SHAAM KE BAAD.........................

by arzoo22 on August 29, 2005, 08:37:35 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1990 times)
arzoo22
Guest
Reply with quote
Tune dekha hai kabhi Ik nazar Sham ke baad,
kitne chup chaap se lagte hai Shajjar Shaam ke baad.

Itne chup chaap ke raaste bhi reh gaye La ilm,
jhoor jaye ge kissi rooz tera Naggar Shaam ke baad.

Mene aise hi gunnah teri Judai me kaate,
jaise Toofaano me koi Jhoorde Ghar Shaam ke baad.

Shaam se pehle wo Mast apni Uraano me rahe,
jis ke haatho me the toote hue Parr Shaam ke baad.

Raat beeti Gagne aabe aur phir socha,
koun tha baaz-aghaaze saffar Shaam ke baad.

Tu hai Sooraj,maloom kya tujhe raat ka dukh,
tu mere Ashiaane me utar kissi rooz Shaam ke baad.

Lout aye na kissi rooz wo Awaara mezaaj,
issi aas pe khoole rakhte hai Darrr Shaam ke baad.....................NM
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Shaam K Baad by yasir_sensitive in Ghazals « 1 2  All »
SHAAM KAY BAAD by muneeb in Shayri-E-Dard
shaam ke baad by NONAME in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Shaam Ke Baad. by majid in Shayri-E-Dard
Jaagta hai kayi rangoN meiN hunar shaam ke baad. by Dr. Naim Sahil in Shairi - E - Zindagi
qayda
Guest
«Reply #1 on: September 05, 2005, 03:19:29 PM »
Reply with quote
wahhhhhhhhhhh

kya bat hai aur kya andaz hai

kabile tarif hai

kitni gahrai se  likha hai aapne.
Logged
arzoo22
Guest
«Reply #2 on: September 06, 2005, 03:55:03 PM »
Reply with quote
thank u so much dear.........actually its not mine.. but its one of the fav.that i like ..

take care
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 58 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010

View Profile
«Reply #3 on: November 02, 2012, 06:43:17 PM »
Reply with quote
Tune dekha hai kabhi Ik nazar Sham ke baad,
kitne chup chaap se lagte hai Shajjar Shaam ke baad.

Itne chup chaap ke raaste bhi reh gaye La ilm,
jhoor jaye ge kissi rooz tera Naggar Shaam ke baad.

Mene aise hi gunnah teri Judai me kaate,
jaise Toofaano me koi Jhoorde Ghar Shaam ke baad.

Shaam se pehle wo Mast apni Uraano me rahe,
jis ke haatho me the toote hue Parr Shaam ke baad.

Raat beeti Gagne aabe aur phir socha,
koun tha baaz-aghaaze saffar Shaam ke baad.

Tu hai Sooraj,maloom kya tujhe raat ka dukh,
tu mere Ashiaane me utar kissi rooz Shaam ke baad.

Lout aye na kissi rooz wo Awaara mezaaj,
issi aas pe khoole rakhte hai Darrr Shaam ke baad.....................NM
GD
Logged
suman59
Guest
«Reply #4 on: November 03, 2012, 02:03:42 AM »

Waah waah kya khoob likha hai.
Quote
Raat beeti Gagne aabe aur phir socha,
koun tha baaz-aghaaze saffar Shaam ke baad.

Tu hai Sooraj,maloom kya tujhe raat ka dukh,
tu mere Ashiaane me utar kissi rooz Shaam ke baad.

Wonderful sharing arzoo jee  Thumbs UP
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 11:11:24 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.187 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer