~~"DARR KE SAAYE ME"~~

by k.shael on November 14, 2008, 10:39:47 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1848 times)
k.shael
Guest
«Reply #15 on: November 15, 2008, 04:50:12 AM »
Reply with quote
bahut accha likha hai aapne shael sis

SHUKRIYA SONIYA SIS,
BY. K.SHAEL
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{ by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
darr lagta hai "Raahi" by Rahi2001 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
"Darr Nahi Hai" -SKY- by SkykiTears in Shairi - E - Zindagi
MAUT KE SAAYE...... "MohanN" by surindarn in Shairi - E - Zindagi
k.shael
Guest
«Reply #16 on: November 15, 2008, 04:51:34 AM »
Reply with quote
KYA KHOOB LIKHA HAI SHALLY DEAR
BAHUT EMOTIONAL HAI SWEETHEART...


SHUKRIYA DIYA SIS,
BY. K.SHAEL
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #17 on: November 15, 2008, 05:02:33 AM »
Reply with quote
DARR KE SAAYE ME REHTE HAI HAM KI KAHIIN
AANE WALA NAYA PAL, PHIR SE KUCH CHEEN
KAR NA LE JAAYE HAMSE,

JO BACHI KHUCHI HAI KHUSHIYAAN BAKI
ZINDAGI KI KAHIIN WO BHI NA ROOTH JAAYE
HAMSE,

APNE-APNE NA RAHE DOST-DOST NA RAHE KAHIIN
HAMARA KHUD KA ZAMIIR BHI NA KHO JAAYE
HAMSE,

YAADEIN HAI, BEETE DINO KI, AANSOO HAI BEETE
PALO KE, YE NA HO NAYE AANSOO ISS TARAH BAHE
KI YE BHI CHOOT JAAYE HAMSE,

U TO AISA PASS KUCH NAHI JISSE BACHANE KA DARR
HAI, PAR HAAN MUJHE KHUD KE AANSOO OR YAADON
KE KHO JAANE KA DARR HAI…

BY. K.SHAEL


Acchhe ahsaas haiN shelly ji....in ahsaasoN ko apne lafzoN meiN gooNthna hi toh ek art hai......har insaan ke ander pyaar our uske liye junoon hota hai....our jo in ahsaasoN ko achhe se lafzoN ke raaste bahar nikaalta hai woh duniyaa ke saath jiyada pyaaar paane lagta hai ..ultimately our jiyada emotional hota chala jata hai.....

Darr ke saaye maiN hum tanha-tamha
Rishte ho gaye ab ye baigaane kitne.




Harash
[/color]
Logged
k.shael
Guest
«Reply #18 on: November 15, 2008, 05:36:53 AM »
Reply with quote
nice shally! bahot pasand aaya!

yaadon ko koh jaanay ka darr muhje bhi hai, unnhee ke saharay ub tuk jeetay aaen hain...
wo pal, wo din jo shaamon mein dhul k bitaaen hain.
koi cheehn na sakayga wo waqt humse, phir kyon darr rehta hai kuch koh jaanay ka?
buss ye hai, k tumhara bann k rehna hai humesha, darr hai tho sirf kisee aur ka ho jaanay ka...


SHUKRIYA ANJAAN SIS,
& NICE LINES FROM UR SIDE 2
Logged
k.shael
Guest
«Reply #19 on: November 15, 2008, 05:38:16 AM »
Reply with quote
Kyaa hi umdah 'khouf' hain SHAEL ji!! Gadya kaavya padhhney jaisaa aanand milaa!
                                                    - abd bundeli

SHUKRIYA ABD JI..
BY. K.SHAEL
Logged
k.shael
Guest
«Reply #20 on: November 15, 2008, 05:42:32 AM »
Reply with quote
Bahut  Khoob likha hai aap ne Shael Ji

SHUKRIYA RAJESH JI,
BY. K.SHAEL
Logged
k.shael
Guest
«Reply #21 on: November 15, 2008, 05:43:32 AM »
Reply with quote

Acchhe ahsaas haiN shelly ji....in ahsaasoN ko apne lafzoN meiN gooNthna hi toh ek art hai......har insaan ke ander pyaar our uske liye junoon hota hai....our jo in ahsaasoN ko achhe se lafzoN ke raaste bahar nikaalta hai woh duniyaa ke saath jiyada pyaaar paane lagta hai ..ultimately our jiyada emotional hota chala jata hai.....

Darr ke saaye maiN hum tanha-tamha
Rishte ho gaye ab ye baigaane kitne.




Harash
[/color]

SHUKRIYA HARSH JI,
KI AAP HAMARE THREAD PAR AAYE AUR
COMMENT KIYA....
BY. K.SHAEL
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #22 on: November 15, 2008, 05:47:31 AM »
Reply with quote
DARR KE SAAYE ME REHTE HAI HAM KI KAHIIN
AANE WALA NAYA PAL, PHIR SE KUCH CHEEN
KAR NA LE JAAYE HAMSE,

JO BACHI KHUCHI HAI KHUSHIYAAN BAKI
ZINDAGI KI KAHIIN WO BHI NA ROOTH JAAYE
HAMSE,

APNE-APNE NA RAHE DOST-DOST NA RAHE KAHIIN
HAMARA KHUD KA ZAMIIR BHI NA KHO JAAYE
HAMSE,

YAADEIN HAI, BEETE DINO KI, AANSOO HAI BEETE
PALO KE, YE NA HO NAYE AANSOO ISS TARAH BAHE
KI YE BHI CHOOT JAAYE HAMSE,

U TO AISA PASS KUCH NAHI JISSE BACHANE KA DARR
HAI, PAR HAAN MUJHE KHUD KE AANSOO OR YAADON
KE KHO JAANE KA DARR HAI…

BY. K.SHAEL

Bahot Khoob Likha Hai..K.Shael jee
Kaafi achhe ash'aar Hai..Tarteeb bhi aapne khub diye hai

Waise
Shally aur Darr ??
Arre darr bhi shally se darta Hai'
Logged
k.shael
Guest
«Reply #23 on: November 15, 2008, 06:41:05 AM »
Reply with quote
Bahot Khoob Likha Hai..K.Shael jee
Kaafi achhe ash'aar Hai..Tarteeb bhi aapne khub diye hai

Waise
Shally aur Darr ??
Arre darr bhi shally se darta Hai'


SHUKRIYA ASHRAF,
BY. K.SHAEL
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 02, 2024, 08:18:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer