INSAAN

by majid on May 10, 2006, 08:00:54 AM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 4771 times)
majid
Guest
Insaan se bad kar nahi watan ka koi hissa

Na karO yeh khoon-kharaaba bandh karO yeh kissa

 

Maana Kashmir par naaz karta tha Hindustan

Par aaj yeh baat hei Itihaas ka ek kissa

 

Mahatma Gandhi, jissei kehte hei desh kei Pita

Unka bhi toe sabak sadaa raha hei ahinsaa

 

Ek hi desh kei dO tukdo mein kya antar hei

Ish paar rahei ya ush paar inn dono ka yeh hissa

 

Kashmir mein beh chukka hei hazarO ka khoon

Koi toe tyaag karO aur bandh karo yeh hinssa

 

Eei mere vatan ki hukumat, aawaz meri bhi sunO

Bas karO! Insaan sei barh kar nahi vatan ka koi hissa.
N/M
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
:: insaan :: by myheart_ursonly in SMS , mobile & JOKES
~*~*AaJ kA iNsAaN~*~* by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard
Zindagi ko halaaton ka insaan nahi, insaan sa banana by @kaash in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
insaan ko dusne ke liye insaan hi kafi hai by sunildehgawani in Miscellaneous Shayri
INSAAN INSAAN SE JAL RAHA HAI.......... by pawan16 in English
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: May 10, 2006, 10:26:25 AM »
Nice one Majid Bhai ,.
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #2 on: May 10, 2006, 01:29:29 PM »
Bohot Khoob MAjid Bhai !!!!
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #3 on: May 10, 2006, 07:19:42 PM »
Kya Likhe Aapke Samne !!!!!! Fir Bhi Koshish Karta Hu!!!!

Umar Bhar Ka Intezaar Pal Me Pura Ho Jata Hai,
Jo Insaan Apne Desh K Liye Apni Jaan De Pata Hai !!!!!!
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #4 on: May 11, 2006, 06:28:24 PM »
Shukriya Majid Bhai .... Achcha Laga Ki Aapko Pasand Aaya Aap Bhi Kuch Likhte To Kuch Sikhne Milta !!!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: May 12, 2006, 03:57:24 PM »
Insaan Banaya Khuda Ne Uski Bandagi Karne Ke Liye,..
Phir Kyun Lardte Hain Hum Tabaah Zindagi karne Ke Liye,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #6 on: May 14, 2006, 03:54:27 AM »
Wah Majid Bhai Bohot Khoob !!!!!
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #7 on: May 14, 2006, 08:19:11 PM »
Aap Ne Bola To Kuch Likna To Padega Hi !!!!

Watan K Naam Pe Jo Mit Jata Hai,
Vo Nahi Marta, Amar Ho Jata Hai!!!!!!
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #8 on: May 15, 2006, 04:09:27 PM »
Bohot Khoob Majid Bhai !!!!!

Jang Jeeti Nahi Jati Hai Sirf Watan K Liye Marne Se,
Jang Jeeti Jati Hai Dushmano Ka Safaya Karne Se !!!!
Logged
RamSagar
Guest
«Reply #9 on: May 16, 2006, 01:45:10 PM »
Wo wakt gaya wo daur gaya...
jab do kaum ka nara tha...
wo log gaye es dharati se...
jiska maksad batwara tha...
Abb ek hai sab hindustani....
aab ek hai sab hindustani...
ye jan le sara pakistan.....
ha ha..ye jan le sara jahan....

....Sahir Ludhiyani......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: May 17, 2006, 09:33:55 AM »
Nice One Majid Bhai And Dard-e-Dil,..


Ramsagar Ji Ye Watan Section Hai Yahan Kisi Bhi mulk Ka Naam Lekar kehna Manaa hai,..

Watan ke Liye Jisne Apni Jaan Di,..
Unhone Azaadi Ki Ek Alag Pehchaan Di,.
Paayi Hai Azaadi Humne Lakhon Jaane Ganwa Kar,..
Aur Lakhon Maaon Ne Apne Bachon Ki Jaan Di,..

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: May 22, 2006, 09:09:26 AM »
Nice One Again Majid Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: May 22, 2006, 12:28:22 PM »
Ur Welcome Again Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: July 26, 2006, 12:57:05 PM »
Nice One Majid Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: July 26, 2006, 01:33:42 PM »
Tu Hindu Banegaa Na Musalmaan Banega,..
Insaan Ki Aulaad Hai Insaan Banega,..
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 05:08:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer