chalna sikhaiigi

by nice_off_me on July 01, 2005, 08:35:05 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3081 times)
harashmahajan
Guest
«Reply #15 on: July 06, 2005, 08:36:37 PM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
thank u harsh ji and gud one!

dard ke badal bhi tam gaye aab,
jo garajte garajte har gaye woh,
kuch nahin luta bas ek dil hi ujra,
aur hume jeete ji mar gaye woh!!
sheesha-e-dil ko torna unkay liye toh khel hai
achha hua  tanhayion ko khud hi chhupaana seekh liya.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Anjaan rastoun pe chalna sikha...... by Amit Janglan in Shayri for Khumar -e- Ishq
Jeevan ne to chalna hai by Pooja in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
*Thokar Insaan Ko Chalna Sikhlati Hai* - RH by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Kyun Chalna Hi Hai Un Raahon Main.....!! by Talat in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Apni Zimmedariyan Hi Insaan Ko Chalna Sikhati Hai!!!!!! by khwahish in Ghazals « 1 2  All »
fakharenaveed
Guest
«Reply #16 on: July 07, 2005, 12:35:15 AM »
Reply with quote

Buhat  Khoob......................................... Supreb Gr8
Logged
Meena
Guest
«Reply #17 on: July 07, 2005, 03:11:27 PM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Meena"
thank you harsh ji and gud one!

dard ke badal bhi tam gaye aab,
jo garajte garajte har gaye woh,
kuch nahin luta bas ek dil hi ujra,
aur hume jeete ji mar gaye woh!!
sheesha-e-dil ko torna unkay liye toh khel hai
achha hua  tanhayion ko khud hi chhupaana seekh liya.

wow!!

chupa lete sab hi gum, gar ankhen bewafa nahin hoti,
beheta to pani hi hai, par isi me hi bewafa se wafa nahin hoti!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #18 on: July 07, 2005, 04:02:39 PM »
Reply with quote
kya baat hai meena ji..bahoot khoob....aankho pe kyuin ilzaam deti ho..ye toh dil ki rahoon main sirf shirkat kerti hai.....

Ibtada hai pyaar ki, palbhar palat kay dekh,
Aankhein jawan hai aapki apni nazer se dekh
tera bana hoon saya Gair nahi hoon 'harsh'
khwaabgah main mere kadam toh rakh kay dekh.

HumTum
Guest
«Reply #19 on: July 07, 2005, 04:08:54 PM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
thank you harsh ji and gud one!

dard ke badal bhi tam gaye aab,
jo garajte garajte har gaye woh,
kuch nahin luta bas ek dil hi ujra,
aur hume jeete ji mar gaye woh!!

nice one ....

hum diljalon pe ye sharare yun zaaya na kijiye,
ab nahin kuchh baaki yahan par tabaahi ke liye.
na samjho ke mahobbat mein chot khaya hai 'HumTum'
main kehta hun gazal bas aapki wah-waahi ke liye !!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #20 on: July 07, 2005, 04:13:36 PM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
kya baat hai meena ji..bahoot khoob....aankho pe kyuin ilzaam deti ho..ye toh dil ki rahoon main sirf shirkat kerti hai.....

Ibtada hai pyaar ki, palbhar palat kay dekh,
Aankhein jawan hai aapki apni nazer se dekh
tera bana hoon saya Gair nahi hoon 'harsh'
khwaabgah main mere kadam toh rakh kay dekh.

Quote from: "Meena"
Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Meena"
thank you harsh ji and gud one!

dard ke badal bhi tam gaye aab,
jo garajte garajte har gaye woh,
kuch nahin luta bas ek dil hi ujra,
aur hume jeete ji mar gaye woh!!
sheesha-e-dil ko torna unkay liye toh khel hai
achha hua  tanhayion ko khud hi chhupaana seekh liya.

wow!!

chupa lete sab hi gum, gar ankhen bewafa nahin hoti,
beheta to pani hi hai, par isi me hi bewafa se wafa nahin hoti!

Harsh ji ...

hamari chahaton ka sila hume mil gya
jo sukha huya tha woh zakhm bhi khil gya

ek nigaah -e- karam thi aap ki hamare liye
yeh nazara bhi aankhon se kab ka chin gya

mujhe nehi thi khabar Ke ranz kya hain
khoob roye the hum jab bhi dil machal gya

ek boond ki pyaas jaise thi mohaabat apni
pathar se ho gye hum jab se dard mil gya !!  
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #21 on: July 07, 2005, 04:39:43 PM »
Reply with quote
Wah hum tum ji..main ye toh nahi mesoos ker paaya..ki aapka Zehen kis our se pukaar raha hai.....khatawaar Aahiqon main shumaar hai ya....mashooka GunahGaar hai....per aapki adaayagi bahoot khiley andaaz main hai....bahoot dard likhtey ho....Aapse is mehfil main shirkat kertey hue khoob anad mehsoos hua.....

Dard ko seene se jara hata kay dekho
hamaari chahtoh ko waadion main baha kay dekho
na tum kero gair hame apni herkaton se yuin
hame apni Zulfon kay saaye main bitha kay dekho.
***********************
Amanat kay taur  pe pada mehfooz dil wahi,
ab talak, jahaan chot tum har pal diya kiye.
*********************

Hum tum Wrote....

Quote
Harsh ji ...

hamari chahaton ka sila hume mil gya
jo sukha huya tha woh zakhm bhi khil gya

ek nigaah -e- karam thi aap ki hamare liye
yeh nazara bhi aankhon se kab ka chin gya

mujhe nehi thi khabar Ke ranz kya hain
khoob roye the hum jab bhi dil machal gya

ek boond ki pyaas jaise thi mohaabat apni
pathar se ho gye hum jab se dard mil gya !!
Logged
Meena
Guest
«Reply #22 on: July 07, 2005, 05:21:26 PM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
kya baat hai meena ji..bahoot khoob....aankho pe kyuin ilzaam deti ho..ye toh dil ki rahoon main sirf shirkat kerti hai.....

Ibtada hai pyaar ki, palbhar palat kay dekh,
Aankhein jawan hai aapki apni nazer se dekh
tera bana hoon saya Gair nahi hoon 'harsh'
khwaabgah main mere kadam toh rakh kay dekh.

[!
[/quote]

hmm gud ji!

khwabon me mile te jo, woh khwab ban ke rehe gaye,
haqiqat-e-judai ke toofan me sare sapno me mahal deh gaye!
Logged
Meena
Guest
«Reply #23 on: July 07, 2005, 05:24:25 PM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"
thank you harsh ji and gud one!

nice one ....

hum diljalon pe ye sharare yun zaaya na kijiye,
ab nahin kuchh baaki yahan par tabaahi ke liye.
na samjho ke mahobbat mein chot khaya hai 'HumTum'
main kehta hun gazal bas aapki wah-waahi ke liye !!!

wah ji wah janab!!

teri ghazlo se dard ka duha utha,
yuh laga tere haton se bhi pyar ka daman chuta,
tum na kaho, aye dost, tere ´lafz bolte hai,
ke is bedard duniya ne tume bhi lutha!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #24 on: July 07, 2005, 05:30:23 PM »
Reply with quote
wah bahoot khoob, app sabhi ne bahoot acha likha hai!!!!!!!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #25 on: July 08, 2005, 01:06:45 PM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
Wah hum tum ji..main ye toh nahi mesoos ker paaya..ki aapka Zehen kis our se pukaar raha hai.....khatawaar Aahiqon main shumaar hai ya....mashooka GunahGaar hai....per aapki adaayagi bahoot khiley andaaz main hai....bahoot dard likhtey ho....Aapse is mehfil main shirkat kertey hue khoob anad mehsoos hua.....

Dard ko seene se jara hata kay dekho
hamaari chahtoh ko waadion main baha kay dekho
na tum kero gair hame apni herkaton se yuin
hame apni Zulfon kay saaye main bitha kay dekho.
***********************
Amanat kay taur  pe pada mehfooz dil wahi,
ab talak, jahaan chot tum har pal diya kiye.
*********************

Adaab arz hai Harsh Sahab !!  Shukriya ... hamarey likhye chend ashrooN ko pasand kerney ka ...  ab aap yha dard ko htaney ki baat ker rhey ho lekin kya khey sahab dard to allah ne  hamari taqdeer mein likh diya hai !!  khair .. kuch pesh e kidmat hai !!

parwaana-e-dil ko jalne deeje
kaarobaar-e-ishq hai chalne deeje

kya khushi hai kya gham hai
sirf mausam hai, badalne deeje

main kahan thokron se darta hoon
ik zara gir ke sambhalne deeje

shaam-e-zindagi jo kate tanha
is se achha hai, dhalne deeje

na kariye zabt-e-ashq "HumTum"
fughaN-e-abr ko pighalne deeje !!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #26 on: July 08, 2005, 01:10:13 PM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"

nice one ....

hum diljalon pe ye sharare yun zaaya na kijiye,
ab nahin kuchh baaki yahan par tabaahi ke liye.
na samjho ke mahobbat mein chot khaya hai 'HumTum'
main kehta hun gazal bas aapki wah-waahi ke liye !!!

wah ji wah janab!!

teri ghazlo se dard ka duha utha,
yuh laga tere haton se bhi pyar ka daman chuta,
tum na kaho, aye dost, tere ´lafz bolte hai,
ke is bedard duniya ne tume bhi lutha!

Meena ji .....

aag seene ki thi jo bujhi woh phir se jawaan kyun hai
yeh poochh-ne ki khata karuuN tu mujhpe meharbaan kyun hai !!!  Winking
Logged
HumTum
Guest
«Reply #27 on: July 08, 2005, 01:11:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
wah bahoot khoob, app sabhi ne bahoot acha likha hai!!!!!!!!

Shukriya Pooja ji  :D
Logged
Meena
Guest
«Reply #28 on: July 08, 2005, 03:16:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"

Meena ji .....

aag seene ki thi jo bujhi woh phir se jawaan kyun hai
yeh poochh-ne ki khata karuuN tu mujhpe meharbaan kyun hai !!!  Winking

lollllllllllllllll

tum bhi tanha ho, hum bhi tanha hai,
aa kuch pal saath chalte hai zindagi ke safar me,
takke hai hum, jane kab saansen rukh jaye,
phir se tanha hojayenge hum apni hi kabar me!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #29 on: July 08, 2005, 03:23:10 PM »
Reply with quote
kabar mein to sab ne tanha hi jana hai Meena ji !!

mere hallat ki andhi mein tum bhi bikhar jaogi
sath mere chalogi safar mein to kya paogi
bashinda hoon ranj aur dard ki basti ka
pyaar mujh se jo kiya tumney to kya paogi !!
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 05:03:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.19 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer