Dosti

by Sonu on May 22, 2006, 07:39:24 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 9
ReplyPrint
Author  (Read 12628 times)
harashmahajan
Guest
«Reply #15 on: June 12, 2006, 02:48:50 PM »
Reply with quote
janasheen ji aapki writing main..dard ke saath saath..khafayee bhi shamil hai...dosti ke saath saath shaq bhi mozood hai....bahoot khoob likhtien hain aap...

Jitna koi saath nibha de 'harash' utna hi upkaar bahoot hai
jis se dinbhar hanste beete, itna sa pyaar bahoot hai.

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "harashmahajan"
janasheen achha likhte ho...

logon ke kehne se koi shaksiat badal nahi jaati
jab hum yahaan mozood hain kyuin aaye koi our mulakaati


Shukriya Bhai,..

Badla Kahan Hain Kisi Ke Kehne Se Ye Zamaana,..
Yaad Rakhna Tum Hume Bhi Dost Kahin Bhool Na Jaana,..
Ye Sach Hai Ke Dosti Duniya Mein Badi Misaal Banaati Hai,..
Dost Chahe Dushman Kyun Na Baane, Dosti Ka Farz Tum Nibhaana,..
Main Hoon Akela Dosti Ki Bhi Mujhe Ab Aas Nahi "Jaanasheen"
Jab Aaye Kabhi Yaad Is Dost Ki To Haste Haste Bhool Jaana,..
Hum To Tehre Wo Zakhmi Ke Marhaam Bhi Humse Panaah Mange,..
Jab Mile Zakham Doston Se To Kis Baat Par Aansoon Bahaana,..

______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dosti by vasista in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
dosti by flower in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dosti by pralay in SMS , mobile & JOKES
Dosti..... by prempagla in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
Dosti ... by NewYorker in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Sonu
Guest
«Reply #16 on: June 13, 2006, 04:04:26 AM »
Reply with quote
Azeem brother thanks.... Usual Smile  apney or harash ji ney bahut acha likha hia ....

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
nighahein saaf hotein hain
phir bhi badnaam hotein hain
dosti ke phool har mousam me khilte hai,
dosti ke badal har mousam me barsate hai,
hum sms bheje na bheje,
hun uney yaar her pal kertey hai:)


Waah Sonu Sis Bahoot Khoob,...

Nigaahein Saaf Hote Hain,..
Phir Bhi Bandaam Hote Hain...

Nice One,...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #17 on: June 13, 2006, 04:05:31 AM »
Reply with quote
Yaadon se hume bhula paoge kaise ;
Khabon se hume mita paoge kaise;
Hum woh khushboo hai jo aapki saanson mein baste hai;
Apni saanso ko ek pal ke liye rook paoge kaise!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: June 13, 2006, 06:33:48 AM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
janasheen ji aapki writing main..dard ke saath saath..khafayee bhi shamil hai...dosti ke saath saath shaq bhi mozood hai....bahoot khoob likhtien hain aap...

Jitna koi saath nibha de 'harash' utna hi upkaar bahoot hai
jis se dinbhar hanste beete, itna sa pyaar bahoot hai.

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "harashmahajan"
janasheen achha likhte ho...

logon ke kehne se koi shaksiat badal nahi jaati
jab hum yahaan mozood hain kyuin aaye koi our mulakaati


Shukriya Bhai,..

Badla Kahan Hain Kisi Ke Kehne Se Ye Zamaana,..
Yaad Rakhna Tum Hume Bhi Dost Kahin Bhool Na Jaana,..
Ye Sach Hai Ke Dosti Duniya Mein Badi Misaal Banaati Hai,..
Dost Chahe Dushman Kyun Na Baane, Dosti Ka Farz Tum Nibhaana,..
Main Hoon Akela Dosti Ki Bhi Mujhe Ab Aas Nahi "Jaanasheen"
Jab Aaye Kabhi Yaad Is Dost Ki To Haste Haste Bhool Jaana,..
Hum To Tehre Wo Zakhmi Ke Marhaam Bhi Humse Panaah Mange,..
Jab Mile Zakham Doston Se To Kis Baat Par Aansoon Bahaana,..

______________________________________________-Jaanasheen-


Shukriya Bhai,..
Waise App Bhi Bahoot Acha Likhte Ho,...

Aye Dost Jhoot Aam Tha Duniya Mein Is Kadar,..
Tune Bhi Sach Kaha To Fasaana Laga Mujhe,..
Wo Dekh Aaj Kho Rahaa Hoon Use Main,..
Jise Paane Mein Kabhi Zamaana Laga Mujhe,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: June 13, 2006, 06:37:21 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Yaadon se hume bhula paoge kaise ;
Khabon se hume mita paoge kaise;
Hum woh khushboo hai jo aapki saanson mein baste hai;
Apni saanso ko ek pal ke liye rook paoge kaise!


Waah Bahoot Khoob Sonu Sis,...

Basaa Liya Jab Dil Mein Tumhe To Kya Yaad Kareinge,..
Khwaabo Ki Baat Chordo Hum To Tumhara Deedar Har Waqt Karte Hain,.
Khushboo Bhi Tumhaari Hume Dilati Hai Ehsaas Dosti Ka "Jaanasheen"
Tumhari Dosti Ko Paane Ke Liye Hum To Har Pal Marte Hain,..

_____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #20 on: June 13, 2006, 06:52:51 AM »
Reply with quote
Shukriya Azeem bahi....

bahut khoob... javab nahi apka....

Agar Talash karu to koi bhi mil jayega,
Magar Tumahri tarha humhe kaun chahega
Humhe jarrur koi chahato se dekhega,
Magar woh aankhen tumahari tarha khaha se layega.

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Yaadon se hume bhula paoge kaise ;
Khabon se hume mita paoge kaise;
Hum woh khushboo hai jo aapki saanson mein baste hai;
Apni saanso ko ek pal ke liye rook paoge kaise!


Waah Bahoot Khoob Sonu Sis,...

Basaa Liya Jab Dil Mein Tumhe To Kya Yaad Kareinge,..
Khwaabo Ki Baat Chordo Hum To Tumhara Deedar Har Waqt Karte Hain,.
Khushboo Bhi Tumhaari Hume Dilati Hai Ehsaas Dosti Ka "Jaanasheen"
Tumhari Dosti Ko Paane Ke Liye Hum To Har Pal Marte Hain,..

_____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: June 13, 2006, 07:25:11 AM »
Reply with quote
Shukriya Sonu Sis,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #22 on: June 13, 2006, 07:44:43 AM »
Reply with quote
your most welcome zeem brother...

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu Sis,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #23 on: June 13, 2006, 07:45:24 AM »
Reply with quote
umro daraz maang ke laya tha char din
do aarzu mein kat gaye
do intezaar mein.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: June 13, 2006, 07:52:05 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
umro daraz maang ke laya tha char din
do aarzu mein kat gaye
do intezaar mein.....


Nice One,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #25 on: June 13, 2006, 08:04:27 AM »
Reply with quote
shurkiya Azeem bahi...

Yaadain teray khluuse ki dasti hain aaj bhi
Milnay ki aarzooan trasti hain aaj bhi
Ankhain hazaar zabkaney ki koshish kay bawajood
Ruk ruk kay baar baar barsti hain aaj bhi

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
umro daraz maang ke laya tha char din
do aarzu mein kat gaye
do intezaar mein.....


Nice One,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: June 13, 2006, 08:33:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
shurkiya Azeem bahi...

Yaadain teray khluuse ki dasti hain aaj bhi
Milnay ki aarzooan trasti hain aaj bhi
Ankhain hazaar zabkaney ki koshish kay bawajood
Ruk ruk kay baar baar barsti hain aaj bhi

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
umro daraz maang ke laya tha char din
do aarzu mein kat gaye
do intezaar mein.....


Nice One,..
NiceOne sonu sis,..

Dosti Teri Paane Ko Zindagi Tarapti Hai,..
Tera Deedaar Karne Ko "Jaanasheen" Aankh Tarasti Hai,..
Tu Kyun Nahi Deti Mujhe Koi Dosti Ka Silaa,..
Dooriaan Ko Ye Duniyaa Na Jaane Kya Samajhti Hai,..

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #27 on: June 13, 2006, 03:29:02 PM »
Reply with quote
waah bahoot sunder......

toone wada kiya tha mujhe tasweer bhejne ka
abhi do pal hi beete the par zamaana laga mujhe

tu har cheez main shaamil hai ai nazneen
par teri har baat hi fasaana lage mujhe.

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "harashmahajan"
janasheen ji aapki writing main..dard ke saath saath..khafayee bhi shamil hai...dosti ke saath saath shaq bhi mozood hai....bahoot khoob likhtien hain aap...

Jitna koi saath nibha de 'harash' utna hi upkaar bahoot hai
jis se dinbhar hanste beete, itna sa pyaar bahoot hai.

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "harashmahajan"
janasheen achha likhte ho...

logon ke kehne se koi shaksiat badal nahi jaati
jab hum yahaan mozood hain kyuin aaye koi our mulakaati


Shukriya Bhai,..

Badla Kahan Hain Kisi Ke Kehne Se Ye Zamaana,..
Yaad Rakhna Tum Hume Bhi Dost Kahin Bhool Na Jaana,..
Ye Sach Hai Ke Dosti Duniya Mein Badi Misaal Banaati Hai,..
Dost Chahe Dushman Kyun Na Baane, Dosti Ka Farz Tum Nibhaana,..
Main Hoon Akela Dosti Ki Bhi Mujhe Ab Aas Nahi "Jaanasheen"
Jab Aaye Kabhi Yaad Is Dost Ki To Haste Haste Bhool Jaana,..
Hum To Tehre Wo Zakhmi Ke Marhaam Bhi Humse Panaah Mange,..
Jab Mile Zakham Doston Se To Kis Baat Par Aansoon Bahaana,..

______________________________________________-Jaanasheen-


Shukriya Bhai,..
Waise App Bhi Bahoot Acha Likhte Ho,...

Aye Dost Jhoot Aam Tha Duniya Mein Is Kadar,..
Tune Bhi Sach Kaha To Fasaana Laga Mujhe,..
Wo Dekh Aaj Kho Rahaa Hoon Use Main,..
Jise Paane Mein Kabhi Zamaana Laga Mujhe,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: June 14, 2006, 12:31:11 PM »
Reply with quote
Shukriya Harash Bhai,..

Haal Dekh Kar Mera Dushman Bhi Mataam Manaa Rahe Hain,..
Doston Ko Kya Hua Hai Ke Wo Sab Muskuraa Rahe Hain,..

Bahoot Naaz Tha Mujhe Apne Doston Par "Jaanasheen"
Wo Jo Aaj Meri Har Cheez KO Mitti Mein Milaa Rahe Hain,..

Ye Manzar Dekhkar Dosti Se Bhi Uth Gaya Bharosa Mera,..
Ke Hum Safar The Jo Ache Dino Mein Wo Hi Mujhse Daman Bachaa Rahe Hain,..

_____________________________-Azeem-______________________
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #29 on: June 14, 2006, 02:22:39 PM »
Reply with quote
jaanasheen ji...aapke asharas hameshaan...na chahte hue bhi mujhe likhne ko mazboor ker dete hain....ek baat ki gustaakhi chahoonga....main hameshaan instant likha kerta hoon...jo zehen main aapke ashars ka jawaab banta hai..woh khud pe khud kalam se chala ata hai.....agar koi ashar aapko achha na lage to beshaq aap deletition ke liye keh sakti hain....bahoot sunder likha aapne...God bless you always......harash

Kyuin na manaaye woh maatam ai jaanasheen,
tere khayaal jo din raat sitam ddhaa rahe hain.

kyuin na muskraayein woh dost teri is ada par,
ki dushman khud sharam se muh chhupa rahein hain.

kyuin milegi teri koi cheez mitti mein,mere dost
tere sab dost teri parchhaayion main naha rahein hain.

ab toh khwaahish hai ki toote na is kader kabhi dil tera
'harash' ke Zehen main, is kader armaan aa rahein hain.

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Harash Bhai,..

Haal Dekh Kar Mera Dushman Bhi Mataam Manaa Rahe Hain,..
Doston Ko Kya Hua Hai Ke Wo Sab Muskuraa Rahe Hain,..

Bahoot Naaz Tha Mujhe Apne Doston Par "Jaanasheen"
Wo Jo Aaj Meri Har Cheez KO Mitti Mein Milaa Rahe Hain,..

Ye Manzar Dekhkar Dosti Se Bhi Uth Gaya Bharosa Mera,..
Ke Hum Safar The Jo Ache Dino Mein Wo Hi Mujhse Daman Bachaa Rahe Hain,..

_____________________________-Azeem-______________________
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 9
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
July 17, 2025, 05:32:32 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[June 23, 2025, 02:05:39 PM]

[June 23, 2025, 02:02:55 PM]

by ASIF
[June 06, 2025, 10:19:27 AM]

[June 01, 2025, 08:24:19 AM]

[May 28, 2025, 05:39:43 AM]

[May 26, 2025, 08:22:09 AM]

[May 20, 2025, 05:19:02 AM]

[April 27, 2025, 09:31:46 AM]

[April 24, 2025, 01:10:57 AM]

[April 09, 2025, 05:20:40 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.151 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer