----- /// Log bhool jaate hain /// -----

by klaskar on June 03, 2010, 01:43:39 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 6972 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
Reply with quote


ab insaano me insaaniyat hi nahi rahi,
log khoon ke rishtey bhool jaate hain,

matlabi duniya aur matlabi log hain yahaan,
dosti karke log nibhaana bhool jaate hain,

mohabbat to bahut dur ki baat hai aajkal,
log pyaar se haath milana bhool jaate hain,

amiri garibi ka fark bahut jyaada hai,
log aaj apna astitwa bhool jaate hain,

kisi ko pahuchaye chot ka ehsaas kya hoga,
yahan to log qatl tak karke bhool jaate hain...



*****HRIDAY*****
Logged
cara
Guest
«Reply #1 on: June 03, 2010, 03:43:37 AM »
Reply with quote
WAH KYA BAAT HAI       KAPIL JI.....

LOG JEENE KE LIYE ZINDAGI KI RAHA MEIN NIKAL TE TO HAIN
MAGAR CHALTE CHALTE ZINDAGI KA MATLAB "LOG BHOOL JAATE HAIN"..
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 18 hours and 43 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #2 on: June 03, 2010, 04:13:51 AM »
Reply with quote
NICE ONE

LIKHTA HAI GER WO KOI GAZEL ACCHI
DAAD DENE USE PHIR KYU BHOOL GAYE

CHAND RUPYA KYA KAMA LIYA TUMNE
SALIKA JEENE KA TUM BHOOL GAYE
Logged
dead heart
Guest
«Reply #3 on: June 03, 2010, 10:07:32 AM »
Reply with quote
Applause Applause
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #4 on: June 03, 2010, 10:27:44 AM »
Reply with quote


ab insaano me insaaniyat hi nahi rahi,
log khoon ke rishtey bhool jaate hain,

matlabi duniya aur matlabi log hain yahaan,
dosti karke log nibhaana bhool jaate hain,

mohabbat to bahut dur ki baat hai aajkal,
log pyaar se haath milana bhool jaate hain,

amiri garibi ka fark bahut jyaada hai,
log aaj apna astitwa bhool jaate hain,

kisi ko pahuchaye chot ka ehsaas kya hoga,
yahan to log qatl tak karke bhool jaate hain...



*****HRIDAY*****

Wah! bahut umda lekhni hai aap ki Kapil
Bas likhte rahiye
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #5 on: June 03, 2010, 12:31:58 PM »
Reply with quote
Log loan leker waapas dena he bhool jaate hain
Hume unse waapas lena hai par bhool jaate hain

Zindgi ki daud mai is kadar uljhe hain hum sab
Maata-pitaji ko pranaam karna bhool jaate hain

Kya yaad karenge hum uss paavan khuda ko
Khud apna he naam bhool jaate hain hum ab
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #6 on: June 03, 2010, 01:28:37 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Cara ji...!!!

WAH KYA BAAT HAI       KAPIL JI.....

LOG JEENE KE LIYE ZINDAGI KI RAHA MEIN NIKAL TE TO HAIN
MAGAR CHALTE CHALTE ZINDAGI KA MATLAB "LOG BHOOL JAATE HAIN"..
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #7 on: June 03, 2010, 01:29:07 PM »
Reply with quote
thanx Manoj ji...!!!

NICE ONE

LIKHTA HAI GER WO KOI GAZEL ACCHI
DAAD DENE USE PHIR KYU BHOOL GAYE

CHAND RUPYA KYA KAMA LIYA TUMNE
SALIKA JEENE KA TUM BHOOL GAYE
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #8 on: June 03, 2010, 01:29:27 PM »
Reply with quote
shukriya dost...!!!

Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #9 on: June 03, 2010, 01:29:52 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Rajesh ji...!!!

Wah! bahut umda lekhni hai aap ki Kapil
Bas likhte rahiye
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: June 03, 2010, 01:30:35 PM »
Reply with quote
Bahut bahut khoob likha hai aapne Koyal ji...!!!

Log loan leker waapas dena he bhool jaate hain
Hume unse waapas lena hai par bhool jaate hain

Zindgi ki daud mai is kadar uljhe hain hum sab
Maata-pitaji ko pranaam karna bhool jaate hain

Kya yaad karenge hum uss paavan khuda ko
Khud apna he naam bhool jaate hain hum ab

Logged
tamanna.pt
Guest
«Reply #11 on: June 03, 2010, 04:02:31 PM »
Reply with quote

       Realy good one kapil ji. Very Nice thoughts. Sahi me Baadaam khane ki jarurat hai sabko. Usual Smile
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #12 on: June 04, 2010, 01:36:10 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Tamanna ji.... aap sahi keh rahe hain par public bhi kya kare ..... badaam bahut mehenge hain tabhi nahi khaate.... Usual Smile

       Realy good one kapil ji. Very Nice thoughts. Sahi me Baadaam khane ki jarurat hai sabko. Usual Smile
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #13 on: June 04, 2010, 01:36:34 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Shihab ji...!!!

Bahut Khub Klaskar Ji....


Khush Rahiye...


~Shihab~

Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #14 on: June 04, 2010, 06:36:51 AM »
Reply with quote
Thanks Kaspilji......

Bahut bahut khoob likha hai aapne Koyal ji...!!!

Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 19, 2024, 01:58:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]

[March 15, 2024, 11:35:58 AM]

[March 11, 2024, 08:59:40 AM]

[March 10, 2024, 12:12:34 PM]

[March 09, 2024, 07:45:27 PM]

[March 08, 2024, 07:01:53 PM]

[March 07, 2024, 08:07:55 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.185 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer