Aaj Her Rooh Qaid Hai

by javedarshad on February 18, 2009, 07:55:24 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 969 times)
javedarshad
Guest
Reply with quote
KhuahishooN ke zindaaN mein aaj her rooh qaid hai  (Zindaan-Qaidkhna)
Jis tarah hansti huyee aankh mein gham ka aansu qaid hai




Nafs aur aana ki bheed mein her jism pareshaan hai (Ego)
Hammiyat ne jab bhi insaniyyat ko khojna chaha   
Sisakti huyee rooh mein her fard jaise bejaan hai

Kahin khamooshi zindagee ka aazar ban jati hai (Azzar-Dard )
Kahin bebaki zindagee ki tohmat ban jati hai (tohmat -ilzaam)
Kahin dil lagee zindagee ka azaab ban jati hai
Kanhin betabee zindagee ki shaam ban jati hai

Zindagee khushiuun ke sahil per khadi hai mager
Phir bhi piyaasee hai
KhuahishooN ke zindaaN mein aaj her rooh qaid hai
Jis tarah hansti huyee aankh mein gham ka ansooN qaid hai

Husn ka daman chaahaton se labraiz hai mager  (Labraiz-Bhara)
Phir bhi udaasi hai
Duniyaan ki is cheekhti chillati bheed mein aakhir
Yeh kaisi khamoshi hai
Apne hi khoon ko apne hi khoon se aia mere malik
Yeh kaisi aazari hai  (aazari-bezari kah lain )

KhuhiashooN ke zindaaN mein aaj her rooh qaid hai
Jis tarah hansti huyee aankh mein gham ka aansu qaid hai

javedarshad
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
QAID by mrkotians in Shayari -e- Husn
[[Qaid]] by angel4u in Shayri-E-Dard
Rooh ko rooh, na jaaney kahaan bulaatee hai? by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Dosti ki qaid by afrozpasha in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
QAID SE CHHOOTA PANCHHEE PHIR QAID ME.N!!!!!!!!!!!! by qalb in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Talat
Guest
«Reply #1 on: February 18, 2009, 09:40:40 AM »
Reply with quote
Waah Javed Ji, aap humesha ek alag kalaam le ke aate hain....Bohot Khoob !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: February 18, 2009, 09:49:41 AM »
Reply with quote
waah waah Subhaan Allah, Kya Khoob Kaha Hai javed Bhai,.
Har Baar ki Tarah Execellent,.


Logged
javedarshad
Guest
«Reply #3 on: February 19, 2009, 04:07:22 AM »
Reply with quote
Shukria Talat



javed
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #4 on: November 18, 2009, 09:53:26 PM »
Reply with quote
Wah bahut khoob Javed ji,very touching and lovely creation.nice thoughts.excellent. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 03:57:38 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer