Main usko bhula dun nahi ji nahi (Riyaz)

by riyaz106 on April 10, 2010, 07:37:11 AM
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 4864 times)
neelgold
Guest
«Reply #15 on: April 11, 2010, 02:15:28 PM »
Reply with quote
Wah Ji Wah kya baat hai Riyaz shaib....
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #16 on: April 11, 2010, 02:19:37 PM »
Reply with quote
wah Riyaz ji wah. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
wo door chala gaya koi baat nahin .
main intezaar chhod dun nahin ji nahin.
wo maskhara tha mujhe pataa na chalaa.
main yakeen  chhod dun nahin ji nahin.
..GHAZAL..

Main usko bhula dun, nahi ji nahi
Main khud ko mita dun, nahi ji nahi
Andheron mein hi raaz rahta hai raaz
Diya main jalaa dun, nahi ji nahi
Mujhe apna qaatil hai ab bhi azeez
Usey bad-duaa dun, nahi ji nahi
Ye dil kisne toda, hai naam uska kya
Main sabko bata dun, nahi ji nahi
Usey dil se chaaha, to phir uska naam
Main dil se mita dun, nahi ji nahi
[/b]

Riyaz Ashna
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #17 on: April 12, 2010, 03:37:29 AM »
Reply with quote
Rajesh ji aapka bahot bahot shukriya ke aapne meri ghazal pasand farmaai.
Bahut hi umda Ghazal likhi hai aap ne Riyaz Ji
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #18 on: April 12, 2010, 04:20:31 AM »
Reply with quote
              ..GHAZAL..
Main usko bhula dun, nahi ji nahi
Main khud ko mita dun, nahi ji nahi
Andheron mein hi raaz rahta hai raaz
Diya main jalaa dun, nahi ji nahi
Mujhe apna qaatil hai ab bhi azeez
Usey bad-duaa dun, nahi ji nahi
Ye dil kisne toda, hai naam uska kya
Main sabko bata dun, nahi ji nahi
Usey dil se chaaha, to phir uska naam
Main dil se mita dun, nahi ji nahi


Riyaz Ashna

Wah Riyaz Saheb .. Wah .. Kya kahene Khubsurath Ghazal Kahiye hai .. Bahoth Acha Radeef hai .. Har Ashar Mukkammal , 2nd Ashar me Kya qoob Hausla Dikahaya Hai bhaijaan .. Dad Qubool Kijiyega ..Khush rahe Hamesha ..

Qadeertoopchi
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #19 on: April 12, 2010, 05:04:41 AM »
Reply with quote
Dil se shukriya Khamosh ji ke aapne hausla afzaai ki aur ghazal ko pasand farmaya.

RIYAZ SB BAHUT KHOOB JANAAB Applause Applause Applause Applause
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #20 on: April 12, 2010, 07:26:34 AM »
Reply with quote
Bahut dher saara shukriya Koyal bahan, ghazal ko pasand karne ke liye. Aapki taliyan bahot achhi lagin. Bahan ko bahut dino baad yaad aai bhai ki, khair aai to. Hamesha kush raho, kaamyaab raho.  Phir se shukriya.
Wah wah achha kalaam hai aapka Riyaz-bhai....

Main tali bajaun haan ji haan.... Applause Applause Applause Applause Applause

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #21 on: April 12, 2010, 08:50:46 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Riyazji.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #22 on: April 12, 2010, 10:13:13 AM »
Reply with quote
BBL ji aapka bahot bahot shukriya. Aapne ghaur ke saath ghazal ko padha aur pasand farmaya, zahe-naseeb. Aainda bhi aapse aise hi ummeed rakhunga.
bahut khoob likha hai riyaz ji...

Mujhe apna qaatil hai ab bhi azeez
Usey bad-duaa dun, nahi ji nahi..

Ye do lines bahut hi badhiya lagi..
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #23 on: April 12, 2010, 10:50:09 AM »
Reply with quote
Wah wah Riyaz bhai,bahut khoobsurat gazal pesh kiya aapne.marvelous creation.great thoughts.excellent Hats off to you! Applause Applause Applause Applause icon_thumleft
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #24 on: April 12, 2010, 11:28:18 AM »
Reply with quote
Bahut bahut shukriya S.Hashmi ji meri ghazal pasand karne ke liye. Aainda bhi aapse hausla afzaai ki ummeed rahegi.
Wah wah kya baat hai!!!! bahot hi umda likha hai apne Riyaz ji hamesha ki tarah....
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #25 on: April 13, 2010, 01:40:38 AM »
Reply with quote
Bahot bahot shukriya Cara ji. Aapne bhi achha likha hai.
Wah kya baat hai         Riyaz106 ji.....(pyar ho toh aesa ho)


bahut hi yaar khaas hai aapka
kya aap ussey door jaa payonge---nahi ji nahi
bahut hi meeta ehsaas hai aapka
kya aaap usey bhool payonge----nahi ji nahi..
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #26 on: April 13, 2010, 05:18:16 AM »
Reply with quote
Pandey Sb. aapka tahe dil se shukriya. Hamesha ki tarah aapane bahot khuloos ke saath hausla afazaai ki. Bahut shukrguzar hun aapka.
Behad khubsoorat, umda andaz, purkaif rawani aur behtareen alfaaz!!! Sukhan ke hunar ka nayaab tohfa ghazal mein ayaan hua hai.. Lakhoon daad qubool farnayen Riyaz Sahab..... 
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #27 on: April 13, 2010, 06:49:51 AM »
Reply with quote
Neel ji aapka behad shukriya ke aapko meri ghazal pasand aai.
Wah Ji Wah kya baat hai Riyaz shaib....
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #28 on: April 13, 2010, 09:28:29 AM »
Reply with quote
Suresh ji aapka tahe dil se shukriya ke aapne meri hausla afazaai ki aur ghazal ko pasand farmaya. Aainda bhi aapse se aisi hi ummeed rakhunga.
wah Riyaz ji wah. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
wo door chala gaya koi baat nahin .
main intezaar chhod dun nahin ji nahin.
wo maskhara tha mujhe pataa na chalaa.
main yakeen  chhod dun nahin ji nahin.
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #29 on: April 13, 2010, 10:35:41 AM »
Reply with quote
Qadeer Sahab jis andaaz mein aapne ghazal ki tareef ki, main aapka tahe dil se shukrguzaar hun. Hausla afazaai ka bhi behad shukriya.
Wah Riyaz Saheb .. Wah .. Kya kahene Khubsurath Ghazal Kahiye hai .. Bahoth Acha Radeef hai .. Har Ashar Mukkammal , 2nd Ashar me Kya qoob Hausla Dikahaya Hai bhaijaan .. Dad Qubool Kijiyega ..Khush rahe Hamesha ..

Qadeertoopchi
Logged
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 04:01:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer