Aise Bhi Dost Hote Hain,.

by Jaanasheen on June 16, 2008, 12:33:48 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7
ReplyPrint
Author  (Read 7985 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #45 on: July 18, 2008, 03:25:05 PM »
Reply with quote
kiya hai pyar jise hamne zindagi ki tarah
wo ashna bhi mila hamse ajnabi ki tarah


bara k pyas meri us ne hath chor diya
wo kar raha tha murawwat bhi dillagi ki tarah


kise khabar thi baregi kuch aur tariki
chupega wo kisi badli mein chandani ki tarah


kabhi na socha tha hamne "Qateel" us ke liye
karega ham pe sitam wo bhi har kisi ki tarah

________________________-Qateel Shifaai-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dunya Main Aise Bhi Dost Hutay Hain~!~ by Masoom_Badmash in Shayri-E-Dard
Haadse Aise Bhi Saath Hote Rahe,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Chahe naye dost hon ya purane sab ek se hote hain by @kaash in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
syednaami
Guest
«Reply #46 on: July 18, 2008, 03:36:47 PM »
Reply with quote
Nice One Naami Bhai,.

Shukriya Azeem bhai,,,
Aur Qateel Saahib ki ghazal dil ko bha gayi,,, buhat khoob...
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #47 on: July 19, 2008, 04:29:28 AM »
Reply with quote
kiya hai pyar jise hamne zindagi ki tarah
wo ashna bhi mila hamse ajnabi ki tarah

kabhi na socha tha hamne "Qateel" us ke liye
karega ham pe sitam wo bhi har kisi ki tarah

________________________-Qateel Shifaai-

Bahot Khoob He Ye Ash'aar..Chhoo gaye dil ko..Bhai Azeem
Aur " Qateel Saab " To Apke Pasandidaah Hai hi.
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #48 on: July 19, 2008, 05:21:43 PM »
Reply with quote
Sabhi dostoN ne behtareen likha he Qateel Shifaai sahib ke ash'aar bhi umda he, or bekarar bhai ne sahi farmaya yaqeenan hameN bhi ayse dost mile hein, or wo dost hi sarmaya he zindagi ka, kai dost milte rehte hein or kuchh gehre zakham bhi dete hein magar chand dostoN ka marham un tamam zakhmoN ko raahat bakhshta he.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #49 on: July 20, 2008, 02:07:45 PM »
Reply with quote
Shukriya raza Bhai,.
Aur aapne Bhi Sahi Kaha Hai Ranederi Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #50 on: July 20, 2008, 02:12:17 PM »
Reply with quote
Tere Jaisa Yaar Kahaan,.
Kahaan Aisa Yaaraana,.

Yaad Karegi Duniya Tera Mera Afsaana,.
Tere Jaisa Yaar Kahaan,.
Kahaan Aisa Yaaraana,.

Meri Zindagi Sajaadi Mujhko Gale Lagaake,.
Baithaa Diya Falak Pe,.
Mujhe Khaaks Se Uthaake,.

Ye Ashaar Yaaraana Film Ke Hain,.
Waqkhai Ye Film Dosti Ki Achch Misaaal Hai,.
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #51 on: July 20, 2008, 05:32:28 PM »
Reply with quote
Shukriya raza Bhai,.
Aur aapne Bhi Sahi Kaha Hai Ranederi Ji,.

Shukriya azeem bhai...
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #52 on: July 21, 2008, 04:04:05 AM »
Reply with quote
Meri Zindagi Sajaadi Mujhko Gale Lagaake,.
Baithaa Diya Falak Pe,.
Mujhe Khaaks Se Uthaake,.


Bahot Hi Achchhi Ye Lines..Bhai Azeem
Film To Maine Dekhi Nahi

Aur Syyid Saab Ne Bhi Bilkool Durust Famaaya Hai.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #53 on: July 21, 2008, 04:12:16 AM »
Reply with quote
Fir Thoda Sa Negative Ruzaan Ki Taraf aata Hun..Dosto

Sitam Bhi Hote Hai Yaaro'n..Karam K Parde Me.,
Gale'y Pe Rakhte Hai Talwaar Bhi..Gale'y Mil Ke...!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #54 on: July 21, 2008, 08:16:20 AM »
Reply with quote
Subhan Allah Subhan Allah,.
Kya Baat kahi hai Raza Bhai jaan,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #55 on: July 21, 2008, 08:18:19 AM »
Reply with quote
Sabke Hoton pe Tabassum Tha,.
Mere marne Ke Baad,.
Jaane Kya sochke Rota Raha Qateel Mera,.

______________________-Nm-
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #56 on: July 21, 2008, 08:36:59 AM »
Reply with quote
Jaane Kya sochke Rota Raha Qateel Mera,.

Ek Hi Line Me Bhai Aapne To Bahot Kuch Keh Diya
Subhan allaah
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #57 on: July 21, 2008, 08:44:37 AM »
Reply with quote
Attah-Ul-Laah Khan
Ek Nazam Ke Shuroo'aati Matlea Me Kehate Hai,,
puri nazm To yaad Nahi aa Rahi Muje

Jo Fasaa'ne Zerr-e-Lab The , Wo Sunaa Ne Waa'Le Kab The
Fehrisht-e-Dushmanaa Me Jo Bhi The , Wo Sub Mere Apne The...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #58 on: July 27, 2008, 02:01:31 PM »
Reply with quote
Subhan Allah,.
Kya Khoob Posting Ki Gai Aapne Ataa Ullah KHan Ji Ki,.
Waise Ye Mere bahoot Pasandida Shayar Hain,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #59 on: July 27, 2008, 02:06:24 PM »
Reply with quote
Kantein Hi Zakham Gulaab Ko Dete Hain,.
Kasoor Hota Nahi Kabhi Bahaaron Ka,.

Main Yahaan Hoon Kitna Bebas ye Na Poocho,.
Ye Sab Khel Tha "Azeem" Mere Yaaron Ka,.

_________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 21, 2024, 04:24:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[May 18, 2024, 12:47:34 PM]

[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.171 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer