Saawan ne kardi yaadein rawaaN hai..............................PWFS

by pankajwfs on July 10, 2012, 09:43:59 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 923 times)
pankajwfs
Guest
Reply with quote
Kaale BaadloN ka aaya KaarwaaN hai,
Har patta darkhtoN ka lage JawaaN hai.

Uthti hai umang dil me tumse milne ki,
Hai Mausam baharoN ka sanam tu kah.AN hai.

Baarish ki boond.ON se Dhula ye sam.AN,
Har jarra gulshan ka hua khusnuma hai.

Aa jao milne gar to khusiyaN Mil jaieN,
Khaana-e-dil se uth raha dhuwaaN hai.

Dhul ka gubar sa chaya tha mann me,
Saawan ne kardi yaadein rawaaN hai.

(PWFS 10/07/2012)
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: July 10, 2012, 09:55:25 AM »
Reply with quote
waah waah Pankaj ji bahut hee khoob pesh kash hai nature ke oopar hardik saadhuwaad rau shaam ko
Logged
himanshuIITR
Guest
«Reply #2 on: July 10, 2012, 10:00:09 AM »
Reply with quote
great sir one rau
Logged
kamlesh.yadav001
Guest
«Reply #3 on: July 10, 2012, 10:01:18 AM »
Reply with quote
superb
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #4 on: July 10, 2012, 10:44:04 AM »
Reply with quote
waah..waah..bahut khoob Pankaj Ji Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #5 on: July 10, 2012, 07:47:15 PM »
Reply with quote
Behtareeeeeeeeeeeeeeeeeeeeen Pankaj bhai, maza aa gaya padh ke.
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #6 on: July 11, 2012, 02:45:28 AM »
Reply with quote
waah waah Pankaj ji bahut hee khoob pesh kash hai nature ke oopar hardik saadhuwaad rau shaam ko
Bahut bahut dhanyavaad Sir is rachna ko pasand karne ke liye.....
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #7 on: July 11, 2012, 05:24:29 AM »
Reply with quote
great sir one rau
Sukriya Himanshu ji .......
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #8 on: July 11, 2012, 10:49:15 AM »
Reply with quote
superb
Bahut bahut sukriya Kamlesh ji
Logged
mkv
Guest
«Reply #9 on: July 12, 2012, 02:50:45 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Pankaj jee
vaah vaah
Bahut din gaayab rahe aap?
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #10 on: July 12, 2012, 10:17:01 AM »
Reply with quote
Behtareeeeeeeeeeeeeeeeeeeeen Pankaj bhai, maza aa gaya padh ke.
Bahut bahut sukriya Iftikhar jee
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #11 on: July 13, 2012, 09:25:46 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Pankaj jee
vaah vaah
Bahut din gaayab rahe aap?
ABhut bahut sukriya Mukesh ji......
Logged
sushilbansal
Guest
«Reply #12 on: July 22, 2012, 02:45:45 PM »
Reply with quote
Kaale BaadloN ka aaya KaarwaaN hai,
Har patta darkhtoN ka lage JawaaN hai.

Uthti hai umang dil me tumse milne ki,
Hai Mausam baharoN ka sanam tu kah.AN hai.

Baarish ki boond.ON se Dhula ye sam.AN,
Har jarra gulshan ka hua khusnuma hai.

Aa jao milne gar to khusiyaN Mil jaieN,
Khaana-e-dil se uth raha dhuwaaN hai.

Dhul ka gubar sa chaya tha mann me,
Saawan ne kardi yaadein rawaaN hai.

(PWFS 10/07/2012)

Anubhavsheelta samvadensheelta say piroi hai shabd. Sushil Bansal(Sheel Didi)
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #13 on: July 23, 2012, 07:52:40 AM »
Reply with quote
Anubhavsheelta samvadensheelta say piroi hai shabd. Sushil Bansal(Sheel Didi)
Bahut bahut sukriya Bansal ji.... is qalam ko pasand karne ke liye.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 11:00:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer