Baat karni mujhe mushkil.....

by nadeem1992 on February 13, 2008, 12:40:02 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1216 times)
nadeem1992
Guest
Reply with quote
Baat karni mujhe mushkil kabhie aisi to na thi,
jaisi ab hai teri mehfil kabhie aisi to na thi.

Le gaya chheen ke kaun tera aaj sabr-o-qaraar,
beqarari tujhe ae dil kabhie aisi to na thi.

Oos ki aankhon ne khuda jaane kya kiya jadoo?
ke tabiyat meri maa-il kabhie aisi to na thi....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Koi to dilaasa de mujhe koi to mujhse baat kare by clicksahil in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
IS BAAT KA MUJHE.................... by Tanha(Saurabh) in Shayri-E-Dard
*Baat Karni Hai Toh Kar Lo* by Roja in Miscellaneous Shayri
na karni thi wafa by SairaKhan in Shayri for Dard -e- Judai
Na karni thi wafadari to q dil lagaya tha by awais_007 in Share: Poetry of Pain
Roja
Guest
«Reply #1 on: February 13, 2008, 05:49:54 AM »
Reply with quote
Baat karni mujhe mushkil kabhie aisi to na thi,
jaisi ab hai teri mehfil kabhie aisi to na thi.

Le gaya chheen ke kaun tera aaj sabr-o-qaraar,
beqarari tujhe ae dil kabhie aisi to na thi.

Oos ki aankhon ne khuda jaane kya kiya jadoo?
ke tabiyat meri maa-il kabhie aisi to na thi....

Nice sharing. Yeh sher mujhe bahut pasand hai. Thanks
for sharing this nice stuff.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #2 on: February 13, 2008, 06:01:28 AM »
Reply with quote
Thanks a Lot Nadeem for Reminding this Beautiful Gazal penned by "Bahadur Shah Zafar".

I am writing the complete Gazal.. Usual Smile 

baat karni mujhe mushkil - kabhi aisi to na thi
jaisi ab hai teri mahfil - kabhi aisi to na thi

le gayaa chheen ke kaun aaj tera sabr-o-qarar
beqaraari tujhe ai dil - kabhi aisi to na thi

chashm-e-qaatil meri dushman thi hameshaa lekin
jaise ab ho gai qaatil - kabhi aisi to na thi

un ki aankhon ne khuda jaane kiya kya jaaduu
ke tabiyat meri maail - kabhi aisi to na thi

aks-e-rukh-e-yaar ne kis se hai tujhe chamkaayaa
taab tujh mein maah-e-kaamil kabhi aisi to na thi

kya sabab tu jo bigadtaa hai "zafar" se har baar
khuu teri huur-e-shamaail - kabhi aisi to na thi


A REQUEST : Always give proper credits to the author if you are posting other's work
Logged
zakhmola
Guest
«Reply #3 on: February 13, 2008, 07:03:35 AM »
Reply with quote
Gamon ka Aihsaas mujhey
tujshey milney ke baad hua
jab sey bichda main tujsey
tabsey Gamjada hun main.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: February 14, 2008, 06:30:06 PM »
Reply with quote
good sharing shikha.. nice lines zakhmola ji!!
Logged
hitesh_atm
Guest
«Reply #5 on: May 18, 2009, 11:01:53 AM »
Reply with quote
Thanks Nadeem for posting such a nice Gazal of Bahadur Shah Zafar Applause

Suki Zameen ka dard Badal samje ta hai !
Daddane walo ka taste posting kar ne wala samje ta hai !!!  Clapping Smiley
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 02:58:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer