main sharabi hoon (by vb)

by vb on October 01, 2013, 09:50:04 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1798 times)
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #15 on: October 04, 2013, 02:12:57 AM »
Reply with quote
karen kya intezaar itna, chalen na may-kaday ko hum
jahanum ki sahoolat bhe, yahin maujood hay bhai!!


Dee Hai Khuda Ne Aqal To Kyon Na Uska Istemaal Karen Hum
Chhor Jannat Ko Q Hawaale Jahannum Ke Khudko Karen Hum
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Main sharabi (Teri soorat) nice Qawaali collection by thegrimreaper in Songs & Lyrics
main sharabi hun mujha kuch mat kehna (AD) by rayees abdullah in Miscellaneous Shayri
Main Hun Sharabi by abhi bhi zinda hun in Share: Poetry of Pain
Taish- SHARABI huN maiN...!! by ghayal_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
''Na Main Bhagwaan Hoon Na Main Shaitaan Hoon'' By Suneel by suneel kumar in Shayari ki Batein- Sawaal Jawaab
vb
Guest
«Reply #16 on: October 04, 2013, 02:26:35 PM »
Reply with quote
agar samjho, tu duniya main jahanum bhe hay jannat bhi
magar ushaaq duniya ki, kabhi parvaa nahi kartay
jinhen bus ake khaahish ho, milay mehboob ka java
khawab-e-jannat-o-ishrat, kabhi dekha nahi kartay
hamesha dil ki suntay hen, jinhen jannat ki haajit ho
jahan main aql-o-daanish ka kabhi soda nahi kartay
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #17 on: October 06, 2013, 02:09:16 PM »
Reply with quote
Magroor . Deewana .  Ushaaq Ko Banaati Hai
Haan Aashqui Aksar . Aqal Ko Khaa Jaati Hai

Pahle To Khoob Uchhalti Hai Lehron Mein Ye
Phir Bich Samunder Me La Safina Doobati Hai.

Karte Ho Aj Jis Mahboob K Deed Ki Khwaishe
Budhape Me Phir Wahi Shakal Nahi Bhati Hai.

Kaise Samjhu Dunya Ko Jannat Aur Jahannum
Ye To Ek Waqt Ke Baad Aakhir Chhut Jaati Hai.

Ho Na Agar Dil Ke Saath  Aqal Shaamil To Phir
Wohi Khwaishe Nafs Ka  Ghulaam Banaati Hai

Logged
vb
Guest
«Reply #18 on: October 07, 2013, 04:04:09 PM »
Reply with quote
buhat achhay shihab sahab... itnay achay replies diyay aap ne k hamen shikast qabool karni pari...

buhat khoob...
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #19 on: October 08, 2013, 01:48:07 AM »
Reply with quote
Bahut Shukaria Bhai.
Maine Haar Jeet Ke Liye Yan
Oonch Nich Ke Liye Nahi Likha
Mera Maksad Aur Fikar Aur Hi Thi.

Baaki Rahi Ilm Aur Samajh Ki Baat
To Wo Aapke Nakhun Ke Baraqbar
Bhi Nahi Mujhey.Aapke Saamne Meri
Naqis Soch Aur Ilm Kuch Nahi Hai
Khair

ALLAH Sahi Taufeeq o Hidayat De Aameen

Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Logged
vb
Guest
«Reply #20 on: October 08, 2013, 02:24:50 PM »
Reply with quote
:]
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 04:58:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.091 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer