Maut To Jannat Me Jaake...........masoom

by Masoom Shahzada on September 10, 2012, 06:05:05 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1057 times)
Masoom Shahzada
Guest
Reply with quote

Aaj chalo unko bhool jaate haiN.
Saanso ke bin ek din bitaate haiN.
.
JahaaN dekhaa usee ko paayaa hai.
Ghar se aaj khud ko doo.nd laate haiN.
.
Roj detee rahee hai wo jakham naye.
Aaj jism ko ghaav se bachaate haiN.
.
Kabhee dekhaa nahee tajurbaa karke.
Aaj dekhe wo kitnaa yaad aate haiN.
.
Unke chakkar me door chale aaye the.
MaaN intizaar me hai ghar laut jaate haiN.
.
Jindagee to MaaN se door kaatee hai.
Maut to jannat me jaake paate haiN.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~Maut ke baad maut~ by Tosha in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Ek Masoom Ki Maut... (Shikha) by Shikha12 in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
AE MAUT KAASH TUJHE BHI KABHI AA JAATI MAUT... by diya786 in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Bhut masoom thi wo ........masoom by masoom shahjada in Miscellaneous Shayri
Maut ko aesi saza du...........masoom by masoom shahjada in Miscellaneous Shayri
ParwaaZ
Guest
«Reply #1 on: September 10, 2012, 06:18:39 PM »
Reply with quote
Masoom Sahaab Aadaab!


Waah janab waaH bahut khoob ... behad khoob khayaal..
BayaaN kiye haiN aapne... achchi kalaam rahi.. Usual Smile

Sabhi ashaar aik se badhkar aik rahe... Usual Smile

Humari dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye..

Likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye..
Khuda hafez.. Usual Smile                   

Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #2 on: September 10, 2012, 07:13:11 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob maasoom ji.. Usual Smile

Applause Applause
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #3 on: September 10, 2012, 08:02:57 PM »
Reply with quote

Aaj chalo unko bhool jaate haiN.
Saanso ke bin ek din bitaate haiN. Applause Applause Applause
.
JahaaN dekhaa usee ko paayaa hai.
Ghar se aaj khud ko doo.nd laate haiN. icon_silent icon_silent
.
Roj detee rahee hai wo jakham naye.
Aaj jism ko ghaav se bachaate haiN. Applause Applause Applause
.
Kabhee dekhaa nahee tajurbaa karke.
Aaj dekhe wo kitnaa yaad aate haiN. Applause Applause Applause Applause
.
Unke chakkar me door chale aaye the.
MaaN intizaar me hai ghar laut jaate haiN. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
.
Jindagee to MaaN se door kaatee hai.
Maut to jannat me jaakar paate haiN. icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch



veriiiii gud
Logged
Sps
Guest
«Reply #4 on: September 10, 2012, 08:10:09 PM »
Reply with quote
very very touching and beautiful!!!
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: September 11, 2012, 01:15:32 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
mkv
Guest
«Reply #6 on: September 11, 2012, 06:40:20 AM »
Reply with quote
Laajavaab, shaandaar, behtar
aur kya kahun..par
Applause Applause Applause
acche ehsaas pesh kiye hai..likhte rahiye
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 02:46:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer