SO GAYE

by asma zehra on June 16, 2009, 06:43:15 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 655 times)
asma zehra
Guest
Reply with quote

Hi Friends,

These lines are dedicated to those millions of unfortunate street urchins jin ke jazabaaton par humaara dhyaan aksar nahin jaata aur kitni aasaani se hum un se apna moonh modh lete hain.


AASMAAN KI CHAADAR ODH KAR SO GAYE
CHAAND SITAARON KE WOH HO KAR SO GAYE

THAKAN KI MAARI THI BHOOK SO GAYI
DO GHOONT AANSOO WOH PEE KAR SO GAYEO

KHWAABON MEIN JEE LIYE KHWAAHISHON KI ZINDAGI
KHAK-BASAR-SHAHINSHAAH BE-DAR HI SO GYAE

RANJ-O-GAM KI MILKIYAT LUTAAYE NA LUTI
JO THA  PAAS APNE SAMET KAR SO GYYE

AASMAAN KI CHAADAR ODH KAR SO GAYE
CHAAND SITAARON KE WOH HO KAR SO GAYE


Asma Zehra
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tum hume bhool gaye,bhool gaye by karan q in Shayri for Dard -e- Judai
Kadi Kol Aa Gaye Kadi Door Ho Gaye by Naya_Daur in Shayri for Khumar -e- Ishq
JAB SE TUM GAYE HO.................. by salil2002 in Shayri-E-Dard
Ho gaye... by maya01 in Shayri for Dard -e- Judai
Aa gaye hain sanam: dard key din gaye! by abdbundeli in Ghazals « 1 2  All »
_Vicky_
Guest
«Reply #1 on: June 16, 2009, 07:11:17 AM »
Reply with quote
Wah Kya Baat hai Asma Ji.. Jis Nazariye Ko Dil me rakh aapne Yeh Rachna Pesh Ki hai.. Waqai Kaabil-e-Taareef Hai.. Bahut Bahut khooooob.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
shab
Guest
«Reply #2 on: June 16, 2009, 07:29:55 AM »
Reply with quote
    BAHUT ACHCHE AASMA JI
Logged
Roja
Guest
«Reply #3 on: June 17, 2009, 08:03:26 AM »
Reply with quote

Hi Friends,

These lines are dedicated to those millions of unfortunate street urchins jin ke jazabaaton par humaara dhyaan aksar nahin jaata aur kitni aasaani se hum un se apna moonh modh lete hain.


AASMAAN KI CHAADAR ODH KAR SO GAYE
CHAAND SITAARON KE WOH HO KAR SO GAYE

THAKAN KI MAARI THI BHOOK SO GAYI
DO GHOONT AANSOO WOH PEE KAR SO GAYEO

KHWAABON MEIN JEE LIYE KHWAAHISHON KI ZINDAGI
KHAK-BASAR-SHAHINSHAAH BE-DAR HI SO GYAE

RANJ-O-GAM KI MILKIYAT LUTAAYE NA LUTI
JO THA  PAAS APNE SAMET KAR SO GYYE

AASMAAN KI CHAADAR ODH KAR SO GAYE
CHAAND SITAARON KE WOH HO KAR SO GAYE


Asma Zehra


Wow Zehra bahut accha likha hai aapne. Daad kabul farmayiyega  Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: June 24, 2009, 11:19:27 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohot Khoob Asma Ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 06:53:45 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer