Main Hoon Na...

by punam on August 28, 2007, 09:27:42 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3395 times)
punam
Guest
Reply with quote
Raaton ko jab kisi ki yaad sataye
din me usse baat mat kiya karo

khuli aankh me bhi nazar aane lage
aankhon pe wooden chashma laga liya karo

jab kisi ke liye dil jalne lage
ice water pee liya karo

agar phir bhi woh peecha na chore
to Yo pe aake punam ko bataya karo...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Main nashay main hoon by Syed Imran in Ghazals
Fazaoon Main Bikherta Dard Main Samait Laiti Hoon by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Main jesaa hoon, jesaa hoon by Seattlite in Miscellaneous Shayri
Main Hi Humsafar Hoon, Main Hi Humraaz Hoon... by khwahish in Ghazals « 1 2  All »
Pooja
Guest
«Reply #1 on: August 28, 2007, 01:22:25 PM »
Reply with quote
koi haal nahi is ladki ke.....

Nice one Punam...
Logged
tamanna...
Guest
«Reply #2 on: August 28, 2007, 01:29:14 PM »
Reply with quote
ha ha ha reaallly good

aapne bahot acche tareeke sabko bataye
aaj bahot log dikhe wooden chasme lagaye :D

in diljalon ki ginti bi bahot badh gai
atlantic mein ice ki bi kami pad gai :D
Logged
snehaa
Guest
«Reply #3 on: August 29, 2007, 07:55:07 AM »
Reply with quote
Quote from: "punam"
Raaton ko jab kisi ki yaad sataye
din me usse baat mat kiya karo

khuli aankh me bhi nazar aane lage
aankhon pe wooden chashma laga liya karo

jab kisi ke liye dil jalne lage
ice water pee liya karo

agar phir bhi woh peecha na chore
to Yo pe aake punam ko bataya karo...


ha ha ha ha really funny..good.

agar punam busy ho to
snehaa se kam chalaya karo. :wink:  :wink:
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #4 on: August 29, 2007, 01:42:23 PM »
Reply with quote
Itna kamjoor ho gya hoon uski judai se
Ab to chinti bhi khinch le jati hai charpai se
Mein to uske ghar tak chla bhi jau lekin
Kya karu daar lagta hai apni lugaai se:)
Logged
punam
Guest
«Reply #5 on: August 29, 2007, 02:40:43 PM »
Reply with quote
kamjore ho toh tonic le liya karo
chinti se bachne apne aap ko charpai se bandh liya karo..
lugai se dar lagta hai toh sath usse bhi le jaya karo...
agar koi aur problem saamne aaye toh..
punam ko yaad kar liya karo...
Logged
Ladke_hain_duffer
Guest
«Reply #6 on: August 29, 2007, 02:47:40 PM »
Reply with quote
wah wah punam

yeh Lugai ko saath layengy
to sab ke sammne maa khayengy
phir kisi ko kya muh dikhyengy
Logged
snehaa
Guest
«Reply #7 on: August 30, 2007, 06:04:56 AM »
Reply with quote
ha ha ha nice punam and LHD.

lugai karegi dhulayi
tab jaake akal theekane aayegi.

punam taiyaar hojao..
ab tumse advice lene yo pe line lagegi.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: August 30, 2007, 03:25:51 PM »
Reply with quote
Humtum ki lugai. ek baar phir se Yoindia per aai hai
khush ho jao sare, hum tum apki to duhai hai duhai hai....


HumTum ji... missed your Lugai (Begam) more then you.... No Hard feelings tongue3  tongue3 tongue3
Logged
Ladke_hain_duffer
Guest
«Reply #9 on: August 30, 2007, 04:32:47 PM »
Reply with quote
aapni lugai se yeh darte hain
iss liye ghar ke bartan bhi dhoote hain
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: August 30, 2007, 05:28:45 PM »
Reply with quote
jab se HumTum ki lugai ko Punam se milwaya hai
tab se humtum ki lugai ne, Humtum ko bahoot sataya hai tongue3
Logged
punam
Guest
«Reply #11 on: August 30, 2007, 05:41:56 PM »
Reply with quote
dil tarpta hai kahi lagta nahi toh
fevicol ka istemal kiya karo

lab tak aake baat ruk jaati,kehe nahi pate ho toh
vicks k goli leke gale ka khich khich door karo

raat ko khwabo me aake koi agar sataye toh
sone se pehele -no entry- ka board lagaya karo

isse bhi nahi kaam hota hai toh
be jhijak punam ko bataya karo

yo pe bheer dekh ke na ghabrao...

punam se milna hai aur apna haal suna.na hai toh
bheer se bachne pehele se appointment le liya karo..
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #12 on: August 31, 2007, 10:33:54 AM »
Reply with quote
He he he ... good going Punam :D

Tadapte dil par fevicol lagayi
Magar usmein bhi milawat payi
Dil tadapta he raha sad5

Vicks ki goli khaa kar bhi dekha
Keh doon dil ki baat, par paar na kar paya gale ki rekha
Main apni baat keh na paya sad5

Maine "No Entry" ka board bhi lagaya
Na jaane usne master key kahan se paya
Main saari raat so na paya sad5

Punam ke saare ideas hue fail
Ab to isko jaana padega jail
Dekhte hain kaun aata hai karane iski ab bail tongue3 :lol:
Logged
punam
Guest
«Reply #13 on: August 31, 2007, 01:45:56 PM »
Reply with quote
he he he... good bhaiya...

bhaiya aap ko yeh kya hogaya
bhulne ka yeh kaisa rog lag gaya

aik toh fevicol k badle maida laya
milawat hai issme yeh bataya.

vicks ki goli pehchan na paye
kuch aur kha ke kisi aur ka darwaza khat khataya...

No entry k board ke paas key lat kaya
puch rahe ho na jaane woh key kahan se paya

sab kaam ulta pulta kar ke
punam ke saare idea fail bataya..

koi inke baat pe na jana
lagta hai do char shock dena hoga
khabardar jo fir punam ko galat bataya....
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #14 on: February 08, 2008, 07:00:49 AM »
Reply with quote
Wah Wah Kya baat hai..Bahut Bahut Khoob Punam, Raj Bhai, Humtum ji aur Pooja..!!]

Sabhi ki Post bahut Maze daar hai.. :D :D
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 07:00:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer