! NARESH MEHRA

by Anshumali on February 16, 2011, 01:58:11 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2426 times)
Anshumali
Guest
Reply with quote
Tere Aansoo Se Bheege
HaathoN Ko Main
AankhoN Se Hataataa Kaise ... !

Jo Khud Se
Itnii Pareshaan Thii
Use Main Chhuu Ke
Aur Sataataa Kaise ... !

Uski SiskiyoN Ka Dard
Kaano MeN Utaar Ke
Bebas Saa KhaDhaa
Main Khud Ko Rulaataa Kaise ... !

Woh MuddatoN Se
Mere Dil MeN
Rooh Ki Tarha Basi Thii
Use YuN
Uske Haal Par ChhoD Ke
Ghar Aataa
Toh Aataa Kaise ... !
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Woh Chaahat Ka Samandar Nazar Aataa Hai... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Nazm : Tuut'Te Kaanch ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Nazm : Zindagi Ki SaanseN ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Nazm : Do Jism ... ! Naresh Mehra by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Nazm : Chaahat ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals
Matrix Guy
Guest
«Reply #1 on: February 16, 2011, 02:25:51 PM »
Reply with quote
naresh ji ek aur majedar peshkash apki........

waah ji waah maja aa gaya...

ek confusion he muje uske liye pm kar raha hu......
Logged
nirala
Guest
«Reply #2 on: February 16, 2011, 02:56:15 PM »
Reply with quote
Anshu ji badhiya nazm.
achha laga parhkar Usual Smile
---
ek confusion mujhe bhi hai--
soch raha hu mai bhi PM karu ya yahi poochu.
shayd Matrix Yaara ka bhi wahi confusion ho??
--
daad aapke post ko bahut saari
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #3 on: February 16, 2011, 05:01:11 PM »
Reply with quote
naresh ji ek aur majedar peshkash apki........

waah ji waah maja aa gaya...

ek confusion he muje uske liye pm kar raha hu......

Matrix Ji ... PM ke zariye Confusion toh theek ho gaya ... saath hi yeh bhi pata chalaa .. aap ko meri rachnaaoN se kitni mohabbat hai .... itni ijazat afzaai kaa bahut bahut shukriya ... aap bhi kam accha nahi likhte ... aapko padhnaa mujhe bahut pasand raha hai .. jab se main yahaaN aaya hoon ... !
Logged
Radhika_2
Guest
«Reply #4 on: February 16, 2011, 05:42:52 PM »
Reply with quote
Tere Aansoo Se Bheege
HaathoN Ko Main
AankhoN Se Hataataa Kaise ... !

Jo Khud Se
Itnii Pareshaan Thii
Use Main Chhuu Ke
Aur Sataataa Kaise ... !

Uski SiskiyoN Ka Dard
Kaano MeN Utaar Ke
Bebas Saa KhaDhaa
Main Khud Ko Rulaataa Kaise ... !

Woh MuddatoN Se
Mere Dil MeN
Rooh Ki Tarha Basi Thii
Use YuN
Uske Haal Par ChhoD Ke
Ghar Aataa
Toh Aataa Kaise ... !


dil ko chhuu gaye ... Naresh Ji ! aapki kavita ke ehsaas ... bahut  khoosurat likhi hai sabhi panktiyaa ... dil se daad hazir hai ... yunhi likhte rahiye ... !
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #5 on: February 16, 2011, 05:48:03 PM »
Reply with quote
mastam mast creation hai ye aapki Naresh ji.....ise padhkar jagjit singh ji ki gazal yaad aagai........excellent post ji...feelings to bas kya kahun ab....
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #6 on: February 16, 2011, 06:22:54 PM »
Reply with quote
Tere Aansoo Se Bheege
HaathoN Ko Main
AankhoN Se Hataataa Kaise ... !

Jo Khud Se
Itnii Pareshaan Thii
Use Main Chhuu Ke
Aur Sataataa Kaise ... !

Uski SiskiyoN Ka Dard
Kaano MeN Utaar Ke
Bebas Saa KhaDhaa
Main Khud Ko Rulaataa Kaise ... !

Woh MuddatoN Se
Mere Dil MeN
Rooh Ki Tarha Basi Thii
Use YuN
Uske Haal Par ChhoD Ke
Ghar Aataa
Toh Aataa Kaise ... !



GUD ONE AM
Logged
dead heart
Guest
«Reply #7 on: February 16, 2011, 07:19:14 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Dil choo gaye ap..
Khush rahiye..!
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #8 on: February 17, 2011, 02:22:55 AM »
Reply with quote
Anshu ji badhiya nazm.
achha laga parhkar Usual Smile
---
ek confusion mujhe bhi hai--
soch raha hu mai bhi PM karu ya yahi poochu.
shayd Matrix Yaara ka bhi wahi confusion ho??
--
daad aapke post ko bahut saari

Nirala Ji ! confusion ! toh kuch hona nahi chaahiye .. bahut seedhi aur saaf shabdoN meN nazm hai ... phir bhi lagtaa hai toh aap bhi matrix ji ki tarha puchh ke saaf kar le ...

bahut bahut sukriya aapka ... jo itni gehraai se humari rachna ko padhte haiN aur saraahate haiN ... aise hi saath nibhaate rahen ... khush rahen ... !

duaaoN ke saath .. !
Logged
ishk ek ibadat
Guest
«Reply #9 on: February 17, 2011, 06:05:25 AM »
Reply with quote
Tere Aansoo Se Bheege
HaathoN Ko Main
AankhoN Se Hataataa Kaise ... !

Jo Khud Se
Itnii Pareshaan Thii
Use Main Chhuu Ke
Aur Sataataa Kaise ... !

Uski SiskiyoN Ka Dard
Kaano MeN Utaar Ke
Bebas Saa KhaDhaa
Main Khud Ko Rulaataa Kaise ... !

Woh MuddatoN Se
Mere Dil MeN
Rooh Ki Tarha Basi Thii
Use YuN
Uske Haal Par ChhoD Ke
Ghar Aataa
Toh Aataa Kaise ... !


Dil par asar chhoD thii hai aapki rachnaa ... Naresh Ji ! bahut khoobsurat likha hai aapne ... dil se daad !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #10 on: February 17, 2011, 12:27:55 PM »
Reply with quote
dil ko chhuu gaye ... Naresh Ji ! aapki kavita ke ehsaas ... bahut  khoosurat likhi hai sabhi panktiyaa ... dil se daad hazir hai ... yunhi likhte rahiye ... !

Bahut bahut shukriya .... Radhika Ji !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #11 on: February 17, 2011, 03:09:02 PM »
Reply with quote
mastam mast creation hai ye aapki Naresh ji.....ise padhkar jagjit singh ji ki gazal yaad aagai........excellent post ji...feelings to bas kya kahun ab....

Bahut bahut shukriya ... kasak Ji ! ehsaasoN ko samajhne aur saraahane kaa ... khush rahen ... !

duaaoN ke saath ... !
Logged
killbill
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
24 days, 7 hours and 41 minutes.
Posts: 2130
Member Since: Oct 2010


View Profile
«Reply #12 on: February 17, 2011, 03:50:26 PM »
Reply with quote
kamaal ki post Naresh ji
dil ko touch kar gai--
dili daad ji--
khus rahiye
sukriya
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #13 on: February 17, 2011, 05:54:45 PM »
Reply with quote

GUD ONE AM

Thanksssssss ........ Khamosh Sahab !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #14 on: February 18, 2011, 01:55:10 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Dil choo gaye ap..
Khush rahiye..!

Bahut bahut shukriyaa ... Rahim Ji !! aapki dilee daad kaa !!!!!!!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 05:23:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer