Mazeed ho rahe naye naye sitamon ki eejaad se nikal.................................................

by aqsh on November 11, 2013, 01:21:20 PM
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 3266 times)
aqsh
Guest
Reply with quote
Hum karte rahe minnateiN is baat ka unhe guroor tha
Unke sangdil hone mein sirf hamara hi qusoor tha

Kahte haiN mere jazbaat ki, shab e barbaad se nikal
laboN par apni haNsi saja, aur puraani yaad se nikal

Uske liye kya sochna, jisne wafa ke saath wafa na nibhaya
KyuN mudh mudh kar use dekhna, dar e fariyaad se nikal

Bahut waqt gawaah diya hai, uska intezar karte karte
Mita kar uski har nishaani ko, dard ke mee’aad se nikal

Jo kuch dikh raha hai uski aankhon meiN, sab fareb hai
Dil meiN dabe har, ehsaas o gam ki buniyaad se nikal

Pahele hi qismat ne kuch, kam sitam nahiN kiye”Aqsh”
Mazeed ho rahe naye naye sitamon ki, eejaad se nikal
Logged
Zaif
Guest
«Reply #1 on: November 11, 2013, 01:27:19 PM »
Reply with quote
Kya kehne.!!!! happy9
Logged
khujli
Guest
«Reply #2 on: November 11, 2013, 01:33:56 PM »
Reply with quote
Hum karte rahe minnateiN is baat ka unhe guroor tha
Unke sangdil hone mein sirf hamara hi qusoor tha

Kahte haiN mere jazbaat ki, shab e barbaad se nikal
laboN par apni haNsi saja, aur puraani yaad se nikal

Uske liye kya sochna, jisne wafa ke saath wafa na nibhaya
KyuN mudh mudh kar use dekhna, dar e fariyaad se nikal

Bahut waqt gawaah diya hai, uska intezar karte karte
Mita kar uski har nishaani ko, dard ke mee’aad se nikal

Jo kuch dikh raha hai uski aankhon meiN, sab fareb hai
Dil meiN dabe har, ehsaas o gam ki buniyaad se nikal

Pahele hi qismat ne kuch, kam sitam nahiN kiye”Aqsh”
Mazeed ho rahe naye naye sitamon ki, eejaad se nikal

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: November 11, 2013, 01:36:12 PM »

Bahut badhiya aqsh jee
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #4 on: November 11, 2013, 01:50:47 PM »
Reply with quote
ek rau ke saath dher saaree daad
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013

View Profile
«Reply #5 on: November 11, 2013, 02:25:13 PM »
Reply with quote
bahot khooooob.... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
goya ke...
baat hoti gulon tak to sah'lete ham
ab to kanton pe bhi haq hamara nahi (n.m)
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
«Reply #6 on: November 11, 2013, 02:41:46 PM »
Reply with quote
Hum karte rahe minnateiN is baat ka unhe guroor tha
Unke sangdil hone mein sirf hamara hi qusoor tha

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Kahte haiN mere jazbaat ki, shab e barbaad se nikal
laboN par apni haNsi saja, aur puraani yaad se nikal
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Uske liye kya sochna, jisne wafa ke saath wafa na nibhaya
KyuN mudh mudh kar use dekhna, dar e fariyaad se nikal
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Bahut waqt gawaah diya hai, uska intezar karte karte
Mita kar uski har nishaani ko, dard ke mee’aad se nikal
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Jo kuch dikh raha hai uski aankhon meiN, sab fareb hai
Dil meiN dabe har, ehsaas o gam ki buniyaad se nikal
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Pahele hi qismat ne kuch, kam sitam nahiN kiye”Aqsh”
Mazeed ho rahe naye naye sitamon ki, eejaad se nikal
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah behad khooooooooooooobsurat ghazal hai Aqsh ji....... dhero daaaaaaaaad... Usual Smile Usual Smile

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
aqsh
Guest
«Reply #7 on: November 11, 2013, 02:51:24 PM »
Reply with quote
Kya kehne.!!!! happy9
thnxx zaif ji...
Logged
aqsh
Guest
«Reply #8 on: November 11, 2013, 02:51:58 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
qalb ji pasand karne ka bahut bahut shukriya..
Logged
aqsh
Guest
«Reply #9 on: November 11, 2013, 02:52:35 PM »
Reply with quote
Bahut badhiya aqsh jee

bahut bahut shukriya mukesh ji...
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012

View Profile WWW
«Reply #10 on: November 11, 2013, 03:07:48 PM »
Reply with quote
Hum karte rahe minnateiN is baat ka unhe guroor tha
Unke sangdil hone mein sirf hamara hi qusoor tha

ye sher umda raha Clapping Smiley Clapping Smiley

Kahte haiN mere jazbaat ki, shab e barbaad se nikal
laboN par apni haNsi saja, aur puraani yaad se nikal

bohut hi lajawaab khayaal hai Applause Applause

Uske liye kya sochna, jisne wafa ke saath wafa na nibhaya
KyuN mudh mudh kar use dekhna, dar e fariyaad se nikal

zabardast hai

Bahut waqt gawaah diya hai, uska intezar karte karte
Mita kar uski har nishaani ko, dard ke mee’aad se nikal

beshaq har intezar ki muddat hoti hai
 Applause Applause Applause

Jo kuch dikh raha hai uski aankhon meiN, sab fareb hai
Dil meiN dabe har, ehsaas o gam ki buniyaad se nikal

behtereeen

Pahele hi qismat ne kuch, kam sitam nahiN kiye”Aqsh”
Mazeed ho rahe naye naye sitamon ki, eejaad se nikal

shandaar Applause Applause

aqsh ji bohut hi umda ghazal pesh ki hai apne
youn kahiye out of the box thought laga mujhe
hazaron daad

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #11 on: November 11, 2013, 04:38:21 PM »
Reply with quote
Hum karte rahe minnateiN is baat ka unhe guroor tha
Unke sangdil hone mein sirf hamara hi qusoor tha

Kahte haiN mere jazbaat ki, shab e barbaad se nikal
laboN par apni haNsi saja, aur puraani yaad se nikal

Uske liye kya sochna, jisne wafa ke saath wafa na nibhaya
KyuN mudh mudh kar use dekhna, dar e fariyaad se nikal

Bahut waqt gawaah diya hai, uska intezar karte karte
Mita kar uski har nishaani ko, dard ke mee’aad se nikal

Jo kuch dikh raha hai uski aankhon meiN, sab fareb hai
Dil meiN dabe har, ehsaas o gam ki buniyaad se nikal

Pahele hi qismat ne kuch, kam sitam nahiN kiye”Aqsh”
Mazeed ho rahe naye naye sitamon ki, eejaad se nikal

wonderful,ma'am
Logged
srishti raj chintak
Maqbool Shayar
****

Rau: 6
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 11 hours and 35 minutes.
Posts: 597
Member Since: Feb 2013

View Profile
«Reply #12 on: November 11, 2013, 04:49:02 PM »
Reply with quote
Hum karte rahe minnateiN is baat ka unhe guroor tha
Unke sangdil hone mein sirf hamara hi qusoor tha

Kahte haiN mere jazbaat ki, shab e barbaad se nikal
laboN par apni haNsi saja, aur puraani yaad se nikal

Uske liye kya sochna, jisne wafa ke saath wafa na nibhaya
KyuN mudh mudh kar use dekhna, dar e fariyaad se nikal

Bahut waqt gawaah diya hai, uska intezar karte karte
Mita kar uski har nishaani ko, dard ke mee’aad se nikal

Jo kuch dikh raha hai uski aankhon meiN, sab fareb hai
Dil meiN dabe har, ehsaas o gam ki buniyaad se nikal

Pahele hi qismat ne kuch, kam sitam nahiN kiye”Aqsh”
Mazeed ho rahe naye naye sitamon ki, eejaad se nikal

Bahut khoobsoorat peshkash.
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #13 on: November 11, 2013, 05:05:27 PM »
Reply with quote
waah waah...........
bahut bahut khoob aqsh ji....
Ek Rau bhi kam hai aapki is peshkash ke liye...
Dheron Dheron Daad Kabool Karein..
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012

View Profile WWW
«Reply #14 on: November 11, 2013, 05:07:39 PM »
Reply with quote
 icon_flower icon_flower icon_flower bohut khud aqsh ji
Logged
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
October 07, 2024, 12:52:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[October 04, 2024, 08:02:47 AM]

[September 29, 2024, 02:17:44 PM]

[September 29, 2024, 02:15:31 PM]

[September 29, 2024, 02:13:54 PM]

[September 29, 2024, 02:12:46 PM]

by ASIF
[September 06, 2024, 07:19:37 PM]

[September 05, 2024, 02:50:37 AM]

[August 23, 2024, 06:35:34 AM]

[August 22, 2024, 06:28:13 AM]

[August 22, 2024, 06:27:09 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.215 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8504 Real Poets and poetry admirer