yaad

by tabassum shakeel on May 02, 2006, 12:57:59 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5
ReplyPrint
Author  (Read 6716 times)
tabassum shakeel
Guest
«Reply #45 on: June 03, 2006, 05:08:53 PM »
Reply with quote
bahut khoob jaanasheen
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
yaad by Sonu in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Na Salaam Yaad Rakhna, Na Paigaam Yaad Rakhna, by pankaj_pups in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Yaad Yaad yaad bas yaad reh jati hai by Cma in Songs & Lyrics « 1 2  All »
Aae na tere yaad kabhi yaad ki tarah by khalidrawat in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #46 on: June 04, 2006, 06:31:36 AM »
Reply with quote
Quote from: "tabassum shakeel"
bahut khoob jaanasheen


Shukriya Didi,..

Tamanna Hai Ki Main Bhi Kisi Ko Yaad Aaon,..
Ke Zindai Guzar Gayi Apni Unhe Yaad Karte Karte,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #47 on: June 05, 2006, 03:24:04 PM »
Reply with quote
toote hue kanch si yaaden uski
dil me nashtar ki tarah chubhati hain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #48 on: June 07, 2006, 06:29:05 AM »
Reply with quote
Yaado Ke Nashter Chubte Hain Har Waqt Mujhe Jab Tumhe Yaad Karta Hoon,..
Bata Kya Bhoole Se Bhi Main Tujhe Kabhi Yaad Aata Hoon,..

_________________________________________________ _-Jaanasheen-
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #49 on: June 10, 2006, 02:08:26 PM »
Reply with quote
yaad ka ek baadal hai dil pe chhaya hua
jaane kab vo is dil par ab barsega
ya dil bas yunhi yaad ki badli tale
sari zindagi us barkha ko tarsega
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #50 on: June 11, 2006, 08:34:07 AM »
Reply with quote
Quote from: "tabassum shakeel"
yaad ka ek baadal hai dil pe chhaya hua
jaane kab vo is dil par ab barsega
ya dil bas yunhi yaad ki badli tale
sari zindagi us barkha ko tarsega


Bahoot Khoob Didi,..

Yaad Ko Teri Main Dil Se Bhoolaane Chala Hoon,..
Dekh Aaj Main Tera Naam Mitaane Chala  Hoon,..
Sab Kehte Hain Ke Tere Dum Se Abaad Hai Duniya Apni,..
Isliye Aaj Apna Ghar Main Jalaane Chala Hoon,..
Tune Kar Diya Barbaad Hume Phir Bhi Tu Mashoor Hai,..
Aaj Tera Asli Chehra Main Duniya Ko Dikhaane Chala Hoon,..
Kabhi Tere Aane Ka Intezaar Karte Karte Main Darakhton Pe Naam Likhta,..
Jin Par Likha Tha Maine Naam Tera Aaj Unhe Sab Main Mitaane Chala Hoon,..

_______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #51 on: June 11, 2006, 12:58:10 PM »
Reply with quote
bahut khoob jaanasheen

yaad mitana dil se uski hamne bhi kabhi chahi thi
us ik pal jaane kyun hamko phir se hichki aai thi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #52 on: June 12, 2006, 07:06:21 AM »
Reply with quote
Quote from: "tabassum shakeel"
bahut khoob jaanasheen

yaad mitana dil se uski hamne bhi kabhi chahi thi
us ik pal jaane kyun hamko phir se hichki aai thi


Shukriya Didi,..

Hichki Jab Aayi Tumhe To Samajh Gaye Ke Hum Tumhe Yaad Karte Hain...
Kehte Ho Tum Ke Tumne Humne Nahi Bhoola Afsos Ke Ab Tak Hume Hichkion Ka Intezaar Raha,..

_______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #53 on: June 12, 2006, 03:51:26 PM »
Reply with quote
bahut khoob jaanasheen
ik dil me unki yaad liye jee rahe hain ham
kya is  taveel  raat  ki  koi sehar nahi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #54 on: June 13, 2006, 06:43:17 AM »
Reply with quote
Quote from: "tabassum shakeel"
bahut khoob jaanasheen
ik dil me unki yaad liye jee rahe hain ham
kya is  taveel  raat  ki  koi sehar nahi


Shukriya Didi,..
Bahoot Khoob Likha Hai Apne,..

Yaad Tujhe Kuch Is Taraah Kiyaa Karte Hain Hum...
Ke Khabar Nahi Hume Bhi Ke Kis Mukhaam Par Tehar Gaaye,...

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #55 on: June 13, 2006, 11:27:20 AM »
Reply with quote
bahut khoob jaanasheen

yadon ke diye jab sham dhale ham jala ke aae rahon me
us pal phir dil me aas bandhi shayeed vo ab aa jaaenge
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #56 on: June 14, 2006, 12:07:27 PM »
Reply with quote
Quote from: "tabassum shakeel"
bahut khoob jaanasheen

yadon ke diye jab sham dhale ham jala ke aae rahon me
us pal phir dil me aas bandhi shayeed vo ab aa jaaenge


Shukriya Didi,..

Yaadon Ke Diye Bhuj Rahe Hain Ab Dil Se "Jaanasheen",..
Ke Waqt Jo Diya Zindagi Ne Mujhe Wo Bhi Intezaar Mein Kat Gaya,..

____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #57 on: June 14, 2006, 12:46:23 PM »
Reply with quote
yaadon ka ganv sajaya hai tum aake kabhi dekho to sahi
shaam dhale hi aajaaten yaadon ke panchchi roz vahan
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #58 on: June 14, 2006, 12:52:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "tabassum shakeel"
yaadon ka ganv sajaya hai tum aake kabhi dekho to sahi
shaam dhale hi aajaaten yaadon ke panchchi roz vahan


Nice One Tabassum Didi,..

Khush Naseeb Ho Tum Ke Yaadon Ke Ganv Tumne Sahaaye Hain,..
Kisi Ki Yaad Mein Humne To Apna Ghar Bhi Bachaa Na Sake,..

____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #59 on: June 14, 2006, 07:46:44 PM »
Reply with quote
bahut khoob jaanasheen

yaadon ke ik gaanv me  ham ne to jaker yaadon kahi ek ghar bhi vahin banaya hai
usme ham rahte hain yaaden lekar ki yaaden hi ab to mera sarmaya hain
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 17, 2024, 04:09:16 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer