Kyun Chalna Hi Hai Un Raahon Main.....!!

by Talat on July 20, 2009, 05:51:14 PM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 11231 times)
Talat
Guest
«Reply #30 on: July 23, 2009, 11:56:39 AM »
bahut khoob celmira ji Applause Applause Applause

Thanks so much Sheba Ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #31 on: July 23, 2009, 11:57:22 AM »
Wow Di.. Its really Good .. bahoot khoob likha hai aapne.. bahoot Khoob!

Thanks so much Divs Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #32 on: July 23, 2009, 12:06:06 PM »
As usual very very very beautiful...

Applause

Thanks so much Sweetie
Logged
Talat
Guest
«Reply #33 on: July 23, 2009, 12:06:40 PM »
Bahut bahut khoob dear Talat  Thumbs UP

Thanks so much my dear Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #34 on: July 23, 2009, 12:07:35 PM »
waah waah  Celmira Ji ... kya baat hai .. Aaseey shamil huye hai GunehgaroN mein.. .... bahut khoob....Daad hazir hai.




Palko pe ashk tham gaye is tarhaa
Jaise musafiroN ke iraadey badal gaye

Dard bhi reh reh ke lauteN hai is tarhaa
Jab se haalat ke takaazey badal gaye

Har ek khushi bus cheen gayi hum se
Jab se apnoN ke sahaareN badal gaye


HumTum




Bohot bohot Shukriya...aur aapne bhi bohot khoob likha hai Hum Tum

Aisa To Nahin Ki Ghum Bohot Hain
Haan, Ye Aankhain Nam Bohot Hain

Dil Ke Naasoor Ka Sabab Na Poocho
Apno Ke Hum Par Karam Bohot Hain

Kabhi Wafa Bhi Wo Pehchanenge
Dil Ko Aise Bharam Bohot Hain


Logged
dead heart
Guest
«Reply #35 on: July 23, 2009, 07:03:20 PM »
Bahaut bahaut acha likha hai Talat di...Applause Applause

Khwahish jee aapne toh chaar chand laga diye...MashAllah behad dil choo ne wale alfaaz likhe hai...Applause Applause

Bahaut khoob Hum Tum jee aur Cara jee...Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #36 on: July 24, 2009, 03:05:07 AM »
Bahut Bahut Shukriya Shallyji,Madhuji,Caraji,Kaashji...

Thankyou Soo Much Roja & Rahim....

Aap Sab Ne Waqt Nikala Aur Iss Kalam ko Padha,Teh dil se Shukriya Aap Sab Ka.. notworthy
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #37 on: July 24, 2009, 03:06:46 AM »
Bahut Bhaut khoob HumTum Ji Aur Cara Ji..

Bahut Ache.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #38 on: July 24, 2009, 03:18:35 AM »
Bohot pasand aayi aap ki ye koshish Khwaish Dost..aur bohot khoob likha hai aapne, humesha ki tarah...Bohot Khoob Dost Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Koi Paas Rehne Waala Door Ho Jaata Hai
Khud Apna Saaya Bhi Kahin Kho Jaata Hai

Bikhra To Diye Hain Guzre Hue Lamhe Humne
Koi Chupke Se Maala Phir Ye Piro Jaata Hai

Dil Main Jab Bhi Uthti Hai Lehar Dard Ki,
Jaagte Hain Jab Saara Jag So Jaata Hai

Socha To Tha Ye Aankh Nam Na Hogi Kabhi,
Kuch To Hai Magar Jo Palken Bhigo Jata Hai

Bahut Bahut Shukriya Dost!!!Aapko Yeh koshish pasand Aayi Jaankar,Bahut ACha Laga..

Aur Bahut Bahut Khooob Talat..Bahut Hi Khoobsurat Jawaab!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



Paas Rehne Wale Bhi Aksar Door Ho Jaate Hai,
Rishte Tab Hi Tooth The Hai Jab Hum Magroor Ho Jaate Hai...

Koi Bhi Nahi Rukhta Yahan Kisi Ke Liye!!!
Kuch Waqt Guzarne Par Zindagi Ke Har Failse Humein Manzoor Ho Jaate Hai...

Dard Ki Inteha Sirf Dard Sehne Wale Hi Jaane!!!
Waqt Ki Kasauti Par, Har Khwaab Toot Kar Chakna-Choor Ho Jaate Hai....

Socha To Humne Bhi Hai Ke Ab Aankhon Ko Aur Nam Naa karnege "Khwaish"
Par Dard Itna Ubhar Aata Hai Ke Hum Majboor Ho Jaate Hai..
Logged
Talat
Guest
«Reply #39 on: July 24, 2009, 09:21:30 AM »
Bahaut bahaut acha likha hai Talat di...Applause Applause


Bohot shukriya Rahim aapko pasand aaya...Thank a lot..
Logged
Talat
Guest
«Reply #40 on: July 24, 2009, 09:32:03 AM »
Bahut Bahut Shukriya Dost!!!Aapko Yeh koshish pasand Aayi Jaankar,Bahut ACha Laga..

Aur Bahut Bahut Khooob Talat..Bahut Hi Khoobsurat Jawaab!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



Paas Rehne Wale Bhi Aksar Door Ho Jaate Hai,
Rishte Tab Hi Tooth The Hai Jab Hum Magroor Ho Jaate Hai...

Koi Bhi Nahi Rukhta Yahan Kisi Ke Liye!!!
Kuch Waqt Guzarne Par Zindagi Ke Har Failse Humein Manzoor Ho Jaate Hai...

Dard Ki Inteha Sirf Dard Sehne Wale Hi Jaane!!!
Waqt Ki Kasauti Par, Har Khwaab Toot Kar Chakna-Choor Ho Jaate Hai....

Socha To Humne Bhi Hai Ke Ab Aankhon Ko Aur Nam Naa karnege "Khwaish"
Par Dard Itna Ubhar Aata Hai Ke Hum Majboor Ho Jaate Hai..



Bohot Khoob Dost....Kitni gehri baat likh di aapne, "Rishte Tab Hi Tooth The Hai Jab Hum Magroor Ho Jaate Hai" ... Bohot Khoob Khwaish  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



Rishton Main Khudgharzi Gar Aa Jaaye,
Wo Rishta Kaise Parvaan Charh Paaye

Dil Main Behta Ho Jo Aag ka Dariya,
Har Ehsaas Ko Wo Raakh Kar Jaaye

Yaqeen Dil Ka Phir Usse Uth Jaata Hai,
Dard Ko Samajh Kar Bhi Jo Dard De Jaaye

Ho Mubarak Unhe Mehfilon Ki Raunaq, Hum To
Apne Ghar Ke Andheron Main Hain Laut Aaye !!


Logged
dead heart
Guest
«Reply #41 on: July 24, 2009, 10:23:01 PM »
Bahaut bahaut khoob Talat di aur Khwahish jee...Ek se barr kar ek peshkash...Likte rahiye yunhi... Applause
Logged
salil2002
Guest
«Reply #42 on: July 25, 2009, 05:09:44 AM »

Shayad ek muddat ke baad Shayri-e-Dard main kuch likha hai........


bahut achche do lya klhoob chali hai aapki kalam dard kii lehar kis kadar jhulsa gayi hai dil ko maloom deta hai
Logged
Talat
Guest
«Reply #43 on: July 30, 2009, 08:21:29 PM »
Bahaut bahaut khoob Talat di aur Khwahish jee...Ek se barr kar ek peshkash...Likte rahiye yunhi... Applause

Thanks so much Rahim
Logged
Talat
Guest
«Reply #44 on: August 03, 2009, 12:55:14 PM »
bahut achche do lya klhoob chali hai aapki kalam dard kii lehar kis kadar jhulsa gayi hai dil ko maloom deta hai

Thanks a lot Salil ..bohot bohot shukriya
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 02:15:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer