Kabr Puraanee hoo gayee........masoom

by Masoom Shahzada on August 30, 2012, 02:48:17 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 889 times)
Masoom Shahzada
Guest
Reply with quote

Meree ha.nsee khawab thee, karvat badal ke so ga'ee.
Dil ke kareeb aayee wo, jab door mujhse ho ga'ee.
.
Halkaa saa haath fer kar, yaad saaf kar to dee.
Par aankhoo kee jindagee ga'ee, ek laash hee to ho ga'ee.
.
Apne ja'ef kandhoo pe dootaa rahaa haseen kal.
Jiske naseeb me thee aaj, wo saath uske ho ga'ee.
.
Chootee see ek muskaan pe, aansu shaheed so hu'ye.
Achchee bhalee rahee thee jo, aadat kharab ho ga'ee.
.
Apnaa nahee rahaa koi, to dil se kah lete the sab.
Wo door kiyaa chaley gaye, DIL kee kamee bhee ho ga'ee.
.
Wo dostee talak rahe, ham pyaar tak chaley gaye.
Usne khataa nahee kee, bas bhool hamse ho ga'ee.
.
Laakhoo koshishey huyee, par meree aankhe band naa huyee.
Intizaar unkaa waisaa hee rahaa, bas kabr puraanee ho ga'ee.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ab Tak Us Kabr Se..... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
BEET GAYEE SO BAAT GAYEE...By Harivansh Rai Bachhanji by KOYAL46 in Share:Miscellaneous Shayari « 1 2  All »
kabr by aftab alam in Shayeri for Dard -e- Bewafai
kabr by sanjiv gaikwad in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3 4  All »
PURAANEE YAADEN by surindarn in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #1 on: August 30, 2012, 03:25:46 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut khoob Masoom bhaai...!!!
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #2 on: August 30, 2012, 03:31:00 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Bahut Khoob Masoom bhai.
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: August 30, 2012, 04:02:28 PM »
Reply with quote
bahut khoob Masoom bhai..
Applause Applause Applause Applause
bahut umda ghazal
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #4 on: August 30, 2012, 05:55:29 PM »
Reply with quote

Meree hasee khawab thee, karvat badal ke so ga'ee.
Dil ke kareeb aayee wo, jab door mujhse ho ga'ee.
.
Halkaa saa haath fer kar, yaad saaf kar to dee.
Par aankhoo kee jindagee ga'ee, ek laash hee to ho ga'ee.
.
Apne za'ef kandhoo pe dootaa rahaa haseen kal.
Jiske naseeb me thee aaj, wo saath uske ho ga'ee.
.
Chootee see ek muskaan pe, aansu shaheed so hu'ye.
Achchee bhalee rahee thee jo, aadat kharab ho ga'ee. icon_scratch icon_scratch
.
Apnaa nahee rahaa koi, to dil se kah lete the sab.
Wo door kiyaa chaley gaye, DIL kee kamee bhee ho ga'ee.
.
Wo dostee talak rahe, ham pyaar tak chaley gaye.
Usne khataa nahee kee, bas bhool hamse ho ga'ee. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
.
Laakhoo koshishey huyee, par meree aankhe band naa huyee.
Intizaar unkaa waisaa hee rahaa, bas kabr puraanee ho ga'ee. Clapping Smiley


naaaaaaaaaaaaaice Usual Smile Usual Smile
Logged
sbechain
Guest
«Reply #5 on: August 30, 2012, 06:24:31 PM »
Reply with quote

Meree hasee khawab thee, karvat badal ke so ga'ee.
Dil ke kareeb aayee wo, jab door mujhse ho ga'ee.
.
Halkaa saa haath fer kar, yaad saaf kar to dee.
Par aankhoo kee jindagee ga'ee, ek laash hee to ho ga'ee.
.
Apne ja'ef kandhoo pe dootaa rahaa haseen kal.
Jiske naseeb me thee aaj, wo saath uske ho ga'ee.
.
Chootee see ek muskaan pe, aansu shaheed so hu'ye.
Achchee bhalee rahee thee jo, aadat kharab ho ga'ee.
.
Apnaa nahee rahaa koi, to dil se kah lete the sab.
Wo door kiyaa chaley gaye, DIL kee kamee bhee ho ga'ee.
.
Wo dostee talak rahe, ham pyaar tak chaley gaye.
Usne khataa nahee kee, bas bhool hamse ho ga'ee.
.
Laakhoo koshishey huyee, par meree aankhe band naa huyee.
Intizaar unkaa waisaa hee rahaa, bas kabr puraanee ho ga'ee.



bahut khoob masoom...........!
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #6 on: August 30, 2012, 06:44:57 PM »
Reply with quote
Masoom Sahaab Aadaab!


bahut khoob janab bade achche ashaar hai khoob gehrai hai...
achche khayaalat haiN... Usual Smile

AUr aapne apne khayaalaat ko bayaaN bhi kafi rawaaN andaaz
meiN kiya hai... is khoob aur umdaa koshish par hazaaroN
daad kabul kijiye... Usual Smile

HaaN aik baat kaheNge... aapke likhane meiN natural rawani
hai.. so aap kalaam likhane ki tecniqs par thoda dhyaan deN
aap behad umdaa likheNge mujhe yakeen hai... Usual Smile

Likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile                   

Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 19 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #7 on: August 31, 2012, 12:43:35 AM »
Reply with quote
bahut umda
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #8 on: August 31, 2012, 04:04:00 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #9 on: August 31, 2012, 02:34:19 PM »
Reply with quote
hats off to you masoom ji.. Usual Smile

bahut bahut umda.. har ek ashaar dil pe utarta gaya..

Applause Applause Applause
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #10 on: September 06, 2012, 02:37:46 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut khoob Masoom bhaai...!!!
Bahoot bahoot bahoot sukriyaa Kapil bhaai.
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #11 on: September 09, 2012, 04:50:57 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause
Bahut Khoob Masoom bhai.
Bahoot bahoot sukriyaa
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 16, 2024, 10:07:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer