Kabhi Kushi Kabhi Gam

by nafrate_husn on June 24, 2005, 04:24:34 AM
Pages: [1] 2 3 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 4861 times)
nafrate_husn
Guest
Reply with quote
Jindagi me kabhi kushi to kabhi Gam hai yaaro
Gamo se darna mat issi me Aanand hai yaaro
Dukh bina Sukh kis kaam ka
Sukh Dukh to ek Sikke ke to Pahlu hain yaaro
Zindagi me dukho se ghabrana mat yaaro
Hum Sab Saath saath hai YoIndia me yaaro
gamo ko kabhi Chupate nahi hain yaaro
Hanste raho Hansaate raho yehi Zindagi ka asli kaam hai pyaaro!!!
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #1 on: June 24, 2005, 05:30:25 AM »
Reply with quote
sahi kaha nafrate,

kabhi khushi kabhi gam,
teri baat mein hai bahut dam
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #2 on: June 24, 2005, 05:39:07 AM »
Reply with quote
Thank u Deva

Dil bahlane ke liye kar lete hain kuch Sayari
Buro ko lagti buri Acchoo ko lagti pyaariiiiiiii
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #3 on: June 24, 2005, 05:43:10 AM »
Reply with quote
Buro ko lagti buri Acchoo ko lagti pyaariiiiiiii,
acchi baatein sirf ladkon ko hain pyaariiiiiiiiii
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #4 on: June 24, 2005, 05:57:29 AM »
Reply with quote
acchi baatein sirf ladkon ko hain pyaariiiiiiiiii
in ladkiyon ne hai yoIndia me buri nazar daalii
Inka dimaag hai bilkul khaaaliiiii
Logged
sanjaykattimani
Guest
«Reply #5 on: June 24, 2005, 06:05:28 AM »
Reply with quote
yahaan sab ko shayari se zyada hai ladai pyari..
Ladkon aur ladkiyon ko rakhna hai yeh jaari...

Lage raho...  :twisted:
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #6 on: June 24, 2005, 07:53:18 AM »
Reply with quote
yahaan sab ko shayari se zyada hai ladai pyari..
Ladkon aur ladkiyon ko rakhna hai yeh jaari...
=================================

Tum chinta na karo dost ye ladai hai jaari...
ab ye kamaan hum ne hai Sambhali....
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #7 on: June 24, 2005, 08:09:54 AM »
Reply with quote
kabhi kushi kabhi gam
Ladkiyaan ho gayee hain Naram
Hum to pee rahe hain Rum
Ladkiyaan bana rahi hai khana garam garam
Logged
Kashish786
Guest
«Reply #8 on: June 24, 2005, 11:32:07 AM »
Reply with quote
tadpaati hain yaadein aur berang hain nigahein
apne dil ke zakhm, kis kis ko mai deekhaoon

teri bewafai ko log kehte hain teri majboori
mai apni majboorian kahan tak ginaoon

meri wafaon ka mujhe ye sila mila hai
muffat mei huey badnaam aur dil chhalni hua hai
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #9 on: June 24, 2005, 11:54:14 AM »
Reply with quote
Wah Wah Kasish ji Bahoot khoob likha hai
 :D  :D  :D  :D
Logged
Ladke_hain_duffer
Guest
«Reply #10 on: June 24, 2005, 05:12:01 PM »
Reply with quote
Quote from: "nafrate_husn"
kabhi kushi kabhi gam
Ladkiyaan ho gayee hain Naram
Hum to pee rahe hain Rum
Ladkiyaan bana rahi hai khana garam garam


kabhi khushi kabhi gam
nafrat ki chair ke neech hum lagayenge bum
bechare ka nikal jayega dum
fir na yeh khaye ga khana aur na peeyega rum :evil:
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #11 on: June 27, 2005, 02:53:14 AM »
Reply with quote
Duffer

kabhi khushi kabhi gam
nafrat ki chair ke neech hum lagayenge bum
bechare ka nikal jayega dum
fir na yeh khaye ga khana aur na peeyega rum
===============================

Wah Wah Duffer kya khoob lokha hai
Ab meri bhi sunte jao

kabhi khushi kabhi gam
Ladkiyon tumhare hain bade bure KARAM
Khuda ko bhi aati hai tum pe SHARAM
Khuda karega tum pe aisa JULAM
bhool jaawogi is duniya me lena JANAM
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #12 on: July 06, 2005, 09:59:58 AM »
Reply with quote
Lagta hai sabka nikal gaya dum
Koi aa nahi raha
Uoon to akele mar jaayenge Hum
Logged
sabreena
Guest
«Reply #13 on: July 06, 2005, 01:50:49 PM »
Reply with quote
abey ab tu sun be..........

kabhi khushi kabhi gham
tere muh per do ghoosy marenge ham
teri batteesi kharab kernege ham
tujhe maar maar ker adhmara kernege ham
teri rahoon mein kaate bicha denge ham
tujhe poori tarhan se barbaad kernege ham
fir dharti per aany se pehle sochge ki lo ya na lun wapis janam............................
Logged
panks
Guest
«Reply #14 on: July 06, 2005, 03:50:40 PM »
Reply with quote
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 15, 2024, 12:58:49 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer