Teri Parwaaz e ibaadat meiN... ParwaaZ

by ParwaaZ on January 21, 2013, 07:03:42 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2280 times)
ParwaaZ
Guest
«Reply #15 on: January 23, 2013, 11:32:17 AM »
Reply with quote
parwaz bhai aadab,

wah bohut khoob ghazal kahi hai, sabhi ashaar khoob rahe ,
behr se zyada qqemti wo ahsas O jazbaat haiN jo aapne is kalaam men piroye HaiN bohut bohut daaaaad quboool kareN


Aarish Bhai aadaab!


Janab aisi khoob daad mileN toH maiN toH roz hi kalaamoN ka dher lagaa duNga.. Usual Smile
Bahut abhut shukriyaa Bhai... Is khoob tareef o houNsla afzai ke ... Usual Smile

Aage bhi apna saath banaye rakhiye... Shaad O aabaad rhaiye..
Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ek Parwaaz by angel4u in Shayri-E-Dard
parwaaz..(K_A) by khamosh_aawaaz in Miscellaneous Shayri
parwaaz sahaab ke liye( pehli line parwaaz ki hai) rest by taasir by Taasir siddiqui in Ghazals
parwaaz..sheba by Sheba in Miscellaneous Shayri
Dil o dimaag mein ..“ParwaaZ” by ParwaaZ in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #16 on: January 23, 2013, 11:36:14 AM »
Reply with quote
Ahel e mehfil ko Aadaab O Salaam..


Waqt ki kami ki wajaah se bade dinoN se kalam khamosh hai.. na khayaal
bante hai naa kalam chalti hai.. so aik be bher tehreer aap sab ki nazar
ummid hai pasaNd aayeNgi... Usual Smile









Shiddat se tha intezaar ke hum ru-ba-ru aaye
Hua yuN samnaa na pucho kaise ku-ba-ku aaye

Aik muddat se bichde the jo ab kahiN aa ke mile
Naa hum hu ba hu rahe naa woH hu-ba-hu aaye

The lab khamosh nighoN meiN the pashemaan hum
Naa harf e lab kaha usne naa hume guf-ta-gu aaye

Chalnaa pada hai aaj hume apnoN ko chhodkar
Moulaa rah e zindagi meiN mod aise bhi kyu aaye

Teri Parwaaz e ibaadat meiN koyiN kotahi naa ho
Aye khudaa mere imaan e dil meiN itni justaju aaye





Bahut Bahut Khoooooooob Parwaaz Ji..

Kya Kehne Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #17 on: January 23, 2013, 11:36:55 AM »
Reply with quote
bahut khoob parwaaz bhaai dheron daad

Saini Sahaab Aadaab!


Aapki daad ke liye bahut bahut shukriyaa.. aur aapki rai ke liye behad
mamnoon huN... jee maiN aapki baat se sehmat huN... soNcha tha "KyuN"
kafiyaa hum kafiyoN meiN aa jayeNga.. so use kar liya.. Usual Smile

Koshish karta huN dusra koi sher add kar duN... Usual Smile

Phir se aik baar bahut bahut shukriyaa janab...
aage bhi apna saath banaye rakhiye, aur apni roshni se hume sikhne ka
mouqa dete rahiye... Usual Smile

Shaad O aabaad rahiye..
Khuda hafez.. Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #18 on: January 23, 2013, 11:42:43 AM »
Reply with quote
Aadaab parwaaz sb, bahut hi umda kalaam hai!....aur jab be behr ke aise ehsaas-o-jazbaat bahe aur sab ke sab uske rau me bahte chale gae to phir behr ke saath bhala kya hona hai..main soch ke hairaan hooN!.....meri jaanib se dheroN daad aur mubaarakbaad qubool kijiye !! 

Sharaa Jee Aadaab!


Sharaa jee aapka tareef karne ke andaaz bhi khoob... kafi chane ke jhaad par
chhada diyaa aapne hume... Usual Smile

Bahut bahut shukriyaa jee is tareef aur hoNslaa afzai ke liye aage bhi aapka
kimti waqt humari kalamoN ko milta rahe yehi duaa.. Usual Smile

Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez.. Usual Smile 
Logged
sbechain
Guest
«Reply #19 on: January 23, 2013, 01:32:27 PM »
Reply with quote
Ahel e mehfil ko Aadaab O Salaam..


Waqt ki kami ki wajaah se bade dinoN se kalam khamosh hai.. na khayaal
bante hai naa kalam chalti hai.. so aik be bher tehreer aap sab ki nazar
ummid hai pasaNd aayeNgi... Usual Smile









Shiddat se tha intezaar ke hum ru-ba-ru aaye
Hua yuN samnaa na pucho kaise ku-ba-ku aaye
 tum kaaw-kaaw aaye hum ghootegoo aaye Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Aik muddat se bichde the jo ab kahiN aa ke mile
Naa hum hu ba hu rahe naa woH hu-ba-hu aaye
haan ji pahle main whoopi goldberg ki tarah thi ab anjilina julie bann gai hoon Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
The lab khamosh nighoN meiN the pashemaan hum
Naa harf e lab kaha usne naa hume guf-ta-gu aaye
itna sikhaya phir bhi bolna nahin aaya haaye re karam Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased
Chalnaa pada hai aaj hume apnoN ko chhodkar
Moulaa rah e zindagi meiN mod aise bhi kyu aaye
seedhe chalo ge to samander mein gir pado ge icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Teri Parwaaz e ibaadat meiN koyiN kotahi naa ho
Aye khudaa mere imaan e dil meiN itni justaju aaye
aamin summa amin Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP



good , nahin nahin very good, chalo ji excellent.........!
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #20 on: January 23, 2013, 01:49:49 PM »
Reply with quote
Der aayad par KHOOB aayad.Farsi muhawra ki yeh badli shakl aap ke liye . Aane mein der karte hain lekin aakar khoob kamaal karte hain .Bahut achha kalaam, achhe jazbaat  ki akkasi ki hai. Ghair maroof alfaaz ko qafiyon mein khoob istemaal kiya hai. Dheron daad.


Siddiqui Sahaab Aadaab!


Bahut abhut shukriyaa janab... aap logoN ki mohobbat aur rahnumai milti
rahe toH maiN bahut jaldi wapsi kar luNga .. Usual Smile
Itni tareef ke qabil toH shayad yeH kalaam nahi par aapki is dilkash
tareef o hounsla afzai ne behad houNsla baqha hai mujhe... Usual Smile

Insha Allaah jaldi jaldi kuch likhane ki koshish karuNga.. Usual Smile
Aage bhi apna saath banaye rakhiye... Usual Smile
Shaad o aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
Tuhina
Guest
«Reply #21 on: January 25, 2013, 03:39:45 AM »
Reply with quote
Bahut  khoob  parwaaz ji , dheron  daad .......
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #22 on: January 25, 2013, 09:26:57 AM »
Reply with quote
lajawaab parwaaz sahab,
sabhi ashaar khoob rahe,,jo mujhe kehna tha wo shara ji ne pehle hi keh diya...zabardast raha. ApplauseApplause
Applause
Applause
Applause
Applause
Applause

khush o abaad rahiye,,,bas aate rahiye..

Sahal Jee Aadaab!


Bahut bahut shukriyaa janab aapne apna kimti waqt nikalaa, aur houNsla
baqsha... Usual Smile

Aage bhi apna saath banaye rakhiye... Shaad O aabaad rahiye..
Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #23 on: February 04, 2013, 01:01:16 PM »
Reply with quote
waah parwaz ji bohat achi ghzal se rubaru karaya aap ne ,.......
bohat c daad ,............

Laaibaa Jee Aadaab!


Bahut bahut shukriyaa jee is tareef O houNsla afzai ke liye...
aage bhi apnaa saath banaaye rakhiye... Usual Smile


Aate rahiye... Shaad O aabad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
hemantparakh
Guest
«Reply #24 on: March 08, 2013, 06:38:02 PM »
Reply with quote
नमस्कार परवाज़ भाई
वाह बहोत उम्दा
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #25 on: March 25, 2013, 05:03:12 PM »
Reply with quote
khoob kha Parwaaz ji.....zindagi mein aise mod aate hai jab apno ko chhodna padta hai aur hum bas yahi sochte reh jaate hai k aisa kyu hua...shayad kabhi khuch galat hi sahi hota hai......bahut khoob alfaazo ko sameta hai aapne...dil mein utaar gaya har alfaaz...jaise khuch apni hi kahani keh rha ho....bahut khoob...
daad kabul kareiye Parwaaz Sahab
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #26 on: April 23, 2013, 04:03:25 PM »
Reply with quote
Ahel e mehfil ko Aadaab O Salaam..


Waqt ki kami ki wajaah se bade dinoN se kalam khamosh hai.. na khayaal
bante hai naa kalam chalti hai.. so aik be bher tehreer aap sab ki nazar
ummid hai pasaNd aayeNgi... Usual Smile









Shiddat se tha intezaar ke hum ru-ba-ru aaye
Hua yuN samnaa na pucho kaise ku-ba-ku aaye

Aik muddat se bichde the jo ab kahiN aa ke mile
Naa hum hu ba hu rahe naa woH hu-ba-hu aaye

The lab khamosh nighoN meiN the pashemaan hum
Naa harf e lab kaha usne naa hume guf-ta-gu aaye

Chalnaa pada hai aaj hume apnoN ko chhodkar
Moulaa rah e zindagi meiN mod aise bhi kyu aaye

Teri Parwaaz e ibaadat meiN koyiN kotahi naa ho
Aye khudaa mere imaan e dil meiN itni justaju aaye




mind blowing,sir
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #27 on: July 11, 2014, 04:34:14 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Waah! Parwaaz jee badi pyaari kalaam rahi aapki. padhkar bahut khushi haasil hui.Aise hi likhte rahiye. Dili mubarakbad qubool kare



Aqsh Saahibaa Aadaab O as salaam W W R W B)

Kaisi haiN jee ?
Aap ko toH bazm meiN dekhe huye bhi arsa ho gaya ...
Sab khairiyat e haal toH hai naa ?

Bahut bahut shukriyaa is khoob tarif O houNsla afzai ke liye...
aage bhi aapka saath bana rahe yehi duaa ...

Aate rahiye ... Shaad O aabaad rahiye ...
Khuda Hafez ...
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #28 on: September 17, 2014, 10:37:28 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause
excellant  Thumbs UP


Aunty Jee Aadaab...

Bahut bahut shukriyaa jee aapki is nawazish ka ...
aage bhi apna saath banaye rakhiye...

Bazm meiN aate rahiye... Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez...

Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #29 on: September 17, 2014, 10:40:16 AM »
Reply with quote

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower


Qalb Sahaab Aadaab...!

Aapka andaaz bhi khoob hai janab... bahut bahut shukriyaa in khubsurat taliyoN ke liye...

Aage bhi apna saath banaye rakhiye... Bazm meiN aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez...

Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 18, 2024, 10:04:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 27 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer