Main sharabi (Teri soorat) nice Qawaali collection

by thegrimreaper on August 17, 2009, 10:36:34 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 4773 times)
thegrimreaper
Guest
sHOUQ peena ka mujha koi ziyadha na tha balqay Tauba koi irada na tha



Sharing a famous ghazal and song with Qaawali at at its best
Also its one of the longest ghazal(hope you bear that) Giggle
The shayaris and ghazals about a sharabi in the end is just marvellous
Video links attatched

Main Sherabi (Teri Soorat)
Artist: Aziz Mian
Lyrics Contributed By: M saad K


Teri SuRAT (Mein Sharabi)


Dil kay bazaar mein dolat nahi dekhi jati
Pyar hojai to surat nahi dekhi jati
Dil tabusum mein dua kar kay, nichawar kardoon
Maal acha ho toh qemat nahi dekhi jaati.

Dil diya
Mein nay dil diya, pyar ki hadh thi
Aray jaan di, dekhdar ki hadh thi
Margay hummm khuli rahi aankeinnnn, yeh meray intezaar ki hADhh thi.

Neeyatain,

TERi SURAT NIGHAON MEIN PHIRTI RAHAY,
ISHQ TERA SATAiY TOH MEIN KIYA KAROON.

Aray dil ek mandar hai.... aap murat hain,
App kittnnay khubsurat hainn.

Teri Surat, Teri Surat, Teri Surat

Tujhi koh takh nay lagay, tu joh aya masjid mein,
Nammmaz... sab nay qaza ki.. tera ada kay liya. (4:30)

Teri surat, Teri surat.

APP THOra sa tasavar...mujhay karlenay dein...Rafta Rafta
Teri Tasveer bana jata hoon.

Teri Surat, Teri Surat.

Chaiyn Bin dekhay unko na aay.. Aur dekhoon toh Dekha Na jaai,
Bheech Zulfon Kay...woh howay roshan, Jaisay Ganga mein suraj Naahay.

Teri surat, Teri surat. (5:04)

Aray jis nay dekha... Marhi hi gaya.. Teri Chashmishi nigha mein hai jadoo.

Teri sURAT, tERI sURAT. (5:53)

Niqahabay Munh uthaya jaaraha hai... Woh nikli dhuub.. saya jaraha hai.

Teri surat, teri surat.

Unki zulfain hain aur haath mera... Saanph SAY khailta hai sapera,
bheech zulfon kay...

Bhai Unki zulfain hain aur haath mera... JAISAY Saanph SAY khailta hai savera,
Terii Suat Teri Surat. (6:43)

Unki zulfain hain aur haath mera.. Saanph SAY khailta hai sapera,
Rooph zulfon ka.... unkay saya ghairaa, Shaam ki Goudh mein Hai savvera.

Teri Surat, Teri Surat.

Aaris ki AAris, Gaisoon Kay gaisoon. Subah kay subhaY Mein, Shamon Kay ShaamAY MEIN, (7:26)
Lauhay Jaminash,sUBAH kA jALWA, rOOHAY-mUBINAsh, LLAHAY TAMAMEIN, aRZ JASHMEIN LARZHA,<
lARZHA DOH ALAM... wOH zULAFON PAR HAQ HAI niZMAYAIN.

tERI sURAT, tERI SURAT,(7:43)

Tujh mein joh Baat hai.. Mian tujh mein jo baat hai... Woh baat nahi aayi hai,
tujh mein jo baat hai... Woh baat nahi aayi hai... Kiya yeh tasveer kisi ghair say khichwai hai?

Teri Surat, Teri Surat.Teri Surat, Teri Surat. (8:40)

Andaaza hoobah teri awaz-a-paak ka tha.. dekha ghar say nikal kar toh johka hawa ka tha..
is Rihsta-y-...lateef kay, Asraar kiya ghulay, Tu... SAmnay tha.. aur tassavar KHUDHA KA THA.

Teri Surat, Teri Surat.Teri Surat, Teri Surat. (9:00)

AAp say, MiAN APP SAY, Ek baat kahni hai, APP SAY, Ek baat kahni hai,
Choriya khair Koi baat nahi....

Teri Surat, Teri Surat.Teri Surat, Teri Surat (9:36)

Kya Dilqash ManzaR HOTA Hai,Kya Dilqash raatein hoti hai, Jab unka Tasavar hota hai, aur chaand say baatein hoti hai,
Hum hoti,ay hain, Woh hotay hain, Aur chandini raatein Hoti hain, Ek chaand koh.. Taqtay Rahtay hain, ek chaand saay baatein hotin hain.
:
Teri Surat, Teri Surat.Teri Surat, Teri Surat (10:05)

TERi SURAT NIGHAON MEIN PHIRTI RAHAY,
ISHQ TERA SATAY TOH MEIN KIYA KAROON.

Husann... Aur ishq dono mein tafreeq hai,... Mian kiya karoon mera dono pay eimaan hai..
Aur ishq dono mein tafreeq hai,... Mian kiya karoon mera dono pay eimaan hai..


Agar Khudha rooth jaay toh mein sajhday karoon, magar sajan rooth jaai toh mein kiyaa karooon...(11:00)

Agar Khudha rooth jaay toh mein sajhday karoon, magar sajan rooth jaai toh mein kiyaa karooon...



Aray jor lagtay jai fasanay mein, mian jor lagtay gai fasanay mein. raaz khulta gaya chupanay mein,
Tu nay tinkay samjh kay phook diyaaay, meri dunuiya thi aashiyanay mein, khuab ay naSHaman kos diya,
aur kahkay yeh dil koh samjha diya.
kAY ASHAYNA BANANA MERA QAAM THAA, KOI BIJLI GIRAAI TOH MEIN KIYA KARROON.
ASHAYNA BANANA MERA QAAM THAA, KOI BIJLI GIRAAI TOH MEIN KIYA KARROON.

kAY ASHAYNA BANANA MERA QAAM THAA, KOI BIJLI GIRAAI TOH MEIN KIYA KARROON.
ASHAYNA BANANA MERA QAAM THAA, KOI BIJLI GIRAAI TOH MEIN KIYA KARROON. (13:14)

sHOUQ peena ka mujha koi ziyadha na tha balqay Tauba koi irada na tha


sHOUQ peena ka mujha koi ziyadha na tha balqay Tauba koi irada na tha

mujh pay tauba mat kar mein sharabhi nahi,
mujh pay tauba mat kar mein sharabhi nahi,
Woh nazar say pilay toh mein kiya karoon.

mujh pay tauba mat kar mein sharabhi nahi,
Woh nazar say pilay toh mein kiya karoon.

sharabi mein sharabi ... sharabi mein sharabi.

Faslay gulahai, sharab peeliya jiyay,
Faslay gulahai, sharab peeliya jiyay,
SHARAM KAisiii, Janab peeliya jiyay, (14:45)

Mian joh peeya chuph kay WOh muafiq hai,
Bay taqalaf Sharabb... pee liya jiyay,
Aghay CHal qay..Hishaab Honaa hai,
ISliya bay hisaab peeliya jiya,

Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi.

Mian janat joh milay la qar, Mahkhaanay mein rakh dena,
Kausar koh mein chotaay say paymaanay mein....rakhdena,
aur maiyat mein meri jaakar, maiyat mein meri jaaqar,
Veeranay mein rakh dena,
balqay mehkhanay mein lay ja kay rakhdena,
aur saath hi darmehkhana abhi band na karna,
shayadhhh....mujhay jjaanat ki hawa raaz nahi aai,



Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi.

Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi.

Hazaron khuhashain aysi , har khuhish mein dum nilklay
niklay meray armaan magar kum niklay,
Taj-o- takht,hukumat nahi maangta..
Taj-o- takht,hukumat nahi maangta..
deen-o-duniya ki sarwat nahi maangta,
meray saathi ... mein dolat nahi maangta,
Taj-o- takht,hukumat nahi maangta..
deen-o-duniya ki sarwat nahi maangta,
meray saathi ... mein dolat nahi maangta,
balkay saathi, merAY SAATHI, mera ek qaam kar,
mehkhaana mera naam kar,


Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi.

Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi.


khaali hai abhi jaam, khali hai abhi jaam,
mein kuch souch raha hoon.
Ay dard-a-daiyash, mein kuch souch raha hoon,
saathi tujhay thori si koi taqleef toh hogi,
saagar koh zara thaam , mein souch raha hoon,
kay QAl raat mehkadaimein, ajab haadhsa howa,
sahib sharab peegaya mera hisaab meinnn.....

Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi.

Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi.

sathi ki harnigha pay bal khaakay peegaya, mojho say khailta howa , lahrakay peegaya, (18:37)
aur peeta baghair kis liya, yeh kab thi meri majal, Dar-o-dard pay chasmein yaari ki shai paakay peegaya,
Ay rahmat-a-tamaam , meri har khata maaf, mein intahai shouq mein ghabara kay peegaya,
Yeh Sabhh samjhanay walay ...mujhay samjhatay ragayy .... mein EK EK koh samjha kay peegaya.

Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi. mein sharabi.

Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi. mein sharabi.

saadas ka haal hai, duniya kay bhi ssatai hain,

saadas ka haal hai, duniya kay bhi ssataiy hain,
mera sawal kay yeh rab jawab detay hain, par rouz hashar hai,
itni bhi jald baazi kiya, zara sharab toh peelain, hisaab detay hain,
Kay agar khai thay isnay angoor, toh mein sharpay kah doonga,
kay ay allah yeh sharab ki goliya khakay hum sagar say peethay thay,


Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi. mein sharabi.
Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi. mein sharabi. (20:20)


Tauba say mujhay zidh hai, tauba say mujhay zidh say,
Tauba na karoonga, tauba hazar kaam kar kay tourdi,
abhi toh meri tauba joh mein tauba karoon mein.


Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi. mein sharabi.

Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi. mein sharabi. (21:20)

Tauba Tauba, sharab say tauba,Tauba Tauba, sharab say tauba,
Tauba Tauba, sharab say tauba,Tauba Tauba, sharab say tauba,
Tauba Tauba.... AUR Sharaab say Tauba?...


Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi. mein sharabi.
Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi. mein sharabi.

aray desi naa peeonga, desi naa peeonga.. ifhlaq say kheechi jaati hai,
seeno mein chupaii jaati hai, tohiid ki.. saagar say nahi, Annkhon say pilai jaati hai,
ifhlaq say kheechi jaati hai,
seeno mein chupaii jaati hai, tohiid ki.. saagar say nahi, Annkhon say pilai jaati hai,

DESI NAA PEEONGA, meray qqaaqa , teray qurbaan waliyon kay tassadud mein waliyat ki piladay.


Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi. mein sharabi.
Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi. mein sharabi. (23:10)

raang mein aaj mujhay hosh ghumaday saathi, raang mein aaj mujhay hosh ghumaday saathi,
Khoon ka bharqay qatora, mujhay la day saaqthi.
Mein peeo, tu peeya, dono sharabi hojain, mein tujhay pilao, tu mujhay pilay saathi,
woh mujhay banqay tanay baat ki ulfat ka khumaar, woh mujhay banqay tanay baat ki ulfat ka khumaar, (24:20)
Ajj kiya lein, mujhay gin gin kay peladay saathi,
agar fail kay, shariyat kah toh hai khilaaf,
Beshaq tu mujhay ssouli pay charaday saathi, mutabil mein joh hai,
woh is zaban say niklay, kay larkhara kay mein giroon aur YAH AALIh MUNH SAY NIKLAY .


Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi. mein sharabi.
Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi. mein sharabi. (25:05)

ARAY MEIN, MEIN SSHARABI, AY ALLAH TERI REHMAT KI KASAMM,
ARAY MEIN, MEIN SSHARABI, AY ALLAH TERI REHMAT KI KASAMM,
TERI MUHABAT KI KASAM, TERI INAYAT KI KASAM, TERI SHIFAAT KI KASAM,
BAADI KASAM HAI HAABEEB-A-KHUDHA KI,
AY ALLAH TERI REHMAT KI KASAMM,
TERI MUHABAT KI KASAM, TERI INAYAT KI KASAM, TERI SHIFAAT KI KASAM,
BAADI KASAM HAI HAABEEB-A-KHUDHA KI KASAM, SHAB-A-HIJRAAT KI KASAM,
KAABLAY BEJAAN KI KASAM, NARGISI AANKHON KI KASAM, JALWA-A- JANA KI KASAM,(25:10)
HUSNAY YUSUF KI KASAM, YEH DAR A BEZA KISAM, REHMAT A MOOSA KI KASAM,
BAAZOYA HAIDAR KI KASAM, MEIN,, MEIN SHARABBI,MEIN,, MEIN SHARABBI,
KIBLA EMAAN KI JAADOI KA AHSAAS KAR,


MANSOOR NAY TOH KHUD KOH SOOLI PAY CHARAH KAY PI, YUSUF NAY APNAY HUSAN KA JALWA DIKHA KAY PEE,
AYUUB NAY APNI SABAR KI HADH KOH METHA KAY PEE, AKBAR NAY APNI SARI JAWANII LUTHA KAY PEE,
SHABEER NAY APNI NAMAZ MEIN SAR KOHH KATHA KAY PEE...

Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi. mein sharabi.
Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi. mein sharabi.

NUSKHA AYAZAY SAATHI-A-KAUSAR SAY MILGAYA, GHAR BETHAY AB SHARABI TAHOORA.. BANOONGA


Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi. mein sharabi.
Mein sharabi , mein sharabi , mein sharabi. mein sharabi.


<a href="http://www.youtube.com/v/fKQ--7giN9Y&rel=1" target="_blank">http://www.youtube.com/v/fKQ--7giN9Y&rel=1</a>
<a href="http://www.youtube.com/v/HITE8XRbOxI&rel=1" target="_blank">http://www.youtube.com/v/HITE8XRbOxI&rel=1</a>
<a href="http://www.youtube.com/v/k-LFFvHfUxg&rel=1" target="_blank">http://www.youtube.com/v/k-LFFvHfUxg&rel=1</a>

Some people will find the artist more comical than ghazal singer
but the ghazals if you read are one of the bests

Hope you enjoy Giggle
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Soorat Bane. by SURESH SANGWAN in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
khoob soorat hei teri aankhei kun... by hameeda in Share:Love Poetry
Taish- SHARABI huN maiN...!! by ghayal_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
har soorat main... by Masroor Kalam in Shayri for Khumar -e- Ishq
main sharabi hoon (by vb) by vb in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: August 18, 2009, 02:38:24 AM »
Wah wah beautiful collection.thanx 4 sharing Reaper ji,really touching. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_thumleft
Logged
angel4u
Guest
«Reply #2 on: August 18, 2009, 02:46:12 AM »
Nice collection..
Logged
thegrimreaper
Guest
«Reply #3 on: August 18, 2009, 06:12:01 AM »
shukriya madhuwesh and angel ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #4 on: December 28, 2009, 09:54:42 PM »
Nice sharing TGR JI
Logged
thegrimreaper
Guest
«Reply #5 on: December 28, 2009, 09:58:25 PM »
thanx
really hadnt much time to be on net
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #6 on: December 28, 2009, 10:03:09 PM »
U R Welcome
Der aaye drust aaye
Aaye sahi waqt aaye
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 10:42:38 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.207 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer