Main

by ADIK on December 16, 2010, 07:44:33 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 1970 times)
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #15 on: December 16, 2010, 11:04:03 AM »
Reply with quote
thanks kasak ji

khata kis ki thi kya pata naam hamara aaya
khushi kissi ko milli Gum mere daman mein aaya
jitni baar koshish ki maine khud ko hasane ki,
har baar koi naya chehra mujhe rulane aaya.....


Anil R Bhardwaj

nastam mast
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
(Kyun Main na sahe kaha na) shairi ka bara main plz. read by muneeb in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
Main nashay main hoon by Syed Imran in Ghazals
Fazaoon Main Bikherta Dard Main Samait Laiti Hoon by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
aabaad hu main,barbaad hu main by Prateek Mardia in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3  All »
Main tha, main hu, main rahunga(GUNEHGAAR) by gunehgaar in Shairi - E - Zindagi
ADIK
Guest
«Reply #16 on: December 16, 2010, 11:04:46 AM »
Reply with quote
Bus koshish hai kuch acha likhne ki
kissi khaas ke dil mein phir se basne ki
kitna hum ab kar pate hain ye toh sama batyega
uske dil par apna naam likh payenge ke nahi
ab toh ye bus mujhe sama hi batyega....

Anil R Bhardwaj
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #17 on: December 16, 2010, 11:06:02 AM »
Reply with quote
na jane kyun teri ankhon mein koi khayal rehta hai
jawab nahin jiska koi hothon par woh sawaal rehta hai
tere dil ke samandhar mein koi toofan uth ta rehta hai
kar le koi haasil mujhko saahil bhi tarasta rehta hai
ho jaye jo nazriyn inaayat apki is na cheej par
apke do lafzon ko parhne dil betaab sa rehta

wahh ji wahhh
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #18 on: December 16, 2010, 11:06:54 AM »
Reply with quote
Bus koshish hai kuch acha likhne ki
kissi khaas ke dil mein phir se basne ki
kitna hum ab kar pate hain ye toh sama batyega
uske dil par apna naam likh payenge ke nahi
ab toh ye bus mujhe sama hi batyega....

Anil R Bhardwaj

best of luck ji
Logged
ADIK
Guest
«Reply #19 on: December 16, 2010, 11:12:45 AM »
Reply with quote
na jane kyun teri ankhon mein koi khayal rehta hai
jawab nahin jiska koi hothon par woh sawaal rehta hai
tere dil ke samandhar mein koi toofan uth ta rehta hai
kar le koi haasil mujhko saahil bhi tarasta rehta hai
ho jaye jo nazriyn inaayat apki is na cheej par
apke do lafzon ko parhne dil betaab sa rehta

Betaab sa rehne laga tha,
main kissi khayal mein rehne laga tha,
ajab si kasak mere dil mein ho rahi thi,
kissi anjan par main mar mita tha,
jiska chehra toh nahi dekha tha maine,
par uski aawaz sunne ko tadap raha tha,
kitni bechani thi mujhe main keh nahi sakta
"Anil" ajj uske dil mein utar jana chahta tha


Anil R Bhardwaj
Logged
ADIK
Guest
«Reply #20 on: December 16, 2010, 11:13:10 AM »
Reply with quote
ohh thanks kasak jii
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #21 on: December 16, 2010, 11:14:14 AM »
Reply with quote
aaj na jaane kyun naraaj meri parchayee hai
raushni to bohut hai phir bhi andhrayee hai
ho gayee shayad koi khata humse anjaane mein
usi khata ki shayad humne aaj sazaa yeh paayee hai
saamne aati nahin na jaane kahan khud ko chupaayee hai
uske ko iska koi asar na ho chahey aye mere dil
mere liye unka ek din ka roothna zindagi bhar ki rusvayee hai
Logged
nirala
Guest
«Reply #22 on: December 16, 2010, 11:20:49 AM »
Reply with quote
lagta hai sahill ji ka dil toot gaya hai mohabat me
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #23 on: December 16, 2010, 11:27:41 AM »
Reply with quote
lagakar dil hum to yun hi badnaam ho rahe hain
peekar jaam mohabat ka nashe mein ho rahe hain
lutaakar dil apna unke khayalon mein kho rahe hain
dekh kar hamaari haalat na jane kya samjh rahe hain
dunya wale kehtey hain hum deewane ho rahe hain
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #24 on: December 16, 2010, 11:32:43 AM »
Reply with quote
aaj na jaane kyun naraaj meri parchayee hai
raushni to bohut hai phir bhi andhrayee hai
ho gayee shayad koi khata humse anjaane mein
usi khata ki shayad humne aaj sazaa yeh paayee hai
saamne aati nahin na jaane kahan khud ko chupaayee hai
uske ko iska koi asar na ho chahey aye mere dil
mere liye unka ek din ka roothna zindagi bhar ki rusvayee hai


ohho aisi bhi kya baat ho gai saahil ji..mana lijiye usko jo ruth gai h aapse
Logged
ADIK
Guest
«Reply #25 on: December 16, 2010, 11:34:41 AM »
Reply with quote
aaj na jaane kyun naraaj meri parchayee hai
raushni to bohut hai phir bhi andhrayee hai
ho gayee shayad koi khata humse anjaane mein
usi khata ki shayad humne aaj sazaa yeh paayee hai
saamne aati nahin na jaane kahan khud ko chupaayee hai
uske ko iska koi asar na ho chahey aye mere dil
mere liye unka ek din ka roothna zindagi bhar ki rusvayee hai


woh mera naam bhul gaye lagte hain,
jo kabhi mera naam bhulne par khud aa jate the,
mere akas ko bhulaye baithe lagte hain
jo hamari mohobbat ki kasmein khate the
kaise bhul gaye woh bitaye hus sath pal
jine ta umar apni yaad mein sambhalne ko kehte the


Anil R Bhardwaj
Logged
ADIK
Guest
«Reply #26 on: December 16, 2010, 11:42:48 AM »
Reply with quote
lagakar dil hum to yun hi badnaam ho rahe hain
peekar jaam mohabat ka nashe mein ho rahe hain
lutaakar dil apna unke khayalon mein kho rahe hain
dekh kar hamaari haalat na jane kya samjh rahe hain
dunya wale kehtey hain hum deewane ho rahe hain

jam hathoin mein lekar raahoin par chahlte the
hum paani ki tarah sharab ko peete the
bus fark itna tha tab masti mein peete the
or ab tere diye hue dardoin ko bhulane ko peete hain

Anil R Bhardwaj
Logged
nirala
Guest
«Reply #27 on: December 16, 2010, 11:44:58 AM »
Reply with quote
kisi ko apne dil me utaara to kya khak utaara
       kisi ke dil ke shishe me 'nirala' khud ko utaar to baat hai
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #28 on: December 16, 2010, 11:47:19 AM »
Reply with quote
rooth gayee hai jo mujhse khud bhi woh jaanti hai
poochti hain naam uska khud ko nahin pehchaanti hai
hai dil mein mera kaun woh bhi yeh jaanti hai
manaa raha hoon usko magar na jaane kab maanti hai
parh kar unke kuch lafz itna to yakeen hai mujhko
roothi nahin hai ab mujhse dil mein muskuraati hai
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #29 on: December 16, 2010, 11:56:54 AM »
Reply with quote
Bahut Hi Sunder Mafil Hai 
Bahut Khub Anil Ji Aur Sahill Ji
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 19, 2024, 01:19:52 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[May 18, 2024, 12:47:34 PM]

[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer