kat ti ye raat khoob jo milti hamai.n sharaab

by khalidrawat on August 02, 2007, 12:18:05 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1243 times)
khalidrawat
Guest
Reply with quote
Kat ti ye raat khoob jo milti hamai.N sharaab
saaqi ke badle raat ko aata  na ye azaab

Gaate wo geet jo ke bune the bahaar mai.N
Barbat ko cherte kabhi ham cherte rabaab

Betho abhi tu raat ke baqi hai.n kuch peher
Thehro abhi firaaq ke kerne hai.N sab hisaab

Guzraa ye waqt loot ker aaya na phir kabhi
abtak khula he maikada le aao kuch sharaab
Logged
Sahiba Zehra
Guest
«Reply #1 on: August 02, 2007, 01:20:43 PM »
Reply with quote
ye toh maye wale forum honi chahiye

Khalid G
pehle ap matlab batayen inka ..
Barbat aur rabaab ..

aur ye bhi batayen ki FIRAQ ka asal matlab yaha kya raha.

umeed hai apko bura nahin lagega!
Logged
khalidrawat
Guest
«Reply #2 on: August 03, 2007, 06:54:06 AM »
Reply with quote
barbat aur rabaab do musical instrument hain , firaaq ka matlab judai , judai ka hisaab kerna he , matlab us ke dukh ko khatam kerna he
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: March 07, 2008, 02:44:36 PM »
Reply with quote
Kat ti ye raat khoob jo milti hamai.N sharaab
saaqi ke badle raat ko aata  na ye azaab

Gaate wo geet jo ke bune the bahaar mai.N
Barbat ko cherte kabhi ham cherte rabaab

Betho abhi tu raat ke baqi hai.n peher
Thehro abhi firaaq ke kerne hai.N sab hisaab

Guzraa ye waqt loot ker aaya na phir kabhi
abtak khula he maikada le aao kuch sharaab

Beautiful !
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: March 07, 2008, 03:36:41 PM »
Reply with quote
nice job khalidrawat ji
Logged
zakhmola
Guest
«Reply #5 on: March 07, 2008, 04:14:03 PM »
Reply with quote
Yeh Raat na uski Baat sey kat ti hai
Yeh Raat na uski yaad sey kat ti hai
Yeh Raat na Sharab sey kat ti hai
Yeh Raat na Shabab  sey kat ti hai

milke dekh liya mainey sab sey mere Dost
Yeh Raat bas apney hisaasb sey kat ti hai...

Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: March 07, 2008, 04:14:46 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai zakhmola ji!!! bahoot khoob likha apne!!
Logged
Roja
Guest
«Reply #7 on: March 09, 2008, 04:35:29 AM »
Reply with quote
Kat ti ye raat khoob jo milti hamai.N sharaab
saaqi ke badle raat ko aata  na ye azaab

Gaate wo geet jo ke bune the bahaar mai.N
Barbat ko cherte kabhi ham cherte rabaab

Betho abhi tu raat ke baqi hai.n peher
Thehro abhi firaaq ke kerne hai.N sab hisaab

Guzraa ye waqt loot ker aaya na phir kabhi
abtak khula he maikada le aao kuch sharaab

very good posting Khalidrawat ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
August 03, 2025, 08:06:22 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[August 02, 2025, 03:27:16 PM]

[July 30, 2025, 02:57:12 AM]

[July 18, 2025, 02:35:31 AM]

[June 23, 2025, 02:05:39 PM]

[June 23, 2025, 02:02:55 PM]

by ASIF
[June 06, 2025, 10:19:27 AM]

[June 01, 2025, 08:24:19 AM]

[May 28, 2025, 05:39:43 AM]

[May 26, 2025, 08:22:09 AM]

[May 20, 2025, 05:19:02 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.245 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8514 Real Poets and poetry admirer