Nazm : Zindagi Ki SaanseN ... ! NARESH MEHRA

by Anshumali on January 22, 2011, 06:41:24 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2580 times)
Anshumali
Guest
Reply with quote
Khole Kitaab
Dopehar
Lafz Lafz
Sulagh Rahi Hai ...

Har Shaam
Udaas Badan
Bistar Ki Chaadar Lapete
Siisak Rahi Hai ...

Kis Iraade Se
Hawaa
Intezar Ke Darwaaze Pe
Subha-Shaam
Dastak De Rahi Hai ...

Jab Ki
Be-Matlab
Saaye Ke Bharam MeN
Makaan Ki
DiiwaaroN Se Dhankii
Akele
Zindagi Ki SaanseN
Rozaanaa
Dam ToDh Rahi Hai ... !
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Nazm : Tuut'Te Kaanch ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Nazm : Aataa Kaise ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Nazm : Do Jism ... ! Naresh Mehra by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Zindagi Ko Zindagi Samajhnaa ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Nazm : Chaahat ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals
Matrix Guy
Guest
«Reply #1 on: January 22, 2011, 07:18:30 AM »
Reply with quote
ufffffffffff.........

naresh ji behad kamsin shabd likhe he apne.........dil me gudgudi ho gayi ji..........

Har Shaam
Udaas Badan
Bistar Ki Chaadar Lapete
Siisak Rahi Hai ...

Kis Iraade Se
Hawaa
Intezar Ke Darwaaze Pe
Subha-Shaam
Dastak De Rahi Hai ...

kya khana janab.........bast no words for this mast poetry.....

daad he sahab
Logged
nirala
Guest
«Reply #2 on: January 22, 2011, 07:32:52 AM »
Reply with quote
ufff bahut hi kamsin words use kiye hain aapne Ansumali ji.
ufff bahut gazab hai uff.
kya mast kikha hai aapne sachhi me.
Logged
Radhika_2
Guest
«Reply #3 on: January 22, 2011, 08:43:48 AM »
Reply with quote
Khole Kitaab
Dopehar
Lafz Lafz
Sulagh Rahi Hai ...

Har Shaam
Udaas Badan
Bistar Ki Chaadar Lapete
Siisak Rahi Hai ...

Kis Iraade Se
Hawaa
Intezar Ke Darwaaze Pe
Subha-Shaam
Dastak De Rahi Hai ...

Jab Ki
Be-Matlab
Saaye Ke Bharam MeN
Makaan Ki
DiiwaaroN Se Dhankii
Akele
Zindagi Ki SaanseN
Rozaanaa
Dam ToDh Rahi Hai ... !


Ji .. Very touching poetry ..... good one ... ! dilee daad humari bhi .. ! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #4 on: January 22, 2011, 12:11:47 PM »
Reply with quote
ufffffffffff.........

naresh ji behad kamsin shabd likhe he apne.........dil me gudgudi ho gayi ji..........

Har Shaam
Udaas Badan
Bistar Ki Chaadar Lapete
Siisak Rahi Hai ...

Kis Iraade Se
Hawaa
Intezar Ke Darwaaze Pe
Subha-Shaam
Dastak De Rahi Hai ...

kya khana janab.........bast no words for this mast poetry.....

daad he sahab

Aapki NawaazishoN kaa bahut bahut shukriya ... aise hi saath nibhaate rahen aage bhi ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #5 on: January 22, 2011, 05:08:07 PM »
Reply with quote
Bahut Khub Naresh Ji U Hi Likhte Rahiye Aur Khush Rahiye

Rishi
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #6 on: January 22, 2011, 05:14:55 PM »
Reply with quote
Khole Kitaab
Dopehar
Lafz Lafz
Sulagh Rahi Hai ...

Har Shaam
Udaas Badan
Bistar Ki Chaadar Lapete
Siisak Rahi Hai ...

Kis Iraade Se
Hawaa
Intezar Ke Darwaaze Pe
Subha-Shaam
Dastak De Rahi Hai ...

Jab Ki
Be-Matlab
Saaye Ke Bharam MeN
Makaan Ki
DiiwaaroN Se Dhankii
Akele
Zindagi Ki SaanseN
Rozaanaa
Dam ToDh Rahi Hai ... !


GOOD..!!!
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #7 on: January 22, 2011, 05:44:47 PM »
Reply with quote
Naresh Jee Aadaab!

Aapki kavitaa behad khoob rahi..
Zindagi ka antarik chitaran bahut khoob kiya hai aapne..

Daad kabool kijiye.....
Likhate rahiye....
Khuda Hafez Usual Smile         

Logged
Anshumali
Guest
«Reply #8 on: January 22, 2011, 09:57:19 PM »
Reply with quote
ufff bahut hi kamsin words use kiye hain aapne Ansumali ji.
ufff bahut gazab hai uff.
kya mast kikha hai aapne sachhi me.

Nirala Ji .. aapka iss kadar koshish ko saraahane ka aur hausla afzaai kaa bahut bahut shukriya .. khush rahen ..!

duaaoN ke saath .. !

Logged
Anshumali
Guest
«Reply #9 on: January 23, 2011, 03:59:28 AM »
Reply with quote
Ji .. Very touching poetry ..... good one ... ! dilee daad humari bhi .. ! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Shukriya ... Radhika Ji ! aapke saath aur pasandegi kaa !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #10 on: January 23, 2011, 05:58:21 AM »
Reply with quote
Bahut Khub Naresh Ji U Hi Likhte Rahiye Aur Khush Rahiye

Rishi

Bahut bahut shukriya .. Rishi Ji ! aise hi aate rahiye ... khush rahen ...

duaaon ke saath ... !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #11 on: January 23, 2011, 07:04:44 AM »
Reply with quote
Shukriya ... aap sab ke saath kaa !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #12 on: January 23, 2011, 02:11:52 PM »
Reply with quote
GOOD..!!!

Shukriya ...Adil Ji ! aapki hausla afzaai kaa !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #13 on: January 24, 2011, 03:01:17 AM »
Reply with quote
Naresh Jee Aadaab!

Aapki kavitaa behad khoob rahi..
Zindagi ka antarik chitaran bahut khoob kiya hai aapne..

Daad kabool kijiye.....
Likhate rahiye....
Khuda Hafez Usual Smile         



Shukriya ... Sameer Ji ! aapki pasandegi aor dilee daad kaa ! khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #14 on: January 24, 2011, 09:42:49 AM »
Reply with quote
Shukriya ... aap sabke saath kaa !
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 05:41:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.158 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer