WON THE COMPETITION OF GHAZAL AUG'09 BY TAASIR SIDDIQUI

by Taasir siddiqui on October 05, 2009, 06:48:59 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1449 times)
Taasir siddiqui
Guest
Reply with quote
Original poetry by TAASIR SIDDIQUI



Uthkar chale ho  jab kabhi tum hamaare pehloo se;
Dur ho gaya hai  dil   phir iss  jeene ki   aarzoo se;

Dard  ne asar chhod diya,aur hayaat muskuraa utthi,
Hue hain  rubaroo  jab hum  tumhari guftugoo se;

Manand-e-gul lehraa rahe hain zakhm shaakh-e-hayaat par,
Aao inhe mehkaa do tum apne badan ki khushboo se;

Baat chali to phir kitne hi raaz ayaan hote  gaye,
Sekdon fasaane nikle ek mukhtasar si guftugoo se;

Ahal-e-jahaan ne zulm kiya hume naam-e-sharaafat dekar,
Ek ghurbat ke siva kya paaya hai hum ne apni aabroo se;

Na shakl se na libaas se na dulat se na shurat se,
Taasir ne paayi hai pehchhan apni zabaan-e-urdoos se;

----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
RAAT KE KHAAB(poet taasir siddiqui) by Taasir siddiqui in Ghazals
AAJ PHIR DIL UDAAS HAI (poet: taasir siddiqui) by Taasir siddiqui in Ghazals
ek hasina mahjibina (poet taasir siddiqui) by Taasir siddiqui in Ghazals
Ek hari bhari baarish ke mausam mein ghazal.......taasir siddiqui by Taasir siddiqui in Ghazals
new ghazal...plz dnt copy without permission..taasir siddiqui by Taasir siddiqui in Ghazals
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #1 on: October 05, 2009, 03:36:43 PM »
Reply with quote
Nice Tassir ji Applause Applause Applause
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #2 on: October 05, 2009, 04:45:13 PM »
Reply with quote
Waah Tassir Bahoot bahoot umda likha hai aapne.. Bahoot Bahoot Badaai ak baar fir se Usual Smile
Logged
kill_bill
Guest
«Reply #3 on: September 04, 2011, 09:43:06 AM »
Reply with quote
waaaaahhhhh bahot hi umda ghazal Tasir ji.
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #4 on: September 04, 2011, 09:50:13 AM »
Reply with quote
Original poetry by TAASIR SIDDIQUI



Uthkar chale ho  jab kabhi tum hamaare pehloo se;
Dur ho gaya hai  dil   phir iss  jeene ki   aarzoo se;

Dard  ne asar chhod diya,aur hayaat muskuraa utthi,
Hue hain  rubaroo  jab hum  tumhari guftugoo se;

Manand-e-gul lehraa rahe hain zakhm shaakh-e-hayaat par,
Aao inhe mehkaa do tum apne badan ki khushboo se;

Baat chali to phir kitne hi raaz ayaan hote  gaye,
Sekdon fasaane nikle ek mukhtasar si guftugoo se;

Ahal-e-jahaan ne zulm kiya hume naam-e-sharaafat dekar,
Ek ghurbat ke siva kya paaya hai hum ne apni aabroo se;

Na shakl se na libaas se na dulat se na shurat se,
Taasir ne paayi hai pehchhan apni zabaan-e-urdoos se;

----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------



bahut khoob Applause Applause Applause Applause
Logged
sbechain
Guest
«Reply #5 on: January 04, 2012, 02:04:26 PM »
Reply with quote
Original poetry by TAASIR SIDDIQUI



Uthkar chale ho  jab kabhi tum hamaare pehloo se;
Dur ho gaya hai  dil   phir iss  jeene ki   aarzoo se;

Dard  ne asar chhod diya,aur hayaat muskuraa utthi,
Hue hain  rubaroo  jab hum  tumhari guftugoo se;

Manand-e-gul lehraa rahe hain zakhm shaakh-e-hayaat par,
Aao inhe mehkaa do tum apne badan ki khushboo se;

Baat chali to phir kitne hi raaz ayaan hote  gaye,
Sekdon fasaane nikle ek mukhtasar si guftugoo se;

Ahal-e-jahaan ne zulm kiya hume naam-e-sharaafat dekar,
Ek ghurbat ke siva kya paaya hai hum ne apni aabroo se;

Na shakl se na libaas se na dulat se na shurat se,
Taasir ne paayi hai pehchhan apni zabaan-e-urdoos se;

----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------



bahut khoob taasir sahab

                            zor-e-shamshir se jeetna koi jeet to nahin,
                            jeeto dil sabka tum apne khuloos se,
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 12:54:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer