Waise To Hum Sharaabi Nahi,

by Jaanasheen on February 17, 2007, 03:09:52 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3264 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 52 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19902
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Sharab Dard ki Dawaa Hai,..
Peene Se Kharaabi Nahi,..
Dil Ke Dard Se peete Hain,,
Waise To Hum Sharaabi Nahi,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Waise to ek aansoo hi baha kar le jaaye mujhe.....! by sharmaarunkumar in Ghazals « 1 2  All »
sharaabi nahin by myloveosho in Shayri for Dard -e- Judai
Sharaabi ..... by NewYorker in SMS , mobile & JOKES
*Humko Waise Hi Jee Lene Do* by Roja in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Waise To Ishq Se Hum Darte Hain by ishu_singh10 in Shayri for Khumar -e- Ishq
nikki
Guest
«Reply #1 on: February 17, 2007, 04:28:19 PM »
Reply with quote
woww very nice Jaanasheen bhai..

peene ko to hum bhi pee lein
magar koi faiyda nahi
woh yun bhi yaadon mein har pal satata hai
aur nashe ki haalat mein to be-intihaa yaad aata hai
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: February 17, 2007, 08:37:46 PM »
Reply with quote
Nice begining Azeem and Nikki Usual Smile
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #3 on: February 17, 2007, 11:36:31 PM »
Reply with quote
Rooth kar chala gaya mera humsafar
To sochne laga ki ab kaise jee paoonga Puzzled !
Mila jo bottle ka saath to kaha khud se
Main to ab isi ke sahare jiye jaoonga :wink:

Cheers !  :D

Logged
vikas2210
Guest
«Reply #4 on: February 19, 2007, 03:40:15 AM »
Reply with quote
nice one JS Niki and Rajbir ji.........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 52 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19902
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: February 19, 2007, 11:50:10 AM »
Reply with quote
Quote from: "nikki"
woww very nice Jaanasheen bhai..

peene ko to hum bhi pee lein
magar koi faiyda nahi
woh yun bhi yaadon mein har pal satata hai
aur nashe ki haalat mein to be-intihaa yaad aata hai


Thank U Nikki Ji,,..

Nashaa To Hum Karte Hain Unko Bhoolaane Ke Liye,..
Aur Tasveer Pyaale Mein Nazar Aati Hai Dil Jalaane ke Liye,..

Ab To Sharab Bhi Hume Unki Yaad Dilaa Jaati hai "Jaanasheen",..
Jise Humne Hamsafar Chuna Tha Zindagi Beetaane Ke Liye,..

_______________________-Azeem-________________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 52 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19902
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: February 19, 2007, 11:53:33 AM »
Reply with quote
Quote from: "Rajbir"
Rooth kar chala gaya mera humsafar
To sochne laga ki ab kaise jee paoonga Puzzled !
Mila jo bottle ka saath to kaha khud se
Main to ab isi ke sahare jiye jaoonga :wink:

Cheers !  :D



Sahaara Jise Samjha Tha Maine,
Usi Ne Giraaya Mujhe,,..
Ab To Sharaab Peete Hain Hum,.
Khud Geer Jaane Ko,..

_________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 52 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19902
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: February 19, 2007, 11:56:13 AM »
Reply with quote
Sharaab Ab Zindagi Zindagi Ki Wajah Ban Gayi,..
Jab Mere Mehbooba Bewafaa Ban Gayi,..
Zakhamon Se Ab Hum Dara Nahi Karte "Jaanasheen",..
Marham Ke Liye Ye Jo Dawaa Ban Gayi,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #8 on: February 19, 2007, 05:21:15 PM »
Reply with quote
Bohat khoob evry1!

Bohat khoob JSJi kya baat kahi hain!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: February 20, 2007, 04:10:13 PM »
Reply with quote
wah Jannsheen ji bahoot khoob@@
Good job Nikki!!!

Her subah socha ki main sharabi nahi
Hu sahi banda, kuch bhi kharabi nahi

Dopahar hote hi teri yaad aa jaati hai
Raat ko bachi thi kitani, khayal de jaati hai

Sham ko car apne app, madhushala per ruk jaati hai
Bas ajj ka din aor yahi khayal, dil ko sakopon de jaati hai

Raat ko koi hosh nahi, sirf ek yaad rah jaati hai
Her roj ki yahi kahani, her roj doharaai jaati hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 52 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19902
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: February 22, 2007, 01:07:15 PM »
Reply with quote
Shukriya Pooja didi And Ravi Bhai,..
Niec one Pooja Didi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 52 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19902
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: February 22, 2007, 01:13:48 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
wah Jannsheen ji bahoot khoob@@
Good job Nikki!!!

Her subah socha ki main sharabi nahi
Hu sahi banda, kuch bhi kharabi nahi

Dopahar hote hi teri yaad aa jaati hai
Raat ko bachi thi kitani, khayal de jaati hai

Sham ko car apne app, madhushala per ruk jaati hai
Bas ajj ka din aor yahi khayal, dil ko sakopon de jaati hai

Raat ko koi hosh nahi, sirf ek yaad rah jaati hai
Her roj ki yahi kahani, her roj doharaai jaati hai


Yahi Khayal Lekar Main Bhi Sharab Nahi Chord Paata,..
Din Ko Tay Karta Hoon Chord Doon Ise Aur Raat Ko Iske Bin So Nahi Paata,..

Ab To Sharaab Bhi Bangai Hai Zindagi Ka Ek Hissa "Jaanasheen",.
Na Peeyun Is To Duniya Tanhaa Lagti Hai, Jo Peeloon To Bas Me Main Nahi Reh Paata,..

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 52 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19902
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: February 22, 2007, 01:19:26 PM »
Reply with quote
Peena To Nahi Chahta Main Sharaab Ko,..
Dil Ke Dard Sehna Bhi To Gawaara Nahi,..

Uski Yaad Bhoolaane ke Liye Peeta Hoon,..
Wo Sanam "Jaanasheen" Jo Hamara Nahi,..

____________________________-Janasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 52 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19902
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: February 22, 2007, 01:22:29 PM »
Reply with quote
Sab Ko Nafrath Thi Sharaab Se,,.
Ye Soch Kar Maine Is Se Mohabbat Banaali,..

Pehel To Peeya Karte The Mehfil Mein Kisi Ke Nazar Se,..
Jo Dil Tootata Hamara To Roz Peene Ki Adat Banaali,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 52 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19902
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: February 22, 2007, 01:31:41 PM »
Reply with quote
Peene Waale Jaane Kya Soch Ke Peete Hain,...
Hum To Peete Hain Bas Gham Bhoolaane Ko,..

Ko Peeta Hain Shaukh Se Koi Masti Se Peeta Hai,..
Main To Peeta Hoon "Jaanasheen" Kambakht Ye Dil Jalaane KO,..

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
September 21, 2024, 12:52:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[September 06, 2024, 07:19:37 PM]

[September 05, 2024, 02:50:37 AM]

[August 23, 2024, 06:35:34 AM]

[August 22, 2024, 06:28:13 AM]

[August 22, 2024, 06:27:09 AM]

[August 20, 2024, 06:14:40 PM]

[August 20, 2024, 06:06:24 PM]

[August 20, 2024, 05:55:44 PM]

[August 20, 2024, 05:50:31 PM]

[August 20, 2024, 05:36:24 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer