Haqiqat Jaan Kar Aisi Hamaqat Kaun Karta Hai,

by ehsaas chahat ka on December 20, 2009, 12:37:51 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1762 times)
ehsaas chahat ka
Guest
Reply with quote
hame yeh poem bohot pasand hai
b coz iski har lafz main sachhai bhari hai,,,,,,,,,,,


Haqiqat Jaan Kar Aisi Hamaqat Kaun Karta Hai,

Bhala Be-faiz logon Se Muhabbat Kaun Karta Hai,

Batao jis Tijarat Mein Khsaara Hi Khsaara Ho,

Bina Soche Khsaare Ki Tijarat Kaun Karta Hai,

Humein Hi Galat Fehmi Thi Kissi Ke Waste Warna,

Zamane Ke Rewajon Se Baghawat Kaun Karta Hai,

Khuda Ne Sabar Karne Ki Mujhe Taufeeq Bakhsi hai,

Aray Ji Bhar Ke Tadpo Shikayat Kaun Karta Hai?

Kisi Ke Dil Ke Zakhmon Par Marham Rakhna Zaruri Hai,

Magar Is Dor Mein MOHSIN Yeh Zehmat Kaun Karta Hai....!!!!

-NM-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aisi hai meri jaan.... by badnaam_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq
haqiqat by mrkotians in Shairi for Manzar -e- Kudrat
***Pyar Jaha'n Kaun Nahi Karta*** by AVTAR RAYAT in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aisi Natkhat Si Meri Jaan Hai...~Shihab~ by majid in Shayari -e- Husn « 1 2  All »
Aashiqi Karta Hai Kaun..!! by Áɑѕӈίգ in Ghazals
Sirf Meri Chahat
Guest
«Reply #1 on: December 20, 2009, 02:27:34 PM »
Reply with quote
hame yeh poem bohot pasand hai
b coz iski har lafz main sachhai bhari hai,,,,,,,,,,,


Haqiqat Jaan Kar Aisi Hamaqat Kaun Karta Hai,

Bhala Be-faiz logon Se Muhabbat Kaun Karta Hai,

Batao jis Tijarat Mein Khsaara Hi Khsaara Ho,

Bina Soche Khsaare Ki Tijarat Kaun Karta Hai,

Humein Hi Galat Fehmi Thi Kissi Ke Waste Warna,

Zamane Ke Rewajon Se Baghawat Kaun Karta Hai,

Khuda Ne Sabar Karne Ki Mujhe Taufeeq Bakhsi hai,

Aray Ji Bhar Ke Tadpo Shikayat Kaun Karta Hai?

Kisi Ke Dil Ke Zakhmon Par Marham Rakhna Zaruri Hai,

Magar Is Dor Mein MOHSIN Yeh Zehmat Kaun Karta Hai....!!!!

-NM-

BAHUT ACHHI SHARING HAI CHAHAT JI
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #2 on: December 20, 2009, 02:49:13 PM »
Reply with quote
Nice sharing Ehsaas Ji
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #3 on: December 20, 2009, 03:14:23 PM »
Reply with quote
Nice Sharing Ehsaas JI
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #4 on: December 21, 2009, 12:08:11 AM »
Reply with quote
Sach mein bahut achi kavita hai Ehsaas ji,thanx 4 sharing icon_thumleft Applause Applause Applause
Logged
ehsaas chahat ka
Guest
«Reply #5 on: December 21, 2009, 09:50:36 AM »
Reply with quote
hey thank u so much guyz
aap sabne is poem ko pasand kiya
Logged
Shayaries_King
Guest
«Reply #6 on: December 21, 2009, 09:51:21 AM »
Reply with quote
Nice Sharing Jaan
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #7 on: December 21, 2009, 01:23:02 PM »
Reply with quote
BAHUT ACHCHI SHARING Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 11:13:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer