sarfira
Guest
|
jaane de ab na rok mujhe gaane de na rok mujhe--
ulajha hun abhi khud ko behlane me julfen jara sanwaar de na rok mujhe--
ye waqt ka takaaza hai aashiyan duja sajaane de na rok mujhe--
mil bethe the sang ajnabee kisi ko apna banaane de na rok mujhe--
pahucha kahi aur tha chala kahin manzil khud ko dikhane de na rok mujhe--
ye saaz o saaman dikhave ke koi dhang ka saaz bajaane de na rok mujhe--
kho gaya hai wo kahin jo tha kabhi sarfira ab duniya nayee basaane de na rok mujhe-- !! !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mkv
Guest
|
 |
«Reply #1 on: May 13, 2012, 02:08:50 PM » |
|
Vaah Vaaah sarfira ji.. bahut khoob.. badi khoobsurti se dil ke jajbaat bayaan kiya hai aapne.. my best wishes.. 
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
   
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
 |
«Reply #2 on: May 13, 2012, 02:15:17 PM » |
|
bilkul nahee rokoongaa jo jee men aaye karo par ek rau zaroor doongaa
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
 |
«Reply #3 on: May 13, 2012, 02:20:38 PM » |
|
jaane de ab na rok mujhe gaane de na rok mujhe--
ulajha hun abhi khud ko behlane me julfen jara sanwaar de na rok mujhe--
ye waqt ka takaaza hai aashiyan duja sajaane de na rok mujhe--
mil bethe the sang ajnabee kisi ko apna banaane de na rok mujhe--
pahucha kahi aur tha chala kahin manzil khud ko dikhane de na rok mujhe--
ye saaz o saaman dikhave ke koi dhang ka saaz bajaane de na rok mujhe--
kho gaya hai wo kahin jo tha kabhi sarfira ab duniya nayee basaane de na rok mujhe-- !! !!
mujhe to wahi apna puraana sarfira laa ke do. main kuch nahin jaanti kahaan ko gya hai wo.bataao mujhe...!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
 |
«Reply #5 on: May 13, 2012, 02:58:09 PM » |
|
hahaha-- mene socha ki sab aajkal yahan se jaane ki baat be-baat kar rahen-- to kyun na mai bhi behti nadiyan me thora sa tair lun (haalanki i dono swimming)  aap sab ka sukriya aur Sheba ji--ye naye kapdon me purana sfira hi h--durbin se dekho aap  Parwaz Bro--aap bhi kamaal kitta si--gham ke vadiyaan aur mai Dushman dusmann h  ullaaa be happ aal and thanxxx -- MKV and Saini sahab ek saaal aap dono se--aap dono ki !RAU! mere !RAU! se jada kaise !!?? 
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
 |
«Reply #6 on: May 13, 2012, 03:08:49 PM » |
|
hahaha-- mene socha ki sab aajkal yahan se jaane ki baat be-baat kar rahen-- to kyun na mai bhi behti nadiyan me thora sa tair lun (haalanki i dono swimming)  aap sab ka sukriya aur Sheba ji--ye naye kapdon me purana sfira hi h--durbin se dekho aap  Parwaz Bro--aap bhi kamaal kitta si--gham ke vadiyaan aur mai Dushman dusmann h  ullaaa be happ aal and thanxxx -- MKV and Saini sahab ek saaal aap dono se--aap dono ki !RAU! mere !RAU! se jada kaise !!??  bewakuf kahin ke 
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
 |
«Reply #7 on: May 13, 2012, 03:16:29 PM » |
|
aare waah -- aapko pata kaise chala aakhir-!!? mene to suna tha ki-- khubsurati aur dimaag ek dusre ke kattar satru hain!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
theyash
Guest
|
 |
«Reply #8 on: May 13, 2012, 03:33:27 PM » |
|
bahut khoob sarfiraji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
 
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 20 hours and 35 minutes.
Posts: 18638 Member Since: Jun 2009
|
 |
«Reply #9 on: May 13, 2012, 04:28:33 PM » |
|
boht khub janab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
 |
«Reply #10 on: May 13, 2012, 04:30:45 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dolly
Guest
|
 |
«Reply #11 on: May 13, 2012, 04:45:48 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Quateel Ahmad
Guest
|
 |
«Reply #12 on: May 13, 2012, 07:13:34 PM » |
|
Ek rau dene de na rok mujhe!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
akashsharma1990
Guest
|
 |
«Reply #13 on: May 14, 2012, 12:05:27 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Kohinoor
Guest
|
 |
«Reply #14 on: May 14, 2012, 07:14:46 AM » |
|
jaane de ab na rok mujhe gaane de na rok mujhe--
ulajha hun abhi khud ko behlane me julfen jara sanwaar de na rok mujhe--
ye waqt ka takaaza hai aashiyan duja sajaane de na rok mujhe--
mil bethe the sang ajnabee kisi ko apna banaane de na rok mujhe--
pahucha kahi aur tha chala kahin manzil khud ko dikhane de na rok mujhe--
ye saaz o saaman dikhave ke koi dhang ka saaz bajaane de na rok mujhe--
kho gaya hai wo kahin jo tha kabhi sarfira ab duniya nayee basaane de na rok mujhe-- !! !!
bahut khoob sf... Nyi duniya bsana...mai aaungi ghoomne.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|