kash mai tera bukra hota

by ~*heartbreaker*~ on January 29, 2005, 07:58:25 PM
Pages: [1] 2 3 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 4265 times)
~*heartbreaker*~
Guest
Reply with quote
Kash iss eid par main tera bakra hota
Aur kissi ne na sahi tu ne to mujhe pakra hota
Tu hina legey hathon sey mujhe pathey khilati
Thorey thorey nahi sarey akathey khilati
Tu mujhe main main kar ke bulati
Aur sham ko gali main saath ghumati
Mere pass gaari na sahi chakhra hota
Kash iss eid par main tera bakra hota
Tu meri suhbat par naaz karti
Bila-jhijhak mujhe aashnae-raz karti
Agar mera raqeeb mujhe chehra karata
Seeng marta foran usse takar karata
Raat ko sardi main bahir akra hota
Kash iss eid par main tera bakra hota
Phir eid par zibah ho jata main
Teri khatir cut mar jata main
Teri muhabat ne kuch iss tarah jakra hota
Kash iss eid par main tera bakra hota
 
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #1 on: January 30, 2005, 09:19:08 AM »
Reply with quote
lol futa dil agar tum eid ke din post ki hoti to aacha hota,
bakre ke badle tumein hi halal hum kar dete to aacha hota,
tum ne jaan-bhuj kar eid jaane ke itne dino baad ye post kiya Puzzled !:lol:
Logged
thycreator
Guest
«Reply #2 on: January 30, 2005, 09:40:36 AM »
Reply with quote
Quote from: "~*heartbreaker*~"
Kash iss eid par main tera bakra hota
Aur kissi ne na sahi tu ne to mujhe pakra hota
Tu hina legey hathon sey mujhe pathey khilati
Thorey thorey nahi sarey akathey khilati
Tu mujhe main main kar ke bulati
Aur sham ko gali main saath ghumati
Mere pass gaari na sahi chakhra hota
Kash iss eid par main tera bakra hota
Tu meri suhbat par naaz karti
Bila-jhijhak mujhe aashnae-raz karti
Agar mera raqeeb mujhe chehra karata
Seeng marta foran usse takar karata
Raat ko sardi main bahir akra hota
Kash iss eid par main tera bakra hota
Phir eid par zibah ho jata main
Teri khatir cut mar jata main
Teri muhabat ne kuch iss tarah jakra hota
Kash iss eid par main tera bakra hota
 


Loooooooooolllllllllllllllllzzzzzzzzzz

Sach hi kehte hai ki ishq aadmi ko andha kar deta hai,
Unhe insaan ho na pa sake, bakra hoke kya paoge,
Wo kat denge tumhe aur unke doston mein bat jaoge,
Unhe insaan ho na pa sake, bakra hoke kya paoge. :lol:
Logged
nishita
Guest
«Reply #3 on: January 30, 2005, 11:00:55 AM »
Reply with quote
lolzzzzzzzzzzzz bakre
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: January 30, 2005, 11:07:31 AM »
Reply with quote
Ye eid guzar gayi bakre ke intezar main
Ab agli eid main le aayenge ghar tumhe@bakre :lol:
Logged
thycreator
Guest
«Reply #5 on: January 30, 2005, 12:25:44 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Ye eid guzar gayi bakre ke intezar main
Ab agli eid main le aayenge ghar tumhe@bakre :lol:


loooolllzzzz.....aap bhi na talat ji :wink:
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #6 on: January 30, 2005, 12:52:47 PM »
Reply with quote
lol hb aa jaa jaldi hum kar rahein hain intezar,
mera talwar tumein zubah karne bekaara hai :wink::lol:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7 on: January 30, 2005, 01:17:37 PM »
Reply with quote
lolzzzzzzzzzzzzzzz   all................

kya khwahis hai..........   chalo koi to aaya bakra ban ne ke liye........  main tujhe sahi jagah bhejunga...........  :lol:
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: January 30, 2005, 01:36:36 PM »
Reply with quote
Quote from: "thycreator"
Quote from: "Talat"
Ye eid guzar gayi bakre ke intezar main
Ab agli eid main le aayenge ghar tumhe@bakre :lol:


loooolllzzzz.....aap bhi na talat ji :wink:


kaho to bhej den tumhe kahin aur
jahan chale gardan pe churi aur talwar
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #9 on: January 30, 2005, 01:39:17 PM »
Reply with quote
lol talat bheja do jaldi se,
nazaar aaye ga woh bakre k pass :wink::lol:
Logged
Talat
Guest
«Reply #10 on: January 30, 2005, 01:46:41 PM »
Reply with quote
mai mai dono karenge
ghaas khaate rahenge
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #11 on: January 30, 2005, 01:51:11 PM »
Reply with quote
dodo mathlab waheed bi na,
aise karte dono kitne accha lagein ge :lol:
Logged
Talat
Guest
«Reply #12 on: January 30, 2005, 01:53:43 PM »
Reply with quote
haan wahi dono bakre purane
jab ghaas na milgei khaane ko
gaayenge dard bhare tarane
Logged
thycreator
Guest
«Reply #13 on: January 30, 2005, 02:01:22 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Quote from: "thycreator"
Quote from: "Talat"
Ye eid guzar gayi bakre ke intezar main
Ab agli eid main le aayenge ghar tumhe@bakre :lol:


loooolllzzzz.....aap bhi na talat ji :wink:


kaho to bhej den tumhe kahin aur
jahan chale gardan pe churi aur talwar


Hame manjur hai talat ji gar yahi khwaish hai apki,
Shart itni hi hai ki talwar wale hath apke ho... :wink:
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #14 on: January 30, 2005, 02:02:28 PM »
Reply with quote
lol hahah

kya be-sura woh log gaayeinge,
iss better woh bina gaaye theek hai :wink::lol:
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 12:58:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.228 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer