Jaan to kardi humne watan..

by honeyrose on January 07, 2008, 04:26:21 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1240 times)
honeyrose
Guest
Jaan toh kardi humne watan ke naam par..
Shaan to kardi humne watan ke naam par..
Kurbaaniyo se paai hai hamne aazaadi
aab na utaiyeh ghe kadam peeche
 
Hai mere desh pyaara kiya hai humne
appne desh seh yeh wada.na hoghe judha
hai  mere watan kayee hai kasam hai
mere dil-a-jaan watan

 
Jaan toh kardi humne watan ke naam par..
yeh zindagi toh kardi humne watan ke naam par..


HINDUSTAN HUMARA

Kurbaaniyo se paai hai hamne aazaadi..
kabhi ruswa huhepar dathe huha hai
humare kadam sath chalo..

 
Sath chale gey hum,hatho peh hatho liye
bagawath karenghe dushmano seh hum
aur nah aasu bahaye hum watan seh sathiyo
 
Karthe hai hum wada iss watan ki pyaar ki
aab tumhare hawale aay watan sathiyo
tum ho aaj iss watan ki umeed tum par hai
humko yakeen sathiyo..
Logged
urs_jaja2007@yahoo.co.in
Guest
«Reply #1 on: January 07, 2008, 04:35:49 AM »
Good Morning

yar mai new menb hu  our pata nahi kaise  post karna hia aapka agar  guide kare hume tho aacha rahega
Logged
sagar_0777
Guest
«Reply #2 on: January 07, 2008, 04:53:24 AM »
hi honeyrose yes dear khoob likha hai aapne,apne watan k liye agar sabhi aeisa soche to fir kehna hi kya.
i like this,nd tnx for this
ok
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #3 on: January 07, 2008, 04:59:01 AM »
shukriya sagar ji appka haan apna
watan seh har koi pyaar kare Usual Smile
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: January 07, 2008, 01:32:43 PM »
Kyan nahin hain mere desh mein!
sachai hain, wafa hain
mohabaat hain au pyaar bhi
door tak saath dene wale doston

Ghar toh mera HINDUSTAAN main hai..
Yaaha toh sirf MAKAAN hain aur kuch nahi
Yaha ki diware bhi mujhe nahi pehcanti hai

Iss desh mein koi bukha nah rahe..
Iss desh mein koi dukhi nah rahe..
Hai yeh aisa desh jismein mein jeeney ki umeed rahe
Logged
prmchawla
Guest
«Reply #5 on: January 08, 2008, 04:21:48 AM »
great job for great india rose,

very nice work.

prem
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6 on: January 08, 2008, 04:41:32 AM »
shukriya prem ji 

Mujhe hai apne desh seh pyaar
Kash hum kuch karte apne desh key liye

Bas yehi kafi hai doh pyaar ki boli liye

Apna kartavyaa us din hoga pura,
Bas sath rahe ek duje key kiye

Na jaane hum kal kaha hongey
Yeh desh humara
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: January 12, 2008, 03:09:11 PM »
Nice Work Honey Ji,.
Waise Naam Maloom Nahi aapka,.
lekin Kamaal ka Likha Hai Aapne
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: January 12, 2008, 03:16:08 PM »
Jaan De Kar Bhi Kabhi Haq Maa Ka, Adaa Na Kar Paayenge,.
Chalo Markar Hi Sahi "Azeem" Lahoo Se Anchal Maa Ka Sajaayenge,.

Shaheed Hokar Hamare Buzargon Ne Laaj Iski To Bachaalin "Doston",.
Waqt Agar Padaa Qurbaani Dene Ka Phirse To Humbhi Jaan Maal Sab Lootaayenge,.

_________________________________-Jaanasheen-




,.

Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: January 14, 2008, 06:45:29 PM »
nice job Honeyrose and Lil bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: January 16, 2008, 01:46:11 PM »
Shukriya Didi jaan
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #11 on: January 16, 2008, 01:55:16 PM »
Very Nicely written HoneyRose and Azeem....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: January 16, 2008, 02:42:41 PM »
Shukriya
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 02, 2024, 05:20:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.176 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer