Dosti

by Sonu on May 22, 2006, 07:39:24 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 9
ReplyPrint
Author  (Read 12634 times)
Sonu
Guest
«Reply #45 on: July 12, 2006, 05:41:38 AM »
Reply with quote
..Khuda se thoda raham khareed lete,
Aap ke zakhmo ka marham khareed lete.
Agar kahi bikti khushiya meri,
To saari bech kar aap ka har ghum khareed lete...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dosti by vasista in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
dosti by flower in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dosti by pralay in SMS , mobile & JOKES
Dosti..... by prempagla in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
Dosti ... by NewYorker in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #46 on: July 12, 2006, 12:40:56 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
..Khuda se thoda raham khareed lete,
Aap ke zakhmo ka marham khareed lete.
Agar kahi bikti khushiya meri,
To saari bech kar aap ka har ghum khareed lete...


Bahoot Ache Sis,..

Tumhari Zindagi Mein "Sonu" Kabhi Koi Gham Na Ho,.
Tumhari Aankhein Kabhi Aansoon Se Num Na Ho,..
Mile Tumhe Har Khushi Is Jahaan Ki,..
Bhale Us Khushi Mein Hum Na Ho,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #47 on: July 12, 2006, 09:54:12 PM »
Reply with quote
Azeem brother bahut bahut shukriya.... bahut khoob...

humari jindgi mey to ab ghamu ka hi saya hai
ahkhey rehti hai num mager unmey ab ujala nahi hai
kushi to es jahaan ney cheen li
ab to dosto key sarey per hi hum jinda hia
gum etney miley hai key ab to ahnsoo bhi sharminda hia


Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
..Khuda se thoda raham khareed lete,
Aap ke zakhmo ka marham khareed lete.
Agar kahi bikti khushiya meri,
To saari bech kar aap ka har ghum khareed lete...


Bahoot Ache Sis,..

Tumhari Zindagi Mein "Sonu" Kabhi Koi Gham Na Ho,.
Tumhari Aankhein Kabhi Aansoon Se Num Na Ho,..
Mile Tumhe Har Khushi Is Jahaan Ki,..
Bhale Us Khushi Mein Hum Na Ho,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #48 on: July 14, 2006, 03:30:05 PM »
Reply with quote


Shukriya Sonu Sis,..

Ujaale Hi Ujaale Ho Raahon Mein Tere, Gar Kabhi Andhera Aaye,.
To Ujaale Dene Ke Liye Khuda Hume Jalaaye,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #49 on: July 15, 2006, 03:16:08 AM »
Reply with quote
your most welcome Azeem bahi... bahut khoob..


ujalu ki low sey ab hum dartey hai
jis per kabhi tum sath cahley they ab hum un rahu sey dartey hai
or umeed bhi keya rakhey hum on ujlaey  sey
jo ajj bhi ujaley andhero mey tumahri tasvir bena deytey hai...

Quote from: "Jaanasheen"


Shukriya Sonu Sis,..

Ujaale Hi Ujaale Ho Raahon Mein Tere, Gar Kabhi Andhera Aaye,.
To Ujaale Dene Ke Liye Khuda Hume Jalaaye,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #50 on: July 18, 2006, 08:10:05 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
your most welcome Azeem bahi... bahut khoob..


ujalu ki low sey ab hum dartey hai
jis per kabhi tum sath cahley they ab hum un rahu sey dartey hai
or umeed bhi keya rakhey hum on ujlaey  sey
jo ajj bhi ujaley andhero mey tumahri tasvir bena deytey hai...

Quote from: "Jaanasheen"


Shukriya Sonu Sis,..

Ujaale Hi Ujaale Ho Raahon Mein Tere, Gar Kabhi Andhera Aaye,.
To Ujaale Dene Ke Liye Khuda Hume Jalaaye,..


Ujaale Ko Dhoondte Dhoondte Hume Andheri Raahein Mili..
Ye Bhi Hum Zindagi Ka Mordk Samajhkar Guzaar Diya,..

_____________________________________-Jaanasheen-

Logged
Sonu
Guest
«Reply #51 on: July 18, 2006, 08:16:45 AM »
Reply with quote
bahut khoob azeem bahi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #52 on: July 18, 2006, 12:50:59 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
bahut khoob azeem bahi


Shukriya Sonu Sis,..

Doston Ki Mohabbat Ka Yakheen To Kar Liya Maine,..
Haathon Mein Choopa Khanjar Na Dekha,..

Milte Gaye Sab Muskuraakar Mujhse Is Jahan Mein,..
Maine "Jaanasheen" Kisi Ke Dil Ka Manzar Na Dekha,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #53 on: July 22, 2006, 02:25:24 AM »
Reply with quote
Azeem bahi bahut khoob... Majid bahi keay bat hai... donu ey bahut acha likha hia
Logged
Sonu
Guest
«Reply #54 on: July 22, 2006, 10:25:37 PM »
Reply with quote
your most welcome Majid bahi... lo ab likh teydey hai Usual Smile.....

Jasbaate ishq naakaam naa hone denge,
Dil ki duniya mein kabhi shaam naa hone denge,
Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
Par dost hum tumhe badnaam na hone denge !
Logged
Sonu
Guest
«Reply #55 on: July 24, 2006, 05:57:39 AM »
Reply with quote
Majid bahi shurkiya.. bahut khoob...

Dosti toh sirf ek ittefaaq hai,
Yeh toh dilon ki mulaakaat hai,
Dosti nahi dekhti yeh din hai ki raat hai,
Isme toh sirf wafaadaari aur jasbaat hai !

Quote from: "majid"
thanks and bohat achhe sis

TERI DOSTI KI TARIF ZUBAAN PE AANE LAGI
AAPSE DOSTI KI AUR ZINDAGI MUSKURANE LAGI
YE MERA PYAAR THA YA TERI ACHHAYI
KI MERI HAR SHANSH SE TERE LIYE DUA AANE LAGI...........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #56 on: July 24, 2006, 09:56:54 AM »
Reply with quote
Shukriya Sonu Sis,..
Nice One Majid Bhai,..
App Dono Ne Kamaal ka Likha Hai,..

Dushmano Ko Apna Dost Samajh Gaya Main,..
Bane The Phool Wo Meri Nazar Mein Magar Kaanta Banke Chubte Rahe,..

____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Raja Rock
Guest
«Reply #57 on: July 24, 2006, 03:03:53 PM »
Reply with quote
Aye dost hamse khafa na hona dosti ki kasam,Warna isi dosti ki kasam hum duniya se khafa ho jayege.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #58 on: July 26, 2006, 12:37:34 PM »
Reply with quote
Quote from: "Raja Rock"
Aye dost hamse khafa na hona dosti ki kasam,Warna isi dosti ki kasam hum duniya se khafa ho jayege.
Nice One Raja,..
And WelcomeToYoindia,..

Ur welcome Majid Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #59 on: July 26, 2006, 12:38:26 PM »
Reply with quote
Aye Dost Teri Yaad Us Waqt Bahoot Tardpaayegi,..
Jab Zindagi Kahegi Alvida Aur Maut Bhi Nahi Aayegi,..
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 9
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
July 17, 2025, 06:40:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[June 23, 2025, 02:05:39 PM]

[June 23, 2025, 02:02:55 PM]

by ASIF
[June 06, 2025, 10:19:27 AM]

[June 01, 2025, 08:24:19 AM]

[May 28, 2025, 05:39:43 AM]

[May 26, 2025, 08:22:09 AM]

[May 20, 2025, 05:19:02 AM]

[April 27, 2025, 09:31:46 AM]

[April 24, 2025, 01:10:57 AM]

[April 09, 2025, 05:20:40 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer