Aise Bhi Dost Hote Hain,.

by Jaanasheen on June 16, 2008, 12:33:48 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7]
ReplyPrint
Author  (Read 7934 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #90 on: August 24, 2008, 04:19:11 PM »
Reply with quote
Roja Sis,.
hal Phool Khushboo Nahi Deta,.

Hote Hain Kuch Dost Aise Bhi,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dunya Main Aise Bhi Dost Hutay Hain~!~ by Masoom_Badmash in Shayri-E-Dard
Haadse Aise Bhi Saath Hote Rahe,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Chahe naye dost hon ya purane sab ek se hote hain by @kaash in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
honeyrose
Guest
«Reply #91 on: September 14, 2008, 06:37:13 PM »
Reply with quote
Kuch dost mein sone ki chamak hoti hain
Door se humen unme roshni ki chamak dikh thi hain

Agar saath mile toh ban jaaye ek taqat hain
Toot jaaye dosti toh bikare hue kaanch hain

Dost toh achche hai sabhi dil ke nazar se dekho
Joh dost ke dil mein jagah bangaye waha janat dekho
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #92 on: September 14, 2008, 11:37:23 PM »
Reply with quote
Shukriya azeem bhai or honeyrose sahiba aap dono ne bohot hi achha likha he....or azeem bhaai itna waqt ghaib rehne ki maafi chahta hun, ramzaan he or mehmaan bhi aaye hein to ab waqt nahi milta, insha allah jald hi b-dastoor likunga..bas kuchh waqt or de den.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #93 on: September 15, 2008, 07:58:06 AM »
Reply with quote
Shukriya Sayyid ji aapka...


Dost banaya hai toh tukra the kyun hain
Kisi ke dil ko zakhm dete kyun hain
Zuban pe hanse aur dil pe nafrat kyun hain
Roz roz dil se khel ki nomaish kyun hain
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #94 on: September 16, 2008, 01:34:25 AM »
Reply with quote

Dost banaya hai toh tukra the kyun hain
Kisi ke dil ko zakhm dete kyun hain
Zuban pe hanse aur dil pe nafrat kyun hain
Roz roz dil se khel ki nomaish kyun hain

Phir ek baar bohot achha likha honeyrose sahiba.. Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #95 on: September 16, 2008, 01:37:42 PM »
Reply with quote
Phir ek baar bohot achha likha honeyrose sahiba.. Applause

Shukriya Sayyid ji...

Bhool nahi paye hum dost ki farabee ko
Aankhon se ashq behete hai jab yaad aaye to
Humne bhi wafa dikhaye the magar wo saath dete to
Mushkil hue hai humen jeena dushwaar kar gaye wo
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #96 on: September 16, 2008, 03:12:27 PM »
Reply with quote
Nice OPne again Sis,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #97 on: September 16, 2008, 03:14:54 PM »
Reply with quote
Achca Hua Ke Dost Ne Bhi Humse Dushmaani Nibhaali,.
Warna Hum Isi Aas Se Marte, Ke Humpar Bhi Koi Marna waala Tha,.

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #98 on: September 22, 2008, 11:40:22 AM »
Reply with quote
Very nice bhai jaan...

Kya khoob nibhaye hai dosti kisi ney
Aankhen khulne se pehle hi zakhm diya kisi ney
Kuch dost dil se door rahe phir bhi aziz hai kisi key
Kuch paas hokar bhi nafarat bada rahe hai kiski key..
Logged
vicky17
Guest
«Reply #99 on: March 11, 2009, 05:58:17 AM »
Reply with quote
kuch to dam hai
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 01, 2024, 11:34:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer