yaad

by tabassum shakeel on May 02, 2006, 12:57:59 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 6714 times)
tabassum shakeel
Guest
«Reply #30 on: May 26, 2006, 07:27:05 AM »
Reply with quote
zindagi ki ghup andheri raat me
 yaad ki ek puljhadi achchi lagi


nm
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
yaad by Sonu in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Na Salaam Yaad Rakhna, Na Paigaam Yaad Rakhna, by pankaj_pups in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Yaad Yaad yaad bas yaad reh jati hai by Cma in Songs & Lyrics « 1 2  All »
Aae na tere yaad kabhi yaad ki tarah by khalidrawat in Shayeri for Dard -e- Bewafai
tabassum shakeel
Guest
«Reply #31 on: May 27, 2006, 05:42:54 AM »
Reply with quote
yaadon se shikayat karna bhi
to yaad kisi ko karna hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: May 27, 2006, 03:12:41 PM »
Reply with quote
Wah Tabbassum Didi And Majid Bhai Dono Ne Kamaal ke Asahayar Likhe Hain,..
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #33 on: May 27, 2006, 04:36:03 PM »
Reply with quote
thanxxx jaanasheen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: May 28, 2006, 07:48:19 AM »
Reply with quote
Ur Welcome,..

Yaadon Mein Base Ho Tum Kuch Is Kadar,..]
Ke Dekho Jahan Bhi Tum Hi Aate Ho Nazar,..

___________________________-Jaanasheen-
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #35 on: May 29, 2006, 02:54:14 AM »
Reply with quote
yaad aaya tha bichhdna tera
phir nahi yaad ki kya yaad aaya

nm
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: May 29, 2006, 07:53:34 AM »
Reply with quote
Yaad Nahi Kiya Maine Tujhe Kabhi,..
Ke Tu Har Pal Mere Samne Thi Hawa Banke,..

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #37 on: June 02, 2006, 07:11:58 AM »
Reply with quote
yaad kar kar kee jise yaad bhi thi thak chuki
samne dekha jo usko saans hai rukati chali
kaise jili bin tumhare poochhna na tum kabhi
ik tumhari yaad thi jo aaj tak main ji saki
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #38 on: June 02, 2006, 02:34:25 PM »
Reply with quote
The Style Guru Says.......


Nice Janasheen Bhai & Gr8 as usual Tabassum Ji


Arz Hai,
Yaadon ke sahare dil ko behlate hai,
Teri baaton ke sahare zindagi bitate hain,
Jo tu nahi to jeene ki aarzu bhi nahi,
Ek tere hi liye hum maut se ladte jaate hain......
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #39 on: June 02, 2006, 03:34:29 PM »
Reply with quote
thanx tarun aur bahut khoob....
arz kiya hai ki[tumhari naqal]............

yaadon ke sahare bahut jiye ab samne tum jab aahi gae
kuchh achchi achchi baaten karen kyun beete waqt  pe rote rahen
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #40 on: June 02, 2006, 03:43:06 PM »
Reply with quote
The Style Guru Says......


Ek tum jo saath raho to zindagi ji le hum,
Ek tum wo baat kaho to saare zakhmo ko si le hum,
Ek tum kisi shab mere khwab gaah me aa jao,
Ek tum kaho to hans ke zeher bhi pi le hum.......
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #41 on: June 02, 2006, 03:50:53 PM »
Reply with quote
jeene ki baaten karo to ham tumhare sath hain
zahar ka na naam lo to ham tumhaare saath hain
zakhm ka tum naam nalo khushiyon ki baate karo
ro chuke ham bhi bahut aur ro chuke tum bhi bahut
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #42 on: June 02, 2006, 03:56:17 PM »
Reply with quote
The Style Guru Says.....


Hume ye gila nahi ki hum roye hain bahut,
Jo ashq teri yaad me gire unki baat hi kuch aur hai,
Ye manzar-manzar nahi agar tum na ho,
Tumhe pa ke lagta hai meri Zaat hi kuch aur hai.....
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #43 on: June 03, 2006, 02:50:38 AM »
Reply with quote
shukriya meri yaad aai jo shukriya tum ko kheench laai jo
yaad me hi to aisi taqat hai kachche dhage se bandhe log chale aate hain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #44 on: June 03, 2006, 09:50:06 AM »
Reply with quote
Nice one Guru and Tabassum Didi,..

Basaalo Hume Tum Dil Mein Dhadkan Banakar,..
Warna Yaad Aaonga Main Jitna Tum Bhoolana Chaho,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 17, 2024, 02:22:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer