Dilon Mein Kisi Ke Imaan Nahi,..

by Jaanasheen on September 15, 2010, 03:22:36 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 4861 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote

Bhale Logon Ki Yahaan Pehchaan Nahi,.
Insaano Ki Is Basti Mein Ab Insaan Nahi,.

Kar Rahe Hain Gunaah Is Taarah Log Yahan,.
Samajh Baithe Hain Ke Baghwaan Nahi Hai,.

Lard Rahe Hain Sabhi Dharm Mazhab Ke Naam,.
Lekin Dilon Mien Kisi Ke Imaan Nahi Hai,.

Karte Hain Pal Pal Nafarmaani Khudaa Ki,.
Aur Kehte Hain Ke Khudaa Humpar Meharbaan Nahi,.

Is Taraah Se Mitaa Diya Mohabbat Ko Jahaan Se,.
Kaheen Bhi Ab Wafaa Ka Naam-o-Nishaan Nahi,.

Kyun Buraa Ban Raha Hai, Sab Par Tanz Dekar,.
Haq Par Chalne Waalon Ka Koi Khadardaan Nahi,.

Tu Bhi Rang Ja Is Rang Mein, Kab Tak Bhatkega,.
Ab Tak Dekh Is Zamaane Mein Bhi Teri Pehchaan Nahi,.

Bhale Logon Ki Yahaan Pehnchaan Nahi,.
Insaano Ki Is Basti Mien Ab Insaan Nahi,.

_____________________________________-Azeem-
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #1 on: September 15, 2010, 04:25:05 PM »
Reply with quote
bahut khoobsurat peshkash Azeem ji.daad kubul kijiye

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
]
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: September 15, 2010, 04:28:35 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Bhai Azeem Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: September 15, 2010, 06:00:37 PM »
Reply with quote
Azeem Sahab Aadaab!

Kia baat hai janab.... Kafi tanziyaa kalaam kahi hai...
Achche khayaal hai aur ashaar bhi achche rahe Daad...

Chaliye kalaam per aate hai... Usual Smile           




Bhale Logon Ki Yahaan Pehchaan Nahi,.
Insaano Ki Is Basti Mein Ab Insaan Nahi,.

Kia baat hai behad tez mijaaz apnaya janab.. achcha sher hai daad         


Kar Rahe Hain Gunaah Is Taarah Log Yahan,.
Samajh Baithe Hain Ke Baghwaan Nahi Hai,.

Bahut umdaa... Daad         


Ladh Rahe Hain Sabhi Dharm Mazhab Ke Naam,.
Lekin Dilon Mien Kisi Ke Imaan Nahi Hai,.

Bahut umdaa aur behad sahiN sa laga hume daad Janab... Gar Imaan hota to mazhab ke liye koi nahi ladhta daad... Usual Smile         


Karte Hain Pal Pal Nafarmaani Khudaa Ki,.
Aur Kehte Hain Ke Khudaa Humpar Meharbaan Nahi,.

Bahut umdaa achcha sher hai aur khayaal bhi achcah raha ... Usual Smile         


Is Taraah Se Mitaa Diya Mohabbat Ko Jahaan Se,.
Kaheen Bhi Ab Wafaa Ka Naam-o-Nishaan Nahi,.

Hmmm achca hai ... par mohobaat ke nishaaN bahut hai janaab.. tongue3           


Kyun Buraa Ban Raha Hai, Sab Par Tanz Dekar,.
Haq Par Chalne Waalon Ka Koi Khadardaan Nahi,.

Behad sahiN farmaya daad achcha sher hai.. Usual Smile         


Tu Bhi Rang Ja Is Rang Mein, Kab Tak Bhatkega,.
Ab Tak Dekh Is Zamaane Mein Bhi Teri Pehchaan Nahi,.

Waah kia kahene janab... bahut achcha raha sher... dil ki mayoosi bayaaN ki hai.. Usual Smile           


Bhale Logon Ki Yahaan Pehnchaan Nahi,.
Insaano Ki Is Basti Mien Ab Insaan Nahi,.



_____________________________________-Azeem-


Aik achchi kalaam per daad kabool kijiye janab....
Humne bhi kuch ashaar likheN the is per....


Aye khuda teri farmanoN ko adaa kar raha huN
Jaane kaise Aaj kal maiN gunhaa kar raha huN
         


Likhate rahiye... Janab khush rahiye....
Khuda Hafez..... Usual Smile
         

Logged
dead heart
Guest
«Reply #4 on: September 15, 2010, 08:05:08 PM »
Reply with quote
Azeem bhaijan,
Bahaut khoob yaar..behad sacha kalam laga..Waqei aj kal yehi sab ho raha hai.. Applause Applause Applause
Duaon kay saath daad..!
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #5 on: September 16, 2010, 12:31:28 AM »
Reply with quote

Bhale Logon Ki Yahaan Pehchaan Nahi,.
Insaano Ki Is Basti Mein Ab Insaan Nahi,.

Kar Rahe Hain Gunaah Is Taarah Log Yahan,.
Samajh Baithe Hain Ke Baghwaan Nahi Hai,.

Lard Rahe Hain Sabhi Dharm Mazhab Ke Naam,.
Lekin Dilon Mien Kisi Ke Imaan Nahi Hai,.

Karte Hain Pal Pal Nafarmaani Khudaa Ki,.
Aur Kehte Hain Ke Khudaa Humpar Meharbaan Nahi,.

Is Taraah Se Mitaa Diya Mohabbat Ko Jahaan Se,.
Kaheen Bhi Ab Wafaa Ka Naam-o-Nishaan Nahi,.

Kyun Buraa Ban Raha Hai, Sab Par Tanz Dekar,.
Haq Par Chalne Waalon Ka Koi Khadardaan Nahi,.

Tu Bhi Rang Ja Is Rang Mein, Kab Tak Bhatkega,.
Ab Tak Dekh Is Zamaane Mein Bhi Teri Pehchaan Nahi,.

Bhale Logon Ki Yahaan Pehnchaan Nahi,.
Insaano Ki Is Basti Mien Ab Insaan Nahi,.

_____________________________________-Azeem-


Bahut hi umdaa FikR o Khayal se Labrez Raha aapka ye Kalaam ...Azeem Sahab ! dil se daad hazir hai... aise hi likhte rahen aage bhi ... khush rahen...

duaaon ke saath...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: September 16, 2010, 01:54:40 PM »
Reply with quote
bahut khoobsurat peshkash Azeem ji.daad kubul kijiye

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
]


Shukriya Suresh Ji,.

Bahut Bahut Khoob Bhai Azeem Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Shukriya Khwaish Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: September 16, 2010, 01:57:02 PM »
Reply with quote
Azeem Sahab Aadaab!

Kia baat hai janab.... Kafi tanziyaa kalaam kahi hai...
Achche khayaal hai aur ashaar bhi achche rahe Daad...

Chaliye kalaam per aate hai... Usual Smile           



Aik achchi kalaam per daad kabool kijiye janab....
Humne bhi kuch ashaar likheN the is per....


Aye khuda teri farmanoN ko adaa kar raha huN
Jaane kaise Aaj kal maiN gunhaa kar raha huN
         


Likhate rahiye... Janab khush rahiye....
Khuda Hafez..... Usual Smile
         



Shukriya Parwaaz Ji, Hausla Afzaai ke liye,.

aur Mashallah Aapke Ashaar Bohat Achche hain,.

nice one,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: September 17, 2010, 03:59:49 PM »
Reply with quote
Azeem bhaijan,
Bahaut khoob yaar..behad sacha kalam laga..Waqei aj kal yehi sab ho raha hai.. Applause Applause Applause
Duaon kay saath daad..!

Hausla Afzaai Aur Duaaon ke Liye Shukriya Rahim Bhai,.
Logged
A.$.H
Guest
«Reply #9 on: September 17, 2010, 04:24:21 PM »
Reply with quote
Kya Khub Kaha Hai App Ne MasaAllah Bohat Khub...
Logged
Gudiaa
Guest
«Reply #10 on: September 19, 2010, 11:02:50 PM »
Reply with quote
Hello Bhaiya .... Aap ki rachanaa ne dil chhoo liya ...


Bhale Logon Ki Yahaan Pehchaan Nahi,.
Insaano Ki Is Basti Mein Ab Insaan Nahi,.
Dekh kar bhi nahi dekhta jise koi aesi sachchaaiiii  icon_thumright

Kar Rahe Hain Gunaah Is Taarah Log Yahan,.
Samajh Baithe Hain Ke Baghwaan Nahi Hai,.
Mind blowing wordingss .. bhaiya

Lard Rahe Hain Sabhi Dharm Mazhab Ke Naam,.
Lekin Dilon Mien Kisi Ke Imaan Nahi Hai,.
Kadavi sachchaai ... Bhaiya too good

Karte Hain Pal Pal Nafarmaani Khudaa Ki,.
Aur Kehte Hain Ke Khudaa Humpar Meharbaan Nahi,.
Amazing ...  Clapping Smiley

Is Taraah Se Mitaa Diya Mohabbat Ko Jahaan Se,.
Kaheen Bhi Ab Wafaa Ka Naam-o-Nishaan Nahi,.
Too good Bhaiya ... Thumbs UP

Kyun Buraa Ban Raha Hai, Sab Par Tanz Dekar,.
Haq Par Chalne Waalon Ka Koi Khadardaan Nahi,.
Sach kaha bhaiya .. sach bol ke hi bure ban jaate hai aaj kal log yahaan ...

Tu Bhi Rang Ja Is Rang Mein, Kab Tak Bhatkega,.
Ab Tak Dekh Is Zamaane Mein Bhi Teri Pehchaan Nahi,.
Kya kahu bhaiya .. Embarrased .. bas kahe sakte hai ki is rang mai naa range koi bhi

Bhale Logon Ki Yahaan Pehnchaan Nahi,.
Insaano Ki Is Basti Mien Ab Insaan Nahi,.

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

_____________________________________-Azeem-


ek kadawi sachchaai jis ko dekh kar bhi hum sab log andekhaa kar dete hai .. aur jise dekh kar bhi samajh nahi paate .. aap ne uss sachchaai ko shabdo mai badi khoobi se ...bayaan kar diya .. Too good bhaiya ... Both Thumbs Up

Bhagwaan Ji aap ko har khushi de,

Aapki Sis: Gudia

Khuda Hafiz, Jay Ambe
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: September 28, 2010, 04:11:44 PM »
Reply with quote
Kya Khub Kaha Hai App Ne MasaAllah Bohat Khub...

Shukriya, A$H ji,.

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 11:12:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.236 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer