Har Pal, Har Pehar Khuda ka Shukar Ada Kiya Karo "Khwaish"

by khwaish on April 10, 2012, 09:08:25 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3909 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Reply with quote
Dhoondhne Se To Bashar Ko Khuda Bhi Milta Hai!!
Khuda Agar Dhoondhe To Insaan Kahaan Milta Hai....
 
             ~~Irfan~~~

Naa Woh Daur Hai,Naa Josh Hai,Aankhon Mein Khwaab Nahi
Yeh Kaisi Zindagi Hai Jis Mein, Jeene Ka Koi Hisaab Nahi

Woh Zara-Zara Si Baat Par, ShikayatoN Ka Silsila..!!!!!!
Dost Bhi Dene Lage Hai Zakhm,Chehre Par Koi Naqaab Nahi

Jo Naseeb Mein hai Likha, Wahee Aata Hai Sabke Saamne
Apne Haath Mein Koi Kalam Nahi, Aur Koi Kitaab Nahi

kissi Raah Mein Milo To Nazare Churaakar Chal Dena..!!!!
Jaanta Hoon,Mere SawaaloN Ka Tere Paas Koi Jawaab Nahi

Har Pal, Har Pehar Khuda Ko Shukar Ada Kiya Karo..!!!!!!
Sirf MushkiloN Mein Khuda Ko Yaad Karna To Sawaab Nahi

"Khwaish" Khaa Kar Thokarein Dar-Badar Chalna seekh Hi Gaya..!!!
KaantoN Se Bhi Nibhaata Hoon,Mere Liye Sab Kuch Ab Gulaab Nahi

                         ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
soudagar
Guest
«Reply #1 on: April 10, 2012, 09:22:50 AM »

"Khwaish" Khaa Kar Thokarein Dar-Badar Chalna seekh Hi Gaye..!!!
KaantoN Se Bhi Nibhaata Hoon,Mere Liye Sab Kuch Gulaab Nahi

                         ~~~~~Khwaish~~~~~

mujhe to aapki har likhi qalam behad umda lagti hai khawahish ji......aapke liye kuch kehne ki meri abhi aukat nahi hai..... bas sirf itna hi....

 icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut
 notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #2 on: April 10, 2012, 09:26:02 AM »
Reply with quote
bahut khoob khwaish ji dheron daad
Logged
khujli
Guest
«Reply #3 on: April 10, 2012, 10:24:13 AM »
Reply with quote
Dhoondhne Se To Bashar Ko Khuda Bhi Milta Hai!!
Khuda Agar Dhoondhe To Insaan Kahaan Milta Hai....
 
             ~~Irfan~~~

Naa Woh Daur Hai,Naa Josh Hai,Aankhon Mein Khwaab Nahi
Yeh Kaisi Zindagi Hai Jis Mein, Jeene Ka Koi Hisaab Nahi

Woh Zara-Zara Si Baat Par, ShikayatoN Ka Silsila..!!!!!!
Dost Bhi Dene Lage Hai Zakhm,Chehre Par Koi Naqaab Nahi

Jo Naseeb Mein hai Likha, Wahee Aata Hai Sabke Saamne
Apne Haath Mein Koi Kalam Nahi, Aur Koi Kitaab Nahi

kissi Raah Mein Milo To Nazare Churaakar Chal Dena..!!!!
Jaanta Hoon,Mere SawaaloN Ka Tere Paas Koi Jawaab Nahi

Har Pal, Har Pehar Khuda Ko Shukar Ada Kiya Karo..!!!!!!
Sirf MushkiloN Mein Khuda Ko Yaad Karna To Sawaab Nahi

"Khwaish" Khaa Kar Thokarein Dar-Badar Chalna seekh Hi Gaya..!!!
KaantoN Se Bhi Nibhaata Hoon,Mere Liye Sab Kuch Ab Gulaab Nahi

                         ~~~~~Khwaish~~~~~

Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile

sawaab kar matlab arabic mein reward se hai. aur khuda ko sukh mein dukh mein kabhi yaad karo. khuda khush hota hai kee uske bande ne use yaad kiya . ab iss baat ko kaun justfy kare ga kee ye sawaab ka kaam hai ya nahin toh phir khuda hee jaanta hai kisne sawaab ka kaam kiya . meree samajh se iss misre mein sawaab likhna sher ko mokammal nahin karta hai
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #4 on: April 10, 2012, 10:29:53 AM »
Reply with quote
बहुत बड़िया है ख्वाहिश जी, ढेरों मुबारकें 
Dhoondhne Se To Bashar Ko Khuda Bhi Milta Hai!!
Khuda Agar Dhoondhe To Insaan Kahaan Milta Hai....
 
             ~~Irfan~~~

Naa Woh Daur Hai,Naa Josh Hai,Aankhon Mein Khwaab Nahi
Yeh Kaisi Zindagi Hai Jis Mein, Jeene Ka Koi Hisaab Nahi

Woh Zara-Zara Si Baat Par, ShikayatoN Ka Silsila..!!!!!!
Dost Bhi Dene Lage Hai Zakhm,Chehre Par Koi Naqaab Nahi

Jo Naseeb Mein hai Likha, Wahee Aata Hai Sabke Saamne
Apne Haath Mein Koi Kalam Nahi, Aur Koi Kitaab Nahi

kissi Raah Mein Milo To Nazare Churaakar Chal Dena..!!!!
Jaanta Hoon,Mere SawaaloN Ka Tere Paas Koi Jawaab Nahi

Har Pal, Har Pehar Khuda Ko Shukar Ada Kiya Karo..!!!!!!
Sirf MushkiloN Mein Khuda Ko Yaad Karna To Sawaab Nahi

"Khwaish" Khaa Kar Thokarein Dar-Badar Chalna seekh Hi Gaya..!!!
KaantoN Se Bhi Nibhaata Hoon,Mere Liye Sab Kuch Ab Gulaab Nahi

                         ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #5 on: April 10, 2012, 10:33:13 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile

sawaab kar matlab arabic mein reward se hai. aur khuda ko sukh mein dukh mein kabhi yaad karo. khuda khush hota hai kee uske bande ne use yaad kiya . ab iss baat ko kaun justfy kare ga kee ye sawaab ka kaam hai ya nahin toh phir khuda hee jaanta hai kisne sawaab ka kaam kiya . meree samajh se iss misre mein sawaab likhna sher ko mokammal nahin karta hai

Qalb Ji, main Aapki Baat Se Bilkul Sehmat Hoon,Khuda To Har Haal mein Apne bando se Khush Hai Ke, Chaahe Dukh Ho,Chaahe Sukh Ho, Insaan Khuda Ko Yaad Kare..Par Ek Insaan Ki nazar Se Dekhiye..Ke Sirf Dukh mein Khuda Ko Yaad Karna Galat Hai, Bandagi Woh hai Jo Bina Kisi Shart pe Ki jaaye..isliye Uss Ashaar mein yeh Kaha Ke Har Haal mein Khuda Ka Sirf Shukar Ada Kiya Kijiye..Aur haan Meri Nazar mein Sirf Dukh Aur Takleef Ke waqt Khuda Ko yaad karna Sawaab nahi..Khuda Ko Har haal Aur har Waqt Yaad Rakhna Chahiye..

Aapne Apna Waqt Diya Aapka Teh Dil Se Shukriya  icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #6 on: April 10, 2012, 10:34:55 AM »
Reply with quote
mujhe to aapki har likhi qalam behad umda lagti hai khawahish ji......aapke liye kuch kehne ki meri abhi aukat nahi hai..... bas sirf itna hi....

 icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut
 notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy

Soudagar Ji Aap Plzzzz Aisa naa Kahe..Aapne Apma Waqt Diya Mere Liye Wahee bahut Hai..bas Yuhi Humesha apna Saath Dete Rahiyega..

Thankyou Sooooooooo Much!!!! icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
khujli
Guest
«Reply #7 on: April 10, 2012, 10:48:22 AM »
Reply with quote
Qalb Ji, main Aapki Baat Se Bilkul Sehmat Hoon,Khuda To Har Haal mein Apne bando se Khush Hai Ke, Chaahe Dukh Ho,Chaahe Sukh Ho, Insaan Khuda Ko Yaad Kare..Par Ek Insaan Ki nazar Se Dekhiye..Ke Sirf Dukh mein Khuda Ko Yaad Karna Galat Hai, Bandagi Woh hai Jo Bina Kisi Shart pe Ki jaaye..isliye Uss Ashaar mein yeh Kaha Ke Har Haal mein Khuda Ka Sirf Shukar Ada Kiya Kijiye..Aur haan Meri Nazar mein Sirf Dukh Aur Takleef Ke waqt Khuda Ko yaad karna Sawaab nahi..Khuda Ko Har haal Aur har Waqt Yaad Rakhna Chahiye..

Aapne Apna Waqt Diya Aapka Teh Dil Se Shukriya  icon_flower icon_flower icon_flower

sawaab ek specific word hai jiska matlab reward se hai aur khuda ya bhagwaan jise aap maante ho.n woh uske ooper hai kee aapkee ebaadat qabul kare ya nahin.
 mera kahne ka matlab hai sawaab jo word aap ne yahaan istemaal kiya hai suitable nahin hai iss misre mein. baakee aapkee marzee.
Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #8 on: April 10, 2012, 11:39:31 AM »
Reply with quote
bahut khoob khwaish ji dheron daad

Saheb Aapka Bahut Bahut Aur bahut Shukriya

 icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #9 on: April 10, 2012, 11:48:27 AM »
Reply with quote
bahut khoob,maqta bahut ahha hai.
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #10 on: April 10, 2012, 12:32:57 PM »
Reply with quote
gud one
Logged
dolly
Guest
«Reply #11 on: April 10, 2012, 02:13:19 PM »
Reply with quote
bahut khoob khwaish ji....Usual Smile...badiya
Logged
mkv
Guest
«Reply #12 on: April 10, 2012, 04:57:18 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Khwaish ji

Woh Zara-Zara Si Baat Par, ShikayatoN Ka Silsila..!!!!!!
Dost Bhi Dene Lage Hai Zakhm,Chehre Par Koi Naqaab Nahi Applause Applause
Logged
sbechain
Guest
«Reply #13 on: April 10, 2012, 06:00:09 PM »
Reply with quote
Dhoondhne Se To Bashar Ko Khuda Bhi Milta Hai!!
Khuda Agar Dhoondhe To Insaan Kahaan Milta Hai....
 
             ~~Irfan~~~

Naa Woh Daur Hai,Naa Josh Hai,Aankhon Mein Khwaab Nahi
Yeh Kaisi Zindagi Hai Jis Mein, Jeene Ka Koi Hisaab Nahi

Woh Zara-Zara Si Baat Par, ShikayatoN Ka Silsila..!!!!!!
Dost Bhi Dene Lage Hai Zakhm,Chehre Par Koi Naqaab Nahi

Jo Naseeb Mein hai Likha, Wahee Aata Hai Sabke Saamne
Apne Haath Mein Koi Kalam Nahi, Aur Koi Kitaab Nahi

kissi Raah Mein Milo To Nazare Churaakar Chal Dena..!!!!
Jaanta Hoon,Mere SawaaloN Ka Tere Paas Koi Jawaab Nahi

Har Pal, Har Pehar Khuda Ko Shukar Ada Kiya Karo..!!!!!!
Sirf MushkiloN Mein Khuda Ko Yaad Karna To Sawaab Nahi

"Khwaish" Khaa Kar Thokarein Dar-Badar Chalna seekh Hi Gaya..!!!
KaantoN Se Bhi Nibhaata Hoon,Mere Liye Sab Kuch Ab Gulaab Nahi

                         ~~~~~Khwaish~~~~~

zindagi se, halaat se, dosto.N se achi shikaayat hai.per mere khayaal se insaan ko kabhi haar nahin maan naa chahiye aur sachcha yodha to meri nazar mein wahi hai jo khud ki mushkilo.N se khud lade aur jeete. main bhi ek ladki hoon main bhi jazbaat rakhti hoon aur ladkiyo.n ke liye raaste to mardo.n se zyadaa dushwaar hotey hain.mujhe jitni mushkilein aati hain mera confidence utna hi mazboot hota hai.

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #14 on: April 10, 2012, 06:20:16 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause bahut khoob likha hai aapne Khwaish ji...!!!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 08:22:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer