Kaanch Ki Gudiya - ------------- Abul Asad

by Abul Asad on December 13, 2011, 12:28:50 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 4593 times)
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
6 days, 23 hours and 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
Reply with quote
Kaanch ki gudiya, Naazuk si chidiya
Koi khwabon ki pariya, Mitthai ki tikkiya
 
Rangon ki titli, aayi meri jadu ki nagariya
Chandan ki khusboo men lipti badaniya
 
Saans Bhi leti bajti mere dil ki tik-tikya
Mehkati kamra mera uski hansti batiyan
 
Haath ki uski lambi si ung-aliya
Baandh li mere dil ki gol si dibiya
 
Jaanch ke jisko kahe meri behniya
Bhaiya issi ne hai banni ghar ki dulhaniya

Kaanch ki gudiya, Naazuk si chidiya
Koi khwabon ki pariya, Mitthai ki tikkiya
Abul Asad
Logged
sbechain
Guest
«Reply #1 on: December 13, 2011, 12:34:08 PM »
Reply with quote
Kaanch ki gudiya, Naazuk si chidiya
 
Koi khwabon ki pariya, Mitthai ki tikkiya
 

Rangon ki titli, aayi meri jadu ki nagariya
 
Chandan ki khusboo men lipti badaniya
 

Saans Bhi leti bajti mere dil ki tik-tikya
 
Mehkati kamra mera uski hansti batiyan
 


haath ki uski lambi si ung-aliya

Baandh li mere dil ki gol si dibiya
 

Jaanch ke jisko kahe meri behniya
 
Bhaiya issi ne hai banni ghar ki dulhaniya
 

Kaanch ki gudiya, Naazuk si chidiya
 
Koi khwabon ki pariya, Mitthai ki tikkiya
Abul Asad

BAHUT PYARA KALAAM
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
6 days, 23 hours and 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #2 on: December 13, 2011, 12:41:51 PM »
Reply with quote
Sheba ji,

Bahut shukriya

Dua goo Abul Asad
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #3 on: December 13, 2011, 06:42:39 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Asad saheb.Pyara kalaam hai.Alfaaz ki chutputiyaan khoob chatkaai hain.Maza aa gaya.Shihab miyan ke dil ke taar bhi aap ne cher diye.Khuda unnke haath bhi jaldi peele karaaye.
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
6 days, 23 hours and 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #4 on: December 13, 2011, 06:45:09 PM »
Reply with quote
shihab sahib,

Aap ki zinda dilli ka jawaab nahin, Aap ki dad
ka bahut bahut shukriya, apki muhabbat ke aap ise
khabil-e tareef samajhe.

iss se hat kar mein yeh punchona chahonga
ke, kitni baar ho chuki hai yeh baat ap ke saath? (muskurate hovay)

Dua Goo
Abul Asad

Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
6 days, 23 hours and 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #5 on: December 13, 2011, 06:48:59 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Asad saheb.Pyara kalaam hai.Alfaaz ki chutputiyaan khoob chatkaai hain.Maza aa gaya.Shihab miyan ke dil ke taar bhi aap ne cher diye.Khuda unnke haath bhi jaldi peele karaaye.
Ji Hasan sahab inayat aap ki, janab izzat baqshi aapne
behad mamnun aapka, Shihab sahab ki mizagi ranginiyan
kuch khul kar aarahi hain, Allah unke saath ham sab ko
khush rakhe

Dua goon
Abul Asad
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #6 on: December 13, 2011, 07:01:59 PM »
Reply with quote
Asad Sahaab Aadaab!

Janab bahut khoob achchi kalaam kahi hai aapne.. masoom se
khayaal aur behad pyaari si adaaygi.. Usual Smile

Huamri daad kabul kijiye..
Likhate rahiye.. aate rahiye.. mehfil ko roshan karte rahiye.
Khush O aabaad rahiye..
Khuda hafez... Usual Smile         




Bahut khoob Asad saheb.Pyara kalaam hai.Alfaaz ki chutputiyaan khoob chatkaai hain.Maza aa gaya.Shihab miyan ke dil ke taar bhi aap ne cher diye.Khuda unnke haath bhi jaldi peele karaaye.

 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

         
Logged
sarfira
Guest
«Reply #7 on: December 13, 2011, 07:11:44 PM »
Reply with quote
Kaanch ki gudiya, Naazuk si chidiya
Koi khwabon ki pariya, Mitthai ki tikkiya
 
Rangon ki titli, aayi meri jadu ki nagariya
Chandan ki khusboo men lipti badaniya
 
Saans Bhi leti bajti mere dil ki tik-tikya
Mehkati kamra mera uski hansti batiyan
 
Haath ki uski lambi si ung-aliya
Baandh li mere dil ki gol si dibiya
 
Jaanch ke jisko kahe meri behniya
Bhaiya issi ne hai banni ghar ki dulhaniya

Kaanch ki gudiya, Naazuk si chidiya
Koi khwabon ki pariya, Mitthai ki tikkiya
Abul Asad
wah wah Abul sahab
shabdon ki jadugari kamaal ki rahi post me
bht khoob janaab--

daad daad
khus rahen
muskurate rahen
Usual Smile
!!
thahar jati hai dekh ke usko
Abul ji ke aankhon ki Putliyaan
!!

tongue3 tongue3
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
6 days, 23 hours and 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #8 on: December 13, 2011, 07:59:18 PM »
Reply with quote
Parwaz Sahib aur Sarfira Sahib,

Keh gaye the Ghalib ke: "Ah ko chahiye ek umr asr hone tak"

gustakhi maaf, agar main kuch kahun to,

Aap ki wah ko nahi chahiye ek pal bhi dil ko lagne tak,
Kia rang karoon iss dil ka, aapki dad vasol hone tak.

Ab to intezar rehta hai aaplogon ki inayat-o muhabbat bhari dad-on ka
aik lat si padh gayi hai, yanhaan ki khushgawar hawaon ka.

Sahiban bahut bahut dili shukriya ap logon ka

Dua Goo
Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
6 days, 23 hours and 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #9 on: December 14, 2011, 11:29:34 PM »
Reply with quote
Shihab Saheb,

Yanhaan aana ab gharane ki tarha lagta hai
Aap logon se milna, aur jumle kasna kia hai

Aap se muhabbat baat-te rehna, aur dua-en kia hai
Agar yeh khushkismati nahi hamari to aur kia hai

Behad shukhriya Shihab Saheb,
Khushkismat hain ham ke ap kuch lafzon ki mehrbaniyan karte hain
ham jaison par.

Mashkur Ap ke aur Is basti ke har
Muhabbat bhare dil  ke,

Abul Asad




Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #10 on: March 15, 2012, 05:56:53 PM »
Reply with quote
aaww Such a Lovely Creation Abul Ji.. bahoot Bahoot Khoobsoorat peshkash !! Applause Applause Applause
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
6 days, 23 hours and 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #11 on: March 17, 2012, 05:07:06 PM »
Reply with quote
aaww Such a Lovely Creation Abul Ji.. bahoot Bahoot Khoobsoorat peshkash !! Applause Applause Applause

Thank you soo Much Nysha ji,
I am soo thrilled that you liked it
I am so apreciative of your comments

Abul Asad
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 11:52:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer