Apne Anjaam Ko Dekhega To(Riyaz)

by riyaz106 on April 18, 2010, 02:58:10 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2248 times)
riyaz106
Guest
«Reply #15 on: April 19, 2010, 05:36:14 AM »
Reply with quote
Aapka behad shukriya Hashmi ji.
Applause Applause Applause Superb
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khushboo Ka Safar Dekhega Kaun ??? by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
kaho apne dil ki baat apne YoIndian friends se by deepika_divya in Chit - Chat & General Discussion « 1 2 ... 15 16 »
Ghazal---(Riyaz) by riyaz106 in Ghazals
riyaz106
Guest
«Reply #16 on: April 19, 2010, 06:51:37 AM »
Reply with quote
Tahe dil se aapka shukriya Azeem bhai.
Bohat Achche Riyaz Bhai,.
Mashallah
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #17 on: April 19, 2010, 10:08:56 AM »
Reply with quote
Aapka bahot bahot shukriya Tamanna ji ke aapko meri ghazal pasand aai.
       Bahut khoob bahut achha likha hai riyaz ji.  Clapping Smiley
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #18 on: April 19, 2010, 05:10:15 PM »
Reply with quote
Kapil ji aapka bahot bahot shukriya ke aapne ghazal ko pasand kiya.
bahut khoob Riyaz ji... bahut khoob...!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: April 19, 2010, 05:24:12 PM »
Reply with quote
Tahe dil se aapka shukriya Azeem bhai.

Afwan
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #20 on: April 20, 2010, 05:24:47 AM »
Reply with quote
GHAZAL
Apne anjaam ko dekhega to dar jayega
Rait ka ghar na bana pal mein bikhar jayega
Thokrein khake tu mohtaat bana le Khud ko
     Mohtaat = Precautious
Thokron se jo sabaq lega sanwar jayega             
Raat lambi hai magar subha bhi aayegi zaroor
Gham ka darya bhi ye ek roz utar jayega
Jo hasad karta hai apna hi bura karta hai
          Hasad = Jealousness
Apni hi aag mein jal jal ke wo mar jayega
'Ashna' kufr hai mayoos khuda se hona
              Kufr  = Deny or doubt in power of Allah
Hoke mayoos khuda se tu kidhar jayega


Riyaz Ashna


Bahut achchhi peshkash hai Riyaz Ji
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #21 on: April 20, 2010, 06:49:07 AM »
Reply with quote
Shihab Bhai adaab. Aapki dua se main khairiyat se hun aur Allah se aapke liye bhi nek khwahishaat rakhta hun. Aapne ghazal ko pasand kiya, hausla afzaai ki aur duaon se nawaaza iske liye aapka dil se shukriya. Rabbul Aalameen aapko bhi hamesha khush rakhe.
Aadab Riyaz Bhai...
Umeed Karta Hun Aap Kahriyat Se Honge
Har Baar Ki Tarah Kuch Naya Lekar Aaye Hain Aap
Nashihaton Se Bhari Yeh Ghazal Mujhe Badi Achchi Aur Sachchi Lagi
Kaskar Last Wali Line To Subhan ALLAH Kya Kahun
Jitni Tareef Ki Jaaye Kam Hai...Aafreen Aafreen
Behad Hi Khoobsurat Peshkash Bhai..Sach Men Dil Baag Baagh Ho Gaya... Applause Applause Applause

Yun Hi Mehfil Ki Raunaq Afzaii Karte Rahiyega

ALLAH Pak Aapko Har Ranj o Gham Se Mehfuz Rakhe Ameen


Khush Rahiye...


~Shihab~


Logged
riyaz106
Guest
«Reply #22 on: April 20, 2010, 07:10:26 AM »
Reply with quote
Doctor sahab aapka reply padhkar bahot khushi hui. Karam aur nawazish ke aapko meri ghazal achhi lagi. Aapse hausla afzaai ki hamesha ummeed rahegi.
Waah !! Waah !! Riyaz Sahab Ghazal ka ek ek lafz dilo-dimagh ke har taar ko bakhubi sahlata aur jhakjhorta hua seedhe zehan mein utar gaya.Behad Khoobsurat jadeed  aur purkashish Peshkash jiski tareef mai alfazon se nahin kar sakta..
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #23 on: April 20, 2010, 09:54:17 AM »
Reply with quote
Mamta ji aapka behad shukriya ke aapko meri ghazal bahot pasand aai. Karam, nawazish.
:clapping:Excellent!!!lajawab!!!sarvottam!!!

Logged
riyaz106
Guest
«Reply #24 on: April 20, 2010, 10:54:22 AM »
Reply with quote
Nazar ji aapka bahot shukriya ke aapne meri ghazal ko pasand farmaaya. Aainda bhi aapse hausla afazaai ki ummeed rakhunga.
bahoot hi umda ,riyaz sahab ,bahoot khoob lajawaab kardiya aapne.

Raat lambi hai magar subha bhi aayegi zaroor
Gham ka darya bhi ye ek roz utar jayega
Jo hasad karta hai apna hi bura karta hai
apni hi aag mein jal jal ke wo mar jayega
'Ashna' kufr hai mayoos khuda se hona   
Hoke mayoos khuda se tu kidhar jayega
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #25 on: April 20, 2010, 12:15:23 PM »
Reply with quote
Bahot bahot shukriya Cara ji ke aapko meri ghazal pasand aai. Aapne bhi bahot achha likha hai.
Wah kya baat hai         Riyaz106 ji....

Jo dusroon ko dekh jalega
zindagi khud ki jalayenga
agar yun hi khuda ki takat par shak karenga
toh tu khud Apne Anjaam Ko Dekhenga.......
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #26 on: April 20, 2010, 02:51:14 PM »
Reply with quote
Madhu didi aapka bahot bahot bahot shukriya. Aapse mili hausla afazaai mere bahut kaam aati hai aur main achha likhne ki koshish karta haun.
Sorry Riyaz bhai bahut abhi aapke poem mein nazar padi.bahut khoob,sachai aur khoobsurat poem pesh kiya aapne.Nazar ji and Cara ji aap dono e bhi kamaal ke likha.excellent work.keep it up. Hats off to you! Applause Applause Applause Applause
Logged
neelgold
Guest
«Reply #27 on: April 20, 2010, 11:05:40 PM »
Reply with quote
WAH WAH WAH!!!!!!!!!!!!!
bhut hi khoob!!!!!!!!!!!

one more thnx to xplain d words sumtym i didnt undrstnd hard words.
usually i dont read if its nor in simple words so thnx to u 2 xplain such a nyc way .....

Vry positive ........lyk it !!!!!!!!!
GHAZAL
Apne anjaam ko dekhega to dar jayega
Rait ka ghar na bana pal mein bikhar jayega
Thokrein khake tu mohtaat bana le Khud ko
     Mohtaat = Precautious
Thokron se jo sabaq lega sanwar jayega             
Raat lambi hai magar subha bhi aayegi zaroor
Gham ka darya bhi ye ek roz utar jayega
Jo hasad karta hai apna hi bura karta hai
          Hasad = Jealousness
Apni hi aag mein jal jal ke wo mar jayega
'Ashna' kufr hai mayoos khuda se hona
              Kufr  = Deny or doubt in power of Allah
Hoke mayoos khuda se tu kidhar jayega


Riyaz Ashna






Logged
riyaz106
Guest
«Reply #28 on: April 21, 2010, 05:02:44 AM »
Reply with quote
Rajesh ji aapka bahot bahot shukriya ke aapne ghazal ko pasand farmaya.
Bahut achchhi peshkash hai Riyaz Ji
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #29 on: April 21, 2010, 12:14:15 PM »
Reply with quote
Neel ji aapka bahot saara shukriya ke ghazal ko aapne pasand farmaaya. Main hamesha koshish karta hun ke aasaan words ka istemaal karun. Lekin jab kabi hard words aa jaate hain to unka meaning bhi likh deta hun. Thanks again for liking.
WAH WAH WAH!!!!!!!!!!!!!
bhut hi khoob!!!!!!!!!!!

one more thnx to xplain d words sumtym i didnt undrstnd hard words.
usually i dont read if its nor in simple words so thnx to u 2 xplain such a nyc way .....

Vry positive ........lyk it !!!!!!!!!
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 07, 2024, 04:06:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer