Aise Bhi Dost Hote Hain,.

by Jaanasheen on June 16, 2008, 12:33:48 PM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 7
ReplyPrint
Author  (Read 7933 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Doston Ka Kya Main Zikar Karoon.
Ye To Dushmano Ke Saaye Hain,..

Pehle Loota Meri Saari Khushian Ko,..
Ap Ghamon Ke Raste Dikhaaye Hain,..

Maine Kiya Unpar Aitbaar Zindagi Se Bhi Zyada,..
Raston Mein Mere Unhone Hi Kaantein Bichaaye Hain,..

Sab Dete Hain Dosti Ki Misaal Duniya Ko,..
Humne To Doston Se Dhoke Khaaye Hain,..

Ab To Dosti Ke Naam Se Dil Ghabraa Jata hai,..
Kyun Ki Doston Ne Mere Ghar Jalaaye Hain,..

____________-Azeem-____________
 
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dunya Main Aise Bhi Dost Hutay Hain~!~ by Masoom_Badmash in Shayri-E-Dard
Haadse Aise Bhi Saath Hote Rahe,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Chahe naye dost hon ya purane sab ek se hote hain by @kaash in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #1 on: June 16, 2008, 08:20:13 PM »
Reply with quote
Hmm... WO HE'N ZARA KHFA KHFA kya baat he azeem bhai?.

Bohot umda or achchhe ash'ar pesh kiye aap ne, or ye thread bhi achchha shuru kiya, ham bhi doston ke sataa-e huwe hen, ek tazah or garma-garam sher haazir he.

+++++++++++++

Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #2 on: June 17, 2008, 04:55:50 AM »
Reply with quote
Doston Ka Kya Main Zikar Karoon.
Ye To Dushmano Ke Saaye Hain,..

Pehle Loota Meri Saari Khushian Ko,..
Ap Ghamon Ke Raste Dikhaaye Hain,..

Maine Kiya Unpar Aitbaar Zindagi Se Bhi Zyada,..
Raston Mein Mere Unhone Hi Kaantein Bichaaye Hain,..

Sab Dete Hain Dosti Ki Misaal Duniya Ko,..
Humne To Doston Se Dhoke Khaaye Hain,..

Ab To Dosti Ke Naam Se Dil Ghabraa Jata hai,..
Kyun Ki Doston Ne Mere Ghar Jalaaye Hain,..

____________-Azeem-____________
 


bahoot khoob sir jee, bhoot achaa likha hai aapne

nahi kata hai ye safar akele
isee liye ham safar banate hai
de dete hai dil jaan sab unko
khataa imaandaaree kee ham khate hai
samj aatee hai khaa ke thokar
for chaach bhee foonk foonk kar peete hai..

netra...
Logged
k.shael
Guest
«Reply #3 on: June 17, 2008, 09:03:17 AM »
Reply with quote
VERY NICE,
JANASHEEN JI....

ZINDAGI MEIN HAMARI BAHUT DOST HAMNE
NA BANAYE HAI, KUCH DOST AISE BANE JO
AAJ TAK SAATH HAI AUR KUCH DOST AISE MILE
JINKE DIYE JHAKHAM HAMNE AAJ TAK NA BHULAYE
HAI....

BY. K.SHAEL
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: June 22, 2008, 11:01:51 AM »
Reply with quote
Shukriya Randeri Ji,.
Netra Bhai,.
Shael Ji,.
Aap Sabne Khoob Likha Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: June 22, 2008, 11:09:36 AM »
Reply with quote
Doston Ki Mohabbat Ka Yakheen To Karliya Maine,.
Haathon ein Chupaa Khanjar Nahi Dekha,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: June 23, 2008, 03:52:06 PM »
Reply with quote
bahoot khoob lil bro, Netra ji and Shally
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: June 24, 2008, 03:11:18 PM »
Reply with quote
Shukriya didi jan,.
waise aapne Kuch Likha nahi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: June 29, 2008, 08:34:48 AM »
Reply with quote
Aye Dost Jhoot Aaam tha Duniya Mein Is Kadar,.
Tune Bhi sach Kaha To Fasaana Lagaa Mujhe,.
Ye Dekh Aaj Kho Raha hoon Main Use,
Jise Dhoondne Mein Zamaana Lagaa Mujhe,.

______________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #9 on: June 29, 2008, 03:03:59 PM »
Reply with quote
Quote
Doston Ka Kya Main Zikar Karoon.
Ye To Dushmano Ke Saaye Hain,..

Pehle Loota Meri Saari Khushian Ko,..
Ap Ghamon Ke Raste Dikhaaye Hain,..

Bhai jaanasheen jee..bahut accha likha but dil udas bi hua hai.
Bahut khoob..and touching lines jee  Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: June 30, 2008, 12:57:07 PM »
Reply with quote
Shukriya Sonia Aapa,.
Isi Bahaane Aap Bhi Kuch Likhte,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: June 30, 2008, 12:58:56 PM »
Reply with quote
Har Taraf Milte Gaye Rakeeb Mujhe,
Doston Mein Shameel Hokar,.

Ab To, Mujhe Apni Zindagi Ka Bhi Aitbaar Nahi,.

___________________________-Jaanasheen-
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #12 on: June 30, 2008, 11:42:17 PM »
Reply with quote
+++++++++
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #13 on: July 01, 2008, 12:15:10 AM »
Reply with quote
Lovely lines Sayyid bhaiya
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #14 on: July 01, 2008, 02:43:59 AM »
Reply with quote
Lovely lines Sayyid bhaiya

Aap ki zarrah nawazi he behen ji... Usual Smile
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 01, 2024, 03:19:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.159 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer