INSAAN HONE KA FARZ TO NIBHAATE RAHIYE...

by khwaish on June 02, 2008, 07:08:32 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3439 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Waqt ka farz hai sote ko jagaate rahiye
halaat badlenge, maahol khushnuma hoga zaroor,
chahe kuch bhi ho,yeh awaaz lagate rahiye....

Pyaar aur Mohabbat ke Kharidaar bhi milenge yakeenan,
Shart yeh hai ki inn chizon se apne dil ko bi sajaate rahiye....

Kabhi Na Kabhi zung khayegi dushman ki talwar bhi,
dil mein apne,Dushman aur Dost ki Pehchaan mitate rahiye....

Woh Aadmi Akela sa reh jayega is jahaan mein,
jo kisi se guul milta nahi,
Kal Paraye Bhi apne ban jaayenge "KHWAISH"
Rasme Insaaniyat ki Thodi si Nibaate rahiye....

Har Insaan Ke andar Khuda Basa Hai "KHWAISH"
Par jo aaj khud ko hi khuda samaj baithe hai,
aise haiwano se khud ko bachaate rahiye...

Ek hi Allah hai, Ek hi Guru Nanak, Ek hi Ram, Ek hi Raheem,
naam anek hai to kya hua??
Har dharm sikhata hai ke pehle hum insaan hai,
Insaan hone ka farz to nibhaate rahiye....

Waqt ka farz hai sote ko jagaate rahiye,
Halaat badlenge, Maahol Khushnuma Hoga Zaroor,
chahe kuch bhi ho, yeh awaaz lagate rahiye...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aap to, bas deikhtey rahiye! by abdbundeli in Shayri-E-Dard
SAATH NIBHAATE RAHIYEGA ........................HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals « 1 2 3  All »
Unke pas insaan hone ka bahana tha...Raaj by Sunil Malhotra in Shayri-E-Dard
Qatl-e-insaan na hone paaye! by abdbundeli in Ghazals
NIBHAATE RAHIYE....................................SAINI by sksaini4 in Ghazals
Talat
Guest
«Reply #1 on: June 02, 2008, 07:12:02 PM »
Reply with quote

Bohot hi khoob Khwaish Applause Applause Applause Ek ek line sach se bhari....

Khaas taur se ye lines dil chu gayin !


Kabhi Na Kabhi zung khayegi dushman ki talwar bhi,
dil mein apne,Dushman aur Dost ki Pehchaan mitate rahiye....


Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: June 02, 2008, 07:28:15 PM »
Reply with quote
 Applause Applause :clap:bahoot khoob khwaish ji!!!
ek ek line bahoot achi likhi hai.. magar yah lines bahoot he kamal ki  likhi hai apne!!

Woh Aadmi Akela sa reh jayega is jahaan mein,
jo kisi se guul milta nahi,
Kal Paraye Bhi apne ban jaayenge "KHWAISH"
Rasme Insaaniyat ki Thodi si Nibaate rahiye....

Ek hi Allah hai, Ek hi Guru Nanak, Ek hi Ram, Ek hi Raheem,
naam anek hai to kya hua??
Har dharm sikhata hai ke pehle hum insaan hai,
Insaan hone ka farz to nibhaate rahiye....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: June 02, 2008, 08:48:06 PM »
Reply with quote
teh dil se aapka bahut bahut shukriya celmira..kuch aap bhi likhte to humein bhi kuch padhne ka mauka milta..shukriya
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: June 02, 2008, 08:51:00 PM »
Reply with quote
Applause Applause :clap:bahoot khoob khwaish ji!!!
ek ek line bahoot achi likhi hai.. magar yah lines bahoot he kamal ki  likhi hai apne!!

Woh Aadmi Akela sa reh jayega is jahaan mein,
jo kisi se guul milta nahi,
Kal Paraye Bhi apne ban jaayenge "KHWAISH"
Rasme Insaaniyat ki Thodi si Nibaate rahiye....

Ek hi Allah hai, Ek hi Guru Nanak, Ek hi Ram, Ek hi Raheem,
naam anek hai to kya hua??
Har dharm sikhata hai ke pehle hum insaan hai,
Insaan hone ka farz to nibhaate rahiye....


pooja,aap ne padha aur phir saraha..bahut bahut shukriya par aap bhi kuch likhte to chaar chand lag jaate...
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #5 on: June 02, 2008, 08:57:16 PM »
Reply with quote
khwaish ji-jub aapki asankhya kavitaayon ke kuch panne kabhi idhar-udhar ho jaaye-to bande ko yaad kijiyega-sub sangathit ho mehfooz milengi.aapka kaha mujhe bahut suhaata he.aap prerit karte he-zindgi mein chalte rehne ko!

Prateek
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: June 02, 2008, 08:59:35 PM »
Reply with quote
Insaaniyat hai kaya, yah meri samjh na ayya
Jis ki god main khail kar hui jawan,
ussi ne bin dekhain, anjaane ke hath mai thumaya

insaaniyat hai kaya, yah meri samjh main na ayya
jiske naam, bin kisi mang ke,  kar diya jeevan,
ussi ne bich raah main chor, dard bhara jeevan thumaya

Insaaniyat hai kaya yah meri samjh na ayya
Dekh akela, her kisi ne apna sawarthi roop dikhlaya
Sab kuch hai dhoka, Kaya koi apna, kaya koi paraya

Insaaniyat hai kaya, yah meri samjh na ayya
Ek ek dard, ek ek ansoo ajj sisak sisak bikhane ko ayya
Kin karmo ki saja main Pooja ne yah janam paaya

Insaaniyat hai kaya, yah meri samjh na ayya
Insaaniyat hai kaya, yah meri samjh na ayya
Insaaniyat hai kaya, yah meri samjh na ayya..................
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #7 on: June 03, 2008, 06:28:20 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause
bahoot sunder likha hai khwahishji.....

insaniyat ka zazba, kuch usane yun sikhaya
kar ke qatl mujhe, maiyat me meri aaya,
Mita ke mujhko usane, ranjishen nibhai
kandha mujhe laga ke, farz-e-insan nibhaya..
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #8 on: June 03, 2008, 06:35:38 AM »
Reply with quote
Insaaniyat hai kaya, yah meri samjh na ayya
Jis ki god main khail kar hui jawan,
ussi ne bin dekhain, anjaane ke hath mai thumaya

insaaniyat hai kaya, yah meri samjh main na ayya
jiske naam, bin kisi mang ke,  kar diya jeevan,
ussi ne bich raah main chor, dard bhar jeevan thumaya

Insaaniyat hai kaya yah meri samjh na ayya
Dekh akela, her kisi ne apna sawarthi roop dikhaya
Sab kuch hai dhoka, Kaya koi apna, kaya koi paraya

Insaaniyat hai kaya, yah meri samjh na ayya
Ek ek dard, ek ek ansoo ajj sisak sisak bikhane ko ayya
Kin karmo ki saja main Pooja ne yah janam paaya

Insaaniyat hai kaya, yah meri samjh na ayya
Insaaniyat hai kaya, yah meri samjh na ayya
Insaaniyat hai kaya, yah meri samjh na ayya..................


very nice poojaji..bahoot achcha likha hai aapne..very emotional and touching
Logged
k.shael
Guest
«Reply #9 on: June 03, 2008, 07:07:07 AM »
Reply with quote
VERY NICE CREATION KWAISH JI,
KEEP IT UP....

KEHTE HAI INSANIYAT USS KHUDA KA ROOP
HAI,PAR ISS JAMANE MEIN TO ODDA DHONGI
KA ROOP HAI,PAL BHAR MEIN SAATH KHADE
HO INSANIYAT KI PEHCHAN KARATE HAI, PAL
BHAR MEIN HI GALA DABA KAR MAAR JATE HAI,
KISI KO DEKH KE DUKHI HASTE MUSKURATE
HAI, TO KISI KHUSHI MEIN AAG LAGATE HAI
PAKAD KE HAATH KARTE HAI WADA SAATH CHALNE
KA TO PAL BHAR MEIN HI LOOT KAR JANWARO KE
HAWALE KAR JATE HAI,KAHO KYA ISE HI INSAAN
AUR USKI INSANIYAT KEHATE HAI ? ? ? ? ? ?


BY. K.SHAEL
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: June 03, 2008, 04:09:34 PM »
Reply with quote
khwaish ji-jub aapki asankhya kavitaayon ke kuch panne kabhi idhar-udhar ho jaaye-to bande ko yaad kijiyega-sub sangathit ho mehfooz milengi.aapka kaha mujhe bahut suhaata he.aap prerit karte he-zindgi mein chalte rehne ko!

Prateek

Bahut Bahut Shukriya Prateekji..aap ne yeh kavita padhne ke liye waqt nikala..yehi bahut hai mere liye..aapke comments ka hamesha intezaar rehta hai..shukriya..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #11 on: June 03, 2008, 04:11:21 PM »
Reply with quote
Insaaniyat hai kaya, yah meri samjh na ayya
Jis ki god main khail kar hui jawan,
ussi ne bin dekhain, anjaane ke hath mai thumaya

insaaniyat hai kaya, yah meri samjh main na ayya
jiske naam, bin kisi mang ke,  kar diya jeevan,
ussi ne bich raah main chor, dard bhara jeevan thumaya

Insaaniyat hai kaya yah meri samjh na ayya
Dekh akela, her kisi ne apna sawarthi roop dikhlaya
Sab kuch hai dhoka, Kaya koi apna, kaya koi paraya

Insaaniyat hai kaya, yah meri samjh na ayya
Ek ek dard, ek ek ansoo ajj sisak sisak bikhane ko ayya
Kin karmo ki saja main Pooja ne yah janam paaya

Insaaniyat hai kaya, yah meri samjh na ayya
Insaaniyat hai kaya, yah meri samjh na ayya
Insaaniyat hai kaya, yah meri samjh na ayya..................


bahut bahut khoob..bahut jazbaati baat kahin hai aapne pooja.. Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: June 03, 2008, 04:13:06 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause
bahoot sunder likha hai khwahishji.....

insaniyat ka zazba, kuch usane yun sikhaya
kar ke qatl mujhe, maiyat me meri aaya,
Mita ke mujhko usane, ranjishen nibhai
kandha mujhe laga ke, farz-e-insan nibhaya..


bahut bahut khoob!! aur shukriya bekararji,aapke hausle-afsai ka..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #13 on: June 03, 2008, 04:19:22 PM »
Reply with quote
VERY NICE CREATION KWAISH JI,
KEEP IT UP....



bahut bahut shukriya k.shaelji..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #14 on: June 03, 2008, 04:21:14 PM »
Reply with quote

KEHTE HAI INSANIYAT USS KHUDA KA ROOP
HAI,PAR ISS JAMANE MEIN TO ODDA DHONGI
KA ROOP HAI,PAL BHAR MEIN SAATH KHADE
HO INSANIYAT KI PEHCHAN KARATE HAI, PAL
BHAR MEIN HI GALA DABA KAR MAAR JATE HAI,
KISI KO DEKH KE DUKHI HASTE MUSKURATE
HAI, TO KISI KHUSHI MEIN AAG LAGATE HAI
PAKAD KE HAATH KARTE HAI WADA SAATH CHALNE
KA TO PAL BHAR MEIN HI LOOT KAR JANWARO KE
HAWALE KAR JATE HAI,KAHO KYA ISE HI INSAAN
AUR USKI INSANIYAT KEHATE HAI ? ? ? ? ? ?


BY. K.SHAEL

bahut bahut khoob k.shaelji,aapke is poetry ka jawaab dene ki koshish zaroor karunga..bahut ache Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 16, 2024, 11:11:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer