Raat Bhar Shamaa Dareeche Mien Jalaaye Rakhna,.

by Jaanasheen on May 18, 2009, 07:37:04 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1246 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
Reply with quote
Mish'aleN derd ki seenoN meiN jalaaey rakhna
Apney KandhoN pe saleeboN ko uthaaey rakhna

Khak jalwoN sey na ho jaaey kaheeN toor-e khayal
Bazm-e janaaN mein nazar apni jhukaaey rakhna

Jaaney phir saqi-o mey khana mileN ya na MileN
Apni saansoN meiN mehek mey ki basaaey rakhna

rehzan-e waqt kaheen ye bhi mata'a lut na ley
apney seeney meiN mira derd chupaaey rakhna

jaaney kab lot ke a jaaey wo bhatka raahi
Raat bher shama dareechey mein jalaaey rakhna

jab talak ho na taluu seena-e zulmat sey Qamar
Apni palkowN pe sitaaroN ko sajaaey rakhna

_____________________________-NM-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Phoolon Main Ghazal Rakhna Yeh Raat Ki Rani Hai by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Raat Bhar by angel4u in Shayri-E-Dard
har kisi yad nay har raat bhar hay jagaya mujh ko by Qutubuddin in Shayri-E-Dard
raat bhar hamkalam thay saye by faiiz_76 in Shayri-E-Dard
MERI ULFAT KE CHIRAGHON KO JALAAYE RAKHNA ............. HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals « 1 2 3 4 »
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #1 on: May 19, 2009, 01:55:45 AM »
Reply with quote
Bas isi tarha Azeem mehfil sajaye rakhna
SARVESH RASTOGI
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #2 on: May 19, 2009, 02:41:52 AM »
Reply with quote
bahut khoob azeem ji,nice sharing.
Logged
Roja
Guest
«Reply #3 on: May 19, 2009, 02:56:54 AM »
Reply with quote
Mish'aleN derd ki seenoN meiN jalaaey rakhna
Apney KandhoN pe saleeboN ko uthaaey rakhna

Khak jalwoN sey na ho jaaey kaheeN toor-e khayal
Bazm-e janaaN mein nazar apni jhukaaey rakhna

Jaaney phir saqi-o mey khana mileN ya na MileN
Apni saansoN meiN mehek mey ki basaaey rakhna

rehzan-e waqt kaheen ye bhi mata'a lut na ley
apney seeney meiN mira derd chupaaey rakhna

jaaney kab lot ke a jaaey wo bhatka raahi
Raat bher shama dareechey mein jalaaey rakhna

jab talak ho na taluu seena-e zulmat sey Qamar
Apni palkowN pe sitaaroN ko sajaaey rakhna

_____________________________-NM-

Jaise Sarvesh Rastogi ji ne kaha... Yu hi mehfil sajake rehna...

Bahut accha gazal share ki hai aapne dear. Cheers and Keep Up.. Thumbs UP
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #4 on: May 19, 2009, 05:24:54 AM »

BAHAUT ACHCHEY AZEEM BHAI....YEH SHAYAD QAMAR JALALABADI KAA HAI ( OM PRAKASH BHANDARI)
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #5 on: May 19, 2009, 10:24:57 AM »
Reply with quote
Bas isi tarha Azeem mehfil sajaye rakhna
SARVESH RASTOGI
Bas Bhai Aapka Saath Milta Rahe,.
Thank U,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #6 on: May 19, 2009, 10:26:53 AM »
Reply with quote
bahut khoob azeem ji,nice sharing.
Shukriya, Madhuwesh Ji,.

Jaise Sarvesh Rastogi ji ne kaha... Yu hi mehfil sajake rehna...

Bahut accha gazal share ki hai aapne dear. Cheers and Keep Up.. Thumbs UP

Shukriya Didijaan, Bas Aapka Saaath Mile To Aur Kya Chahiye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #7 on: May 19, 2009, 10:32:24 AM »
Reply with quote

BAHAUT ACHCHEY AZEEM BHAI....YEH SHAYAD QAMAR JALALABADI KAA HAI ( OM PRAKASH BHANDARI)

Poet Ka Naam Malom Nahi K A Ji, Shayd Yahi Honge,.
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #8 on: July 06, 2009, 05:56:35 AM »
Reply with quote

Bahut khoob Azeem  ji nice sharing Applause Applause Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: July 07, 2009, 10:10:21 PM »
Reply with quote
Nice sharing Lil bro
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 07:16:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer