Dosti

by Sonu on May 22, 2006, 07:39:24 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 9
ReplyPrint
Author  (Read 12626 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #30 on: June 15, 2006, 01:06:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
jaanasheen ji...aapke asharas hameshaan...na chahte hue bhi mujhe likhne ko mazboor ker dete hain....ek baat ki gustaakhi chahoonga....main hameshaan instant likha kerta hoon...jo zehen main aapke ashars ka jawaab banta hai..woh khud pe khud kalam se chala ata hai.....agar koi ashar aapko achha na lage to beshaq aap deletition ke liye keh sakti hain....bahoot sunder likha aapne...God bless you always......harash

Kyuin na manaaye woh maatam ai jaanasheen,
tere khayaal jo din raat sitam ddhaa rahe hain.

kyuin na muskraayein woh dost teri is ada par,
ki dushman khud sharam se muh chhupa rahein hain.

kyuin milegi teri koi cheez mitti mein,mere dost
tere sab dost teri parchhaayion main naha rahein hain.

ab toh khwaahish hai ki toote na is kader kabhi dil tera
'harash' ke Zehen main, is kader armaan aa rahein hain.

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Harash Bhai,..

Haal Dekh Kar Mera Dushman Bhi Mataam Manaa Rahe Hain,..
Doston Ko Kya Hua Hai Ke Wo Sab Muskuraa Rahe Hain,..

Bahoot Naaz Tha Mujhe Apne Doston Par "Jaanasheen"
Wo Jo Aaj Meri Har Cheez KO Mitti Mein Milaa Rahe Hain,..

Ye Manzar Dekhkar Dosti Se Bhi Uth Gaya Bharosa Mera,..
Ke Hum Safar The Jo Ache Dino Mein Wo Hi Mujhse Daman Bachaa Rahe Hain,..

_____________________________-Azeem-______________________

Shukriya Bhai ,..
Waise To Appki Shayaari Dil Ko Choo Jaati Hai,..
Bhala Isko Hum Kaise Delet Karne Ko Sochein,..
Bahoot Khoob Likha Hai Apne Bhai,..
Agar Mere Koi Alfaaz Apko Bure Lagte Ho Shayaari Mein To Keh Dena Main Delet Kar Doonga,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dosti by vasista in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
dosti by flower in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dosti by pralay in SMS , mobile & JOKES
Dosti..... by prempagla in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
Dosti ... by NewYorker in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #31 on: June 15, 2006, 01:12:48 PM »
Reply with quote
Matam Bhi Aaj Mujhe Khushion Jaise Lag Rahe Hain,..
Teri Dosti Paakar "Harash" Kai Armaan Mere Dil Mein Jag Rahe Hain,..

Khaai Thi Chot Dil Par Maine Isliye Doston Ko Bhi Dushman Samajh Baitha,..
Jo Aag Ki Lehar Dil Mein Thi Meri, Wo Dosti Se Teri Bhuj Rahe Hain,..

Milta Nahi Har Kisi Ko Yahan Sacha Yaar, Bahoot Mushkil Se Koi Mil Jaata Hai,..
Paakar Tera Sath Dost Mere Sab Gile-Shikwe Mit Rahe Hain.,...

Gar Na Rahoon Main Is Duniya Mein, Mujhe Bhi Yaad Karlena Bhoole Se,..
Dekha "Harash Teri Wajah Se Aaj Apni Bhi Mehfilein Saj Rahe Hain,..

___________________________-Azeem-_________________________
Logged
Sonu
Guest
«Reply #32 on: June 16, 2006, 05:50:18 AM »
Reply with quote
shukriya azeem bahi..... bahut khoob.... thanks....

Tum Lout Ke Aao Gaye Humse Milne

Roz Dil Ko Behlaane Ki Aadat Ho Gaiee

Tere Vaade Pey Kiya Bharosa Kya Hum Ne

Ke Shab Bhar Tera Intezaar Karne Ki aadat Ho Gaiee

Khushi Mein Bhi Hum Kiya Muskurate Ke

Teri Judaai Mein Rone Ki Aadat Ho Gaiee

kaafley Nikal Gaye Humein Choar Ke

Ke Ab Too Tanha Saffar Ki Aadat Ho Gaiee

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
shurkiya Azeem bahi...

Yaadain teray khluuse ki dasti hain aaj bhi
Milnay ki aarzooan trasti hain aaj bhi
Ankhain hazaar zabkaney ki koshish kay bawajood
Ruk ruk kay baar baar barsti hain aaj bhi

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
umro daraz maang ke laya tha char din
do aarzu mein kat gaye
do intezaar mein.....

Nice One,..
NiceOne sonu sis,..

Dosti Teri Paane Ko Zindagi Tarapti Hai,..
Tera Deedaar Karne Ko "Jaanasheen" Aankh Tarasti Hai,..
Tu Kyun Nahi Deti Mujhe Koi Dosti Ka Silaa,..
Dooriaan Ko Ye Duniyaa Na Jaane Kya Samajhti Hai,..

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #33 on: June 16, 2006, 05:53:57 AM »
Reply with quote
Azeem brother... or Harash ji bahuta khoob...

app donu ney bahut achi mehfil sejha rakhi hai lagey rahow...
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #34 on: June 16, 2006, 01:29:58 PM »
Reply with quote
Bahoot bahoot shukriya Janasheen aapke is bahoomulya Nazraane ka ...mein tah-e-dil se aapke Jazbaaton ki kadra kerta hoon...

Sonu ji aapke aseem pyaar bhare shabdon ka danya waad...

Jaanasheen ji..

kahan se laaoon woh shabad-o-dun jo is maatam ko maatam na rehne de
koi bhi pal mujh se juda na ho paaye  khuda kare mere sung hi behne de.

tera mehfil main yuin hi chale aana our  mujh se takrana iteffak toh tha
per tera duaoon bhara nagme ka saroorana khuda kare yuin hi behne de.

Chura liya hai woh sab kutchh tumne mere dil ke dareechon se janasheen
haathon ki lakeeron se tumeh ai dost mitaoon kaise khuda kare rehne de.

kaanto se bach ke nahi chalna meri adat main shamil hai bharpoor sahil
tumeh chah  ker bhi na bhula paoonga ai humraahi ise yuinhi rehne de.
------------------

Quote from: "Jaanasheen"
Matam Bhi Aaj Mujhe Khushion Jaise Lag Rahe Hain,..
Teri Dosti Paakar "Harash" Kai Armaan Mere Dil Mein Jag Rahe Hain,..

Khaai Thi Chot Dil Par Maine Isliye Doston Ko Bhi Dushman Samajh Baitha,..
Jo Aag Ki Lehar Dil Mein Thi Meri, Wo Dosti Se Teri Bhuj Rahe Hain,..

Milta Nahi Har Kisi Ko Yahan Sacha Yaar, Bahoot Mushkil Se Koi Mil Jaata Hai,..
Paakar Tera Sath Dost Mere Sab Gile-Shikwe Mit Rahe Hain.,...

Gar Na Rahoon Main Is Duniya Mein, Mujhe Bhi Yaad Karlena Bhoole Se,..
Dekha "Harash Teri Wajah Se Aaj Apni Bhi Mehfilein Saj Rahe Hain,..

___________________________-Azeem-_________________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #35 on: June 17, 2006, 07:22:10 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
shukriya azeem bahi..... bahut khoob.... thanks....

Tum Lout Ke Aao Gaye Humse Milne

Roz Dil Ko Behlaane Ki Aadat Ho Gaiee

Tere Vaade Pey Kiya Bharosa Kya Hum Ne

Ke Shab Bhar Tera Intezaar Karne Ki aadat Ho Gaiee

Khushi Mein Bhi Hum Kiya Muskurate Ke

Teri Judaai Mein Rone Ki Aadat Ho Gaiee

kaafley Nikal Gaye Humein Choar Ke

Ke Ab Too Tanha Saffar Ki Aadat Ho Gaiee

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
shurkiya Azeem bahi...

Yaadain teray khluuse ki dasti hain aaj bhi
Milnay ki aarzooan trasti hain aaj bhi
Ankhain hazaar zabkaney ki koshish kay bawajood
Ruk ruk kay baar baar barsti hain aaj bhi

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
umro daraz maang ke laya tha char din
do aarzu mein kat gaye
do intezaar mein.....

Nice One,..
NiceOne sonu sis,..

Dosti Teri Paane Ko Zindagi Tarapti Hai,..
Tera Deedaar Karne Ko "Jaanasheen" Aankh Tarasti Hai,..
Tu Kyun Nahi Deti Mujhe Koi Dosti Ka Silaa,..
Dooriaan Ko Ye Duniyaa Na Jaane Kya Samajhti Hai,..

___________________________________-Jaanasheen-

Shukriya Sonu Sis,..
And Nice One,..

Aaoonga Milne Main Tumse Ek Din,...
Kaise Reh Sakta Hoon Dost Main Tere Bin,..

Ye Alaam Judaai Ka To Do Lamhon Ka Hain,..
Ye Lamhe Khatam Ho Jaayeinge Tu Ab Na Taare Gin,..

Ye Jo Dooriaan Hain Apni Raahon Mein Khatam Ho Jaayeingi,...
Tu Kabhi In Doorian Ka Bahaana Banakar Hume Bhoola Na Dena,..

Yaad Rakhna Hume Tu Har Mord Par Dost Hum To Teri Parchaai Hai,..
Kabhi Ho Bhi Jaaye Humse Khataa To Hamare Nishaan Mitaa Na Dena,..

______________________-Azeem-____________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #36 on: June 17, 2006, 07:27:55 AM »

Shukriya Bhai,..
Hamare Liye Kalam Likhne Kaa,..

Aye Dost Tere Gham Ab Mujhe Mil Jaaye,..
Teri Kismat Ka Charaag Ab Phir Jal Jaaye,..

Teri Raahon Mein Ho Har Pal Ujaala "Harash"
Roshni Ke Liye Chaahe Khuda Mujhe Jalaaye,..

Har Pal Abaad Rahe Tera Ashiaana Khushion Se,..
Tujhe Khushiaan Dete Dete Bhala Apna Nishaan Mit Jaaye,..

Kabhi Na Hume Judaa Samajhna Tu Ke Main Marr Bhi Jaaoon...
Meri Saansein Bhi Dost Ab Tujhe Naseeb Ho Jaaye,...

Khudaa Se Mangta Hoon Har Pal Main Khushiaan Sab Ke Liye,..
Dua Kartaa Hoon Ke Teri Bhi Zindagi Har Pal Muskuraaye,..

________________________-Azeem-___________________
Logged
Sonu
Guest
«Reply #37 on: June 30, 2006, 05:48:10 AM »
Reply with quote
harash ji or azeem brother.. bahut khoob donu ney bahut achi mehfil lega rakhi hia
Logged
Sonu
Guest
«Reply #38 on: June 30, 2006, 05:51:36 AM »
Reply with quote
Azeem brother bahut khob... shukriya

is duniya mein dost kam milenge,
is duniya main gham hi gham milenge,
jahaan duniya nazar pher legi,
us mod par dost tuhmein hum milenge!!

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
shukriya azeem bahi..... bahut khoob.... thanks....

Tum Lout Ke Aao Gaye Humse Milne

Roz Dil Ko Behlaane Ki Aadat Ho Gaiee

Tere Vaade Pey Kiya Bharosa Kya Hum Ne

Ke Shab Bhar Tera Intezaar Karne Ki aadat Ho Gaiee

Khushi Mein Bhi Hum Kiya Muskurate Ke

Teri Judaai Mein Rone Ki Aadat Ho Gaiee

kaafley Nikal Gaye Humein Choar Ke

Ke Ab Too Tanha Saffar Ki Aadat Ho Gaiee

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
shurkiya Azeem bahi...

Yaadain teray khluuse ki dasti hain aaj bhi
Milnay ki aarzooan trasti hain aaj bhi
Ankhain hazaar zabkaney ki koshish kay bawajood
Ruk ruk kay baar baar barsti hain aaj bhi

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
umro daraz maang ke laya tha char din
do aarzu mein kat gaye
do intezaar mein.....

Nice One,..
NiceOne sonu sis,..

Dosti Teri Paane Ko Zindagi Tarapti Hai,..
Tera Deedaar Karne Ko "Jaanasheen" Aankh Tarasti Hai,..
Tu Kyun Nahi Deti Mujhe Koi Dosti Ka Silaa,..
Dooriaan Ko Ye Duniyaa Na Jaane Kya Samajhti Hai,..

___________________________________-Jaanasheen-

Shukriya Sonu Sis,..
And Nice One,..

Aaoonga Milne Main Tumse Ek Din,...
Kaise Reh Sakta Hoon Dost Main Tere Bin,..

Ye Alaam Judaai Ka To Do Lamhon Ka Hain,..
Ye Lamhe Khatam Ho Jaayeinge Tu Ab Na Taare Gin,..

Ye Jo Dooriaan Hain Apni Raahon Mein Khatam Ho Jaayeingi,...
Tu Kabhi In Doorian Ka Bahaana Banakar Hume Bhoola Na Dena,..

Yaad Rakhna Hume Tu Har Mord Par Dost Hum To Teri Parchaai Hai,..
Kabhi Ho Bhi Jaaye Humse Khataa To Hamare Nishaan Mitaa Na Dena,..

______________________-Azeem-____________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #39 on: June 30, 2006, 06:39:05 AM »
Reply with quote
Shukriya Sonu Sis,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #40 on: June 30, 2006, 06:50:58 AM »
Reply with quote
brother your most welcome  :oops:

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu Sis,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #41 on: June 30, 2006, 07:44:10 AM »
Reply with quote
Dost Dost Naa Raha,..
Pyar Pyar Naa Raha,..
Zindagi Hume Tera,..
Aitbaar Naa Raha,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #42 on: July 10, 2006, 06:34:21 AM »
Reply with quote
Rishton ki ye duniye hai niraali,
Sab riston se pyaari hai DOSTI tumhaari.
Manzoor hai aansu bhi aakho mein hamaree,
Agar aa jaaye muskaan hot pe tumahari..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #43 on: July 11, 2006, 09:57:31 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Rishton ki ye duniye hai niraali,
Sab riston se pyaari hai DOSTI tumhaari.
Manzoor hai aansu bhi aakho mein hamaree,
Agar aa jaaye muskaan hot pe tumahari..
Bahoot Khoob Sonu Sis,..
Lage Raho,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #44 on: July 12, 2006, 05:39:40 AM »
Reply with quote
shukriya Azeem brother...

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Rishton ki ye duniye hai niraali,
Sab riston se pyaari hai DOSTI tumhaari.
Manzoor hai aansu bhi aakho mein hamaree,
Agar aa jaaye muskaan hot pe tumahari..
Bahoot Khoob Sonu Sis,..
Lage Raho,..
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 9
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
July 17, 2025, 06:48:44 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[June 23, 2025, 02:05:39 PM]

[June 23, 2025, 02:02:55 PM]

by ASIF
[June 06, 2025, 10:19:27 AM]

[June 01, 2025, 08:24:19 AM]

[May 28, 2025, 05:39:43 AM]

[May 26, 2025, 08:22:09 AM]

[May 20, 2025, 05:19:02 AM]

[April 27, 2025, 09:31:46 AM]

[April 24, 2025, 01:10:57 AM]

[April 09, 2025, 05:20:40 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.311 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer