yaad

by tabassum shakeel on May 02, 2006, 12:57:59 PM
Pages: 1 2 3 4 [5]
ReplyPrint
Author  (Read 6717 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #60 on: June 15, 2006, 01:53:12 PM »
Reply with quote
Quote from: "tabassum shakeel"
bahut khoob jaanasheen

yaadon ke ik gaanv me  ham ne to jaker yaadon kahi ek ghar bhi vahin banaya hai
usme ham rahte hain yaaden lekar ki yaaden hi ab to mera sarmaya hain


Shukriya Didi,..
Bahoot Khoob Likha Hai,...

Khush Naseeb Ho Tum Ke Tumne Yaadon Ka Ghar Banayaa,..
Humne To Kisi Ki Yaad Mein Apna Sab Loota Diya,..

___________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
yaad by Sonu in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Na Salaam Yaad Rakhna, Na Paigaam Yaad Rakhna, by pankaj_pups in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Yaad Yaad yaad bas yaad reh jati hai by Cma in Songs & Lyrics « 1 2  All »
Aae na tere yaad kabhi yaad ki tarah by khalidrawat in Shayeri for Dard -e- Bewafai
tabassum shakeel
Guest
«Reply #61 on: June 16, 2006, 03:32:38 AM »
Reply with quote
bahut khoob bro

bhool se tujh ko bhool na pai
yaad se hardam yaad kiya hai
chain mila na mujhko tujh bin
dekh ke aur bechain hui hun
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #62 on: July 03, 2006, 01:08:45 PM »
Reply with quote
ek teri yaad jo mita paae
lagta hai phirse ham ji jaaenge
ik tera naam jo bhula paae
aur kuchh din ye dil bhi dhadkega
ik tera zikr gar ye dil na kare
raat ko ham bhi phir so jaaenge
aisa jeena bhi koi jeena hai
jisame tera hi koi naam nahi
tujhko to ham se door hona tha
khoob ilzaam bas lagae hain
aur phir kar liye bahane kuchh
jaise ham kuchh samajh na paae hain
tu bas aabad ho aur khush hi rahe
yahi chahat thi kal bhi aaj bhi hai
ham kabhi bhi nahi milen chahe
tu mere dil se ja nahi sakta
hamk aadat hai gham uthane ki
ham to barson se sogwar hi the
ik jo thoda sa muskurae the
khoob usaki saza bhi paai hai
koi qismat badal nahi sakata
hans ke kaise rahega vo bolo
jiski qismat me sirf aansu hon
chhodo baaten ye sab aur jaane do
ik nai chot ye jo paai hai
ab hame isko thoda sahne do
ab hame gham jo diya hai tumne
 thodaa iska bhi maza lene do
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #63 on: November 02, 2006, 06:55:58 AM »
Reply with quote
jaan kyon usase ye judi meri
zindagi jab na meri jud paai
yaad kyon usaki dil me aan basi
jabki main usko dekh nahi sakti
Logged
arzoo22
Guest
«Reply #64 on: December 03, 2006, 06:32:11 PM »
Reply with quote
uwow......................zabardast tabassum ji
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #65 on: December 03, 2006, 06:36:46 PM »
Reply with quote
thanx dear..........

yaad me usko  karun
saara ghar mahak jaae
sab hi  phir jaan jaen
 yaad maine usko kiya
aisi khushboo hai yaad e dilber ki
yaad karna bhi  ik musibat hai
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #66 on: January 08, 2007, 06:43:19 PM »
Reply with quote
dil hai gum ik yaad me aur zindigi chalti rahi
jaane kab subah hui hai shaam jaane kab hui
aahaten sirf ek ki hi kaano tak aapatin hain
baqi saari hi sadaen lout kar jaati rahin
chahaton ka dour hai ye ya ki waqt e akhiri
baat kuchh bhi ab mujhe tujh bin samajh aati nahi
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #67 on: January 08, 2007, 06:45:09 PM »
Reply with quote
tumko jaana bhi hai aur maana bhi hai
tumko hamne is dil me bhi rakha hai
tumko bhoolna ye bhi kaisi baat kahi
ek tumhari chahat hi to dil me rahi

door hui tumse tabse tanha hun
tumjo pal bhar ko bhi aao khil jaaun
yaad karun main tuMko kab ye batalao
pahle bhoolun to tumko tab yaad karun
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #68 on: January 10, 2007, 07:09:12 PM »
Reply with quote
shafaq par jab ghule hon rang kuch tujh se
hame bhi us ghadi tera muskurana yad aata hai

kabhi ham saath the aise ki jaise jism do ik jaan
tujhe bhi kya kabhi ab vo zamana yaad aata hai

meri mahroomiyon ki dastaan kuchh aur bhi lambi
lagi hai jab tera vo chhod jaana yad aata hai

tere bin ji na paenge kabhi hamne ye socha tha
magar mar bhi na paae koi farz jab yaad aata hai

tu mujhko yaad rakhe hai ki mujh ko bhool baitha hai
kabhi tanhaiyon me hamko ye khyal aata hai


Logged
jimmi
Guest
«Reply #69 on: January 11, 2007, 10:15:39 AM »
Reply with quote
hi Basi apko yahn dekh kar khushi aur hairat hoi
jimmi
i joined this forum today but here i can not past my poems and i hate to
type again again
aur sunaein kiya haal hey
take care .
thnx
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 17, 2024, 06:34:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer