Zindagi Se Pyaar na raha,..

by Jaanasheen on April 21, 2006, 08:25:22 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3293 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Zindagi Se Pyaar Na Raha Mujhe,..
Dard-e-Maut Ko Dekhne Ke Baad,..
Zindagi To Pal Do Pal Ke Liye saath Nibhaati hai,..
Maut To Tanha Hai Tanha Hi Lekar Jaati hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: April 21, 2006, 08:27:55 AM »
Reply with quote
Na Kar Is Tarah Aitbaar Zindagi Se,..
Kyun Ki Zindagi To Ek Dhoka Hai,..
Na Kar Is Tarah Pyaar Tu Zindagi Se,..
Ye To Ek Bewafa Hai Jo Saath Nahi Deti,..
Bahrosa Rakh Maut Par,..
Jo Ek Din Tujhe Milne Aayegi,.
Aur Apne Saath Lekar Jaayegi,...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: June 08, 2006, 10:54:06 AM »
Reply with quote
Maut Ab Tu Hi Lag Jaa Mere Gale,..
Ke Mujhe Zindagi Raas Na Aayi,..

_____________________-Jaanasheen-
Logged
ZindagiKhhoGai
Guest
«Reply #3 on: June 13, 2006, 09:14:19 PM »
Reply with quote
ache hei
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #4 on: June 14, 2006, 03:04:46 AM »
Reply with quote
Good Lines Jsheen!!!!

na kar zindagi ka aitbaar
na hi mout per kar bharosa
jab jeena chaha, zindagi na mili
jab marna chaha, mout na mili!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: June 14, 2006, 12:35:23 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
Good Lines Jsheen!!!!

na kar zindagi ka aitbaar
na hi mout per kar bharosa
jab jeena chaha, zindagi na mili
jab marna chaha, mout na mili!!!!


Waah Waah Bahoot Khoob Likha Hai Apne Pankhuri Ji,..

Milti Bahi Nahi Zindagi Hume Jab Zindagi Ki Aas Hum Rakhte Hain,..
Maut Bhi Saath Nahi Deti Jab Maut Ki Aas Hum Rakhte Hain,..
Maut Aur Zindagi Bhi Khelte Hain Khel Hum Gham Ke Maaron ke Saath,..
Ke Jab Zindagi Ki Hasrat Ho Zindagi Nahi Mili Jab Maut Ki Hasrat Ho Maut Nahi Milti,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: June 14, 2006, 02:32:15 PM »
Reply with quote
bahoot sahi kaha Jsheen!!

Ajeeb kheil zindagi dikhati rahi hume
hansna ke waqat rulaati rahi hume
rote rote yah kis mord per laai hai
rone ke waqat mai ab hamesha hansi hi aai hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: June 15, 2006, 01:20:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
bahoot sahi kaha Jsheen!!

Ajeeb kheil zindagi dikhati rahi hume
hansna ke waqat rulaati rahi hume
rote rote yah kis mord per laai hai
rone ke waqat mai ab hamesha hansi hi aai hai


Shukriya Pooja Sis,..
App Ka To Har Andaaz Bahoot Pyaara Hai,..

Ajeeb Khel Hain Zindagi Ka Yaaron,..
Kabhi Hasaati Hai Kabhi Rulaati Hai,..
Jahan Muskuraana Pardhta Hai Dost,..
Wahin Ye Gham Ka Tohfaa De Jaati Hai,..

___________________________-Jaanasheen-
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #8 on: June 16, 2006, 01:53:34 PM »
Reply with quote
Iljaamo ki is duniya main hum kahaan our tum kahaan,
khuda ke is sheher main Gunaho main ab dum kahaan.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: June 17, 2006, 07:44:03 AM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
Iljaamo ki is duniya main hum kahaan our tum kahaan,
khuda ke is sheher main Gunaho main ab dum kahaan.


Nice One Harash,...

Aye Khuda De Mujhe Sila Koi Teri Bandagi Ka,..
Ya Peela De Jaam Mujhe Phir Se Zindagi Ka,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #10 on: June 18, 2006, 07:18:56 AM »
Reply with quote
aha janasheen ji bahoot acchay..

Dil khayaalon se kab behlta hai
raat bhar kerwatein badalta hai
lagta hai ai dost, ruk jaayeingi saanse,
Dard jab mom sa pighalta hai.

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "harashmahajan"
Iljaamo ki is duniya main hum kahaan our tum kahaan,
khuda ke is sheher main Gunaho main ab dum kahaan.


Nice One Harash,...

Aye Khuda De Mujhe Sila Koi Teri Bandagi Ka,..
Ya Peela De Jaam Mujhe Phir Se Zindagi Ka,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #11 on: June 18, 2006, 09:12:44 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai Harsh... bahoot khoob... Jshen hamesha ki tarah kamal kiya hai.... aise hi likhte raho Lil Bro...

dard hai raat mai nahi din mai bhi satyega
ayega jab bhi khayal unka, her jakham bhar jayega
royegi ankhia, dil tukre tukre ho jayega
phir wo hi andhkaar her taraf najar ayega
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: June 18, 2006, 10:58:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
aha janasheen ji bahoot acchay..

Dil khayaalon se kab behlta hai
raat bhar kerwatein badalta hai
lagta hai ai dost, ruk jaayeingi saanse,
Dard jab mom sa pighalta hai.

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "harashmahajan"
Iljaamo ki is duniya main hum kahaan our tum kahaan,
khuda ke is sheher main Gunaho main ab dum kahaan.


Nice One Harash,...

Aye Khuda De Mujhe Sila Koi Teri Bandagi Ka,..
Ya Peela De Jaam Mujhe Phir Se Zindagi Ka,..

________________________________-Jaanasheen-


Bahoot Khoob Likha hai Bhai,..

Dard Sehkar Hi Jeena To Zindagi Hai,..
Bina Dekhe Kisi Ko Poojna Hi Bandagi Hai,..

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: June 18, 2006, 11:01:28 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
wah kaya baat hai Harsh... bahoot khoob... Jshen hamesha ki tarah kamal kiya hai.... aise hi likhte raho Lil Bro...

dard hai raat mai nahi din mai bhi satyega
ayega jab bhi khayal unka, her jakham bhar jayega
royegi ankhia, dil tukre tukre ho jayega
phir wo hi andhkaar her taraf najar ayega


Shukriya Didi,..

Dard Jo Hai Dil Mein Ye Tanhaai Ya Mehfil Mein Shameel Ho Jaayega,..
Dekar Ghoont Ye Ghamon Ka Tere Haal Par Muskuraayega,..
Jo Rakhta Nahi Mayna Dard Ka Is Zamaane Mein "Jaanasheen"
Wohi Shaks Har Dard Ka Mukabla Kar Paayega,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #14 on: June 21, 2006, 05:20:49 PM »
Reply with quote
thanx pankhuri ji....

Is kader chotein padi hain ro nahin sakte
ghav dil ke aansuon se dho nahi sakte.

baat chhoti thi mehez per is kader bigdi
Ek dono zindagi main ho nahi sakte.

Quote from: "Pankhuri2"
wah kaya baat hai Harsh... bahoot khoob... Jshen hamesha ki tarah kamal kiya hai.... aise hi likhte raho Lil Bro...

dard hai raat mai nahi din mai bhi satyega
ayega jab bhi khayal unka, her jakham bhar jayega
royegi ankhia, dil tukre tukre ho jayega
phir wo hi andhkaar her taraf najar ayega
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 18, 2024, 12:20:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer