ZakhmoN Se Tujhko Mout KI Pehchaan Ho Gayi

by harashmahajan on April 04, 2008, 04:03:00 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1885 times)
harashmahajan
Guest
Reply with quote
ZakhmoN Se Tujhko Mout KI Pehchaan Ho Gayi


ZakhmoN Se Tujhko Mout KI Pehchaan Ho Gayi
Ada YuiN gam ko peene ki imaan ho Gayi.

Rehta tu kis JahaN meiN ye waqt na jana
Mout bhi ghar aane se pareshaan ho gayi.

Tadpaati thien jo tuzhko yuiN teri hi tanhayi
woh khud-b-khud lage hai ab kurbaan ho gayi.

Andhere dil se toone jo chiraag kiye roshan
Ai 'harash' Dekh mout se pehchaan ho gayi.


Harash
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dil ke Zakhmon ko Chhua hai tere Gaalon ki Tarah...! by sharmaarunkumar in Ghazals
KISSE MAANGE DAWA ZAKHMON KI by NABROY in Shayeri for Dard -e- Bewafai
mohabbat mout se ho gayi... by theyash in Miscellaneous Shayri
Agar Bewafa Tujhko Pehchaan Jaate - Prem Dhawan by Mast Khalander in Songs & Lyrics
diya_barsat
Guest
«Reply #1 on: April 04, 2008, 05:24:10 AM »
Reply with quote
WOW!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: April 04, 2008, 05:30:25 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob,.
Nice Lines,. sad11
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: April 04, 2008, 05:35:02 AM »
Reply with quote
Zindagi Bhi Ek Gehra Zakham Hai,.
Maut Jiski Pooraani Dawaa Hai,.

Zindagi Ek Samader Hai Jo Doboti Hai,.
Iski Ke Lehron Se Kaun Paar Huaa Hai,.

_____________________-Jaanasheen-
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #4 on: April 04, 2008, 05:26:51 PM »
Reply with quote
Bahoot bahoot shukriyaaH diya ji.....our Jaanasheen ji....
Jaanasheen ji aapke ashaars paRh ke bada hi luftansoz hua...bahoot khoob dost..



Jo Guzre the tere saath zamane hum kahaaN bhoole haiN
Woh mousam suhane pyaar ke waade kahaaN bhoole haiN


harash
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: April 04, 2008, 08:35:31 PM »
Reply with quote
Bohot khoob Harash...and nice reply Azeem.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #6 on: April 05, 2008, 02:30:43 AM »
Reply with quote
Celmira ji shukriyaa^h .....Harash

Bohot khoob Harash...and nice reply Azeem.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: April 07, 2008, 01:05:14 PM »
Reply with quote
Shukriya Harash Ji,.
And Talat Sis,. notworthy
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: April 07, 2008, 01:09:26 PM »
Reply with quote
Kitne Zakham Humne Seene Pe Sajaaye Hain,.
Ye Zakham Bhi Humne Dekho Doston Se Khaaye Hain,.

Gilaa Kinse Kare Hum, Ke Har Koi Hamara Sitamgar Hai,.
Zindagi Bhar Logon Ne, Aur Kabar Mein Farishtey Sataaye Hain,.

________________________________________________-Jaanasheen-


Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #9 on: April 23, 2008, 02:47:29 AM »
Reply with quote
Waah jaansasheen ji bahoot khoob dost....masroofiat ki wazeh se kaafi dinoN baad iss thread per ana hua...

Ab kyuiN kareiN Gila unki be-wazeh judaaii ka
Zakm ab Gehra hua kutch tera hua kutchh mera hua

MUzhko rahega Umra bhar, is toot te rishte ka gum,
Pareshaan kutchh tum bhi hue pareshaan kutchh maiN bhi hua.



Harash Mahajan
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #10 on: April 23, 2008, 02:56:07 AM »
Reply with quote
accha likha hai aapne harash mahajan jee
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #11 on: April 23, 2008, 03:08:13 AM »
Reply with quote
Sonia ji adaab...Aap hamarii iss bazm maiN aaye iske liye maiN aapka tah-e-dil se mashkoor hooN...umiid hai aap issi tarah is mehfil ko roushan kertii raheNgii.....

Harash


accha likha hai aapne harash mahajan jee
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: April 23, 2008, 03:49:05 PM »
Reply with quote
ZakhmoN Se Tujhko Mout KI Pehchaan Ho Gayi


ZakhmoN Se Tujhko Mout KI Pehchaan Ho Gayi
Ada YuiN gam ko peene ki imaan ho Gayi.

Rehta tu kis JahaN meiN ye waqt na jana
Mout bhi ghar aane se pareshaan ho gayi.

Tadpaati thien jo tuzhko yuiN teri hi tanhayi
woh khud-b-khud lage hai ab kurbaan ho gayi.

Andhere dil se toone jo chiraag kiye roshan
Ai 'harash' Dekh mout se pehchaan ho gayi.


Harash


Harash ji, bahoot hi simple shabdo main bahoot gahri baatein likhi hai apne!!! ek ek line dil ko chu gai.. bahoot khoob!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: April 23, 2008, 03:52:15 PM »
Reply with quote
Zakhmo se jab bhi ek dard ubhar kar ayya
Zindagi ka ek aor sabak samjh main ayya

Her naye zakham se, her baar kaanp gai rooh meri
Zakhamo ka karwan, is kadar baar baar zindagi main ayya

Waqat laga bahoot samjhate samjhate
Phir bhi un laga ki bahoot kam samjha main ayya

Zakhmo se jab bhi ek dard ubhar kar ayya
Zindagi ka ek aor sabak samjh main ayya….
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #14 on: April 23, 2008, 05:53:08 PM »
Reply with quote
waah Puja ji..kamaal ki peshgii hai aapkii....ek pukhta soch Ghazal ko dhaaNptiihui....daad kabook kareiN dost....

ZakhmoN ke zeher ne har waqt hameiN sataya hai
nazakat ko merii harsuN kishtoN maiN rulaya hai

Jab kaanpti hai rooh meri zakhmoN ke khouff se
tanhaiiyaaN hi lagta hai unka berehem saya hai


Harash


Zakhmo se jab bhi ek dard ubhar kar ayya
Zindagi ka ek aor sabak samjh main ayya

Her naye zakham se, her baar kaanp gai rooh meri
Zakhamo ka karwan, is kadar baar baar zindagi main ayya

Waqat laga bahoot samjhate samjhate
Phir bhi un laga ki bahoot kam samjha main ayya

Zakhmo se jab bhi ek dard ubhar kar ayya
Zindagi ka ek aor sabak samjh main ayya….

Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 09:41:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer