Tum naheen ho to hamaaraa yahaan honaa kaisaa?

by abdbundeli on January 20, 2009, 03:04:53 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1763 times)
abdbundeli
Guest
Reply with quote
Chashm bey-aab hain! Aansoo naheen!! Ronaa kaisaa?
Tum naheen ho to hamaaraa yahaan honaa kaisaa?

Rahaa hoon saath tumhaarey gaye zamaanoun sey;
Tifl hoon, haath anaasir kaa khilounaa kaisaa?

Zindagee beetatii rahee, kabhi judaa na rahey;
Ye judaa aastaan-e-khaak pai sonaa kaisaa?

Tund baad-e-samoom, baad-e-bahaaroun-see lagee;
Saath thaa, saath they, ab alhadah konaa kaisaa?

Ham ney har lamhey saath reig key toofaan jheyley;
Dour-e-baaraan hai sarey farsh bichhonaa kaisaa?

Jo hamaaraa hai, tumhaaraa bhi wahee hai, mahboob!
Ham eik jism hain: kyaa aamdah, khonaa kaisaa?

Azal sey ham rahey hain ham-aagosh ham-suhbat;
Gair kee paalkee, pardeysh kaa gonaa kaisaa?

‘Abd’, yeh zindagee hai, bojh naheen hai koyee;
Dour-e-parwaaz rooh-e-baad kaa dhhonaa kaisaa?

                                    - abd bundeli

Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005

View Profile
«Reply #1 on: January 20, 2009, 03:08:05 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause
bahoot khoobsoorat bahoot umda abd ji...
behtreen.... Applause Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: January 20, 2009, 04:38:55 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley

bahoot khoob Abd ji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #3 on: January 20, 2009, 04:59:35 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Abd Saheb ji.. Applause Applause Applause
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #4 on: January 20, 2009, 05:18:34 PM »
Reply with quote
WAH BUNDELI JI, WAH... VERY VERY NICE

JASBIR SINGH
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: January 20, 2009, 10:44:21 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Abd Ji
Logged
cara
Guest
«Reply #6 on: January 21, 2009, 02:25:52 AM »
Reply with quote
very beautiful abdji.....

tum nahin ho to hamaaraa yahan honaa kaisa,
bin tere zindagi,jeena kaisa.
jo hamaaraa hain,wo tumaaraa bhi to maalik hai,
ham ek hi to hai,kya paaya hai,phir khonaa kaisa.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: January 21, 2009, 02:29:00 AM »
Reply with quote
very beautiful abdji.....

tum nahin ho to hamaaraa yahan honaa kaisa,
bin tere zindagi,jeena kaisa.
jo hamaaraa hain,wo tumaaraa bhi to maalik hai,
ham ek hi to hai,kya paaya hai,phir khonaa kaisa.
Nice one Cara
Logged
Roja
Guest
«Reply #8 on: January 21, 2009, 02:32:45 AM »
Reply with quote
Chashm bey-aab hain! Aansoo naheen!! Ronaa kaisaa?
Tum naheen ho to hamaaraa yahaan honaa kaisaa?

Rahaa hoon saath tumhaarey gaye zamaanoun sey;
Tifl hoon, haath anaasir kaa khilounaa kaisaa?

Zindagee beetatii rahee, kabhi judaa na rahey;
Ye judaa aastaan-e-khaak pai sonaa kaisaa?

Tund baad-e-samoom, baad-e-bahaaroun-see lagee;
Saath thaa, saath they, ab alhadah konaa kaisaa?

Ham ney har lamhey saath reig key toofaan jheyley;
Dour-e-baaraan hai sarey farsh bichhonaa kaisaa?

Jo hamaaraa hai, tumhaaraa bhi wahee hai, mahboob!
Ham eik jism hain: kyaa aamdah, khonaa kaisaa?

Azal sey ham rahey hain ham-aagosh ham-suhbat;
Gair kee paalkee, pardeysh kaa gonaa kaisaa?

‘Abd’, yeh zindagee hai, bojh naheen hai koyee;
Dour-e-parwaaz rooh-e-baad kaa dhhonaa kaisaa?

                                    - abd bundeli

Bahut umda likha hai aapne ABD ji  Applause Applause
Logged
Deepati
Guest
«Reply #9 on: January 21, 2009, 05:20:29 AM »

Abd Ji ,

Bahut hii Khoobsurat Nazam hai!

 Applause Applause Applause

Deepati

Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #10 on: January 21, 2009, 09:16:22 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause
bahoot khoobsoorat bahoot umda abd ji...
behtreen.... Applause Applause
Thanks you a lot, bekarar ji!
            - abd bundeli
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #11 on: January 21, 2009, 09:18:36 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley

bahoot khoob Abd ji
Thanks Pooja ji! I'm happy you liked it!
                        - abd bundeli
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #12 on: January 21, 2009, 09:27:07 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Abd Saheb ji.. Applause Applause Applause
WAH BUNDELI JI, WAH... VERY VERY NICE
JASBIR SINGH
Bahut Khoob Abd Ji
Bahut umda likha hai aapne ABD ji  Applause Applause

Abd Ji ,
Bahut hii Khoobsurat Nazam hai!
 Applause Applause Applause

Deepati
Aap sabhi 'mahaanubhaawoun' ko meyrey 'saadar dhanyawaad!
                                      - abd bundeli
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #13 on: January 21, 2009, 09:34:32 AM »
Reply with quote
very beautiful abdji.....
tum nahin ho to hamaaraa yahan honaa kaisa,
bin tere zindagi,jeena kaisa.
jo hamaaraa hain,wo tumaaraa bhi to maalik hai,
ham ek hi to hai,kya paaya hai,phir khonaa kaisa.
Dhanyawaad, cara ji!
Woh yadi khoyegaa nahin, paayengey kyaa log?
Hongey asafal kaarya sab; wyarth sakal udyog!

                               - abd bundeli
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #14 on: January 21, 2009, 09:52:16 AM »
Reply with quote
Chashm bey-aab hain! Aansoo naheen!! Ronaa kaisaa?
Tum naheen ho to hamaaraa yahaan honaa kaisaa?

Rahaa hoon saath tumhaarey gaye zamaanoun sey;
Tifl hoon, haath anaasir kaa khilounaa kaisaa?

Zindagee beetatii rahee, kabhi judaa na rahey;
Ye judaa aastaan-e-khaak pai sonaa kaisaa?

Tund baad-e-samoom, baad-e-bahaaroun-see lagee;
Saath thaa, saath they, ab alhadah konaa kaisaa?

Ham ney har lamhey saath reig key toofaan jheyley;
Dour-e-baaraan hai sarey farsh bichhonaa kaisaa?

Jo hamaaraa hai, tumhaaraa bhi wahee hai, mahboob!
Ham eik jism hain: kyaa aamdah, khonaa kaisaa?

Azal sey ham rahey hain ham-aagosh ham-suhbat;
Gair kee paalkee, pardeysh kaa gonaa kaisaa?

‘Abd’, yeh zindagee hai, bojh naheen hai koyee;
Dour-e-parwaaz rooh-e-baad kaa dhhonaa kaisaa?

                                    - abd bundeli

Wah Wah Kya kahene apki ghazaloon ke har lafz miyari aur har sher wazandar allah apke kalamoo ko izzath bakshe abd ji !!

Qadeer Toopchi
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 10:34:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.184 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer