help

by monamithiya on April 09, 2010, 06:20:28 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2481 times)
monamithiya
Guest
Reply with quote
dear all friends of yoindia,
agar aap log zyzda busy na ho,
thodha extra time ho agar aapke pass,
i need a help
meri best friend khyati ka birthday next month hai,
she will b 22 in nxt month,
i want to gift her best peom,
koi kavita jo dil ko chu jhay,
kya kisi k pass koi idea hai,

suggestion are heartly invited

kind regards to all
mona
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #1 on: April 09, 2010, 09:01:06 PM »
Reply with quote
Mona ji,

agar aap khud se likhenge to unhe jyada pasand aayega. aapke feelings unke liye kya hain aapse behtar kaun samajh sakta hai. aap khud se kuch words jodke kuch likhiye unhe. Unko bahut pasand aayega. bas itna keh dena aap unse ki apne unke liye specially compose kiya hai.

Bas isse behtar aur koi gift nahi ho paegi unke liye.

Regards
Logged
monamithiya
Guest
«Reply #2 on: April 10, 2010, 05:27:32 AM »
Reply with quote
  icon_thumleft
thankxxxxxxxxx
i will try my best
par mujhe itna khasss nahi ata
maine kabhi likhne ka try nahi kiya
  Feared.   sad11
 icon_scratch   sad5

kind regards
have a nice time
mona
Logged
dead heart
Guest
«Reply #3 on: April 10, 2010, 05:30:12 AM »
Reply with quote
Mona jee,

 Bahaut sahi kaha Kapil dost ne...Khud likhein...Aur haan, yahan bahaut helpers hai...Kisi se bhi madad le lein about writing...Ap koshish toh karein...Lavz apne ap jhudte jaenge...Give it a try...U have a month...
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #4 on: April 10, 2010, 06:28:10 AM »
Reply with quote
Apni friend ke birthday par aap khud hi koshish karein to achha hoga. Example ke liye do lines :

Sab nazar utha kar dekhein aisi ek parwaaz ho
Teri meri dosti par saari duniya ko naaz ho
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #5 on: April 10, 2010, 06:39:07 AM »
Reply with quote
Mona ji Aap Likhne Ki Khud Koshish Kijiye.. Likhna Itna Mushkil Nahi hai.. Jo Bhi Aap likhe usme Unki Pasand, Unki Khubsoorati.. For Example Jaise Unki Aankhen Acchi hain Ya Zulfen Yani Ki Kuch Bhi Uska Zikra Karen...!  icon_thumleft

Unki Koi Aisi Aadat Jo aapko Subse Zyada Pasand Hai Uska Zikra Karen.. Wo Aapki Zindgi Me Kitna Mayane Rakhti Hain.. Yeh sab Us Rachna Me Piro Ke Likhe... dekhiye Behad Khubsoorat Kavita Ban kar saamne aayegi..!! Usual Smile

isse Keemati Tohfa aur Kya ho sakta hai aapki Dost Ke Liye..!  love4



**~** Mann **~**
Logged
monamithiya
Guest
«Reply #6 on: April 12, 2010, 07:58:46 AM »
Reply with quote
hellooooo all my friends
i hope every1 is fi99999 n having nice time
yaha peh kuch lines mili hai
dedicated to my best friend
aap sablok bahut achha likhte ho..
mujhe itna acha likhna nahi aata
suggestions are heartly invited



Khyati Or Mani K Sath Men Hanste Hanste
Kaise Beete Din Aur Hafte
Dheere Dheere Sal Bhi Guzra
Sath Men Ik Aur Sal Bhi Guzra

College Ke Naam Par Canteen Jana
Roz Naye Bahane Dekar Lecture Na Jana
Yaro Se Zjagadana Aur Mana Na
Unki Choti Si Taklif Ko Bi Dil Se Lagana

Haste Haste Wo Mastiya
Attendence Na Hone Par Teacher Ki Galiya
Exam K Time Suru Karna Padhai
Result Na Aane Par University Ki Karni Buray

Haste Haste Waqt Bitate
Saath Mei Sai Kripa Jate
Grill Sandwich Aur Coke Mangate
Aur Teeno Saath Mei Khate

Haste Haste Gapeh Lagate
Aur Saath Saath Ravindra Jate
Pav Bhaji Aur Wahi Coke Mangate Te
Aur Teeno Jam Ke Khaate

Haste Haste Sadak Par Chalte
Prakash Mei Chale Jate
Kuch Gol Gappe Lagate
Aur Teeno Ek Hi Plate Mei Khate (Bhale Hi Khyati Jyada Thikha Khaye)

Haste Haste Ghumne Jate
Phir Achanak Movie Ka Plan Banate
Ek Saath Baith Interval Mei Popcorn Lete (Mani Ne Bav Bhave)
Aur Boring Movie Ka Bi Khoob Maza Lete


Tina Or Mani K Khatir Naye Tofhe Kharidna
Usi Dost K Khatir Pankaj Se Ladhna


Sunday To Der Tak Sath Mei Hi Guzar Te
Monday Ko Jaldi Uthne Ki,Mushkil Se Koshish Karte The
College Jana To Jaise Ek Choti Mulakat Thi
Phir Se Class Bunk ,Aaj Movie Jaane Ki Baat Thi

Mauj Karte Huwe Din Jaldi Se Guzarta Tha
Ghar Aane Mein Jane Kyun Late Hi Hota Tha
Bekhauf Se Jeete The,Khud Me Khoye Rehte The
Kabhi Ladte Bhi The,Aur Der Tak Rote The

Lunch Se Pehle Hi Canteen Chale Jaate The
Waha Se Class Phir Shayad Hi Laut Pate The
Do Dosto Ka Woh Saath,Kitna Yaad Aata Hain
Wo Guzra Haseen Waqt,Aankhe Nam Kar Jata Hain

Masti Hum Sab Milkar Karte Hian
Aik Dhojha Ka Sarh Kha Jaate Hain

Kabhi Kabhi Mujhse Bohat Pakate Hain
Parh Phir Bi, Mujhe Gale Lagate Hain

Khyati Or Mani Ke Sath, Muskan Lub Per Aa Jaati Hai
Unn Sabki Choti Se Choti Baat Bhi, Dil Ko Chu Jaati Hai

Khayal Mera, Mujhse Bi Zyada Rakhte Hain
Meri Haar Ghalati, Nazar Andaz Karte Hain

Tina Or Mani Ka Jab Bhi Naam Ayya Hai
Khud Ko Bahoot Khushkismat Maine Paaya Hai
Mila Hai Be-Intihan Pyar Mujhko
Her Ek Ne Mera Ek Ek Naaj  Uthaya Hai
Her Zid Karwai Poori, Her Ek Ko Maine Rualaya Hai
Phir Bhi Dekhon Kabhi, Apne Dosto Ke Chehre Per, Ek Shikan Nahi Paaya Hai

Tha Wo Kaya Jamana, Raani Ban Ghooma Karati Thi
Jo Chahti Thi Manwati Thi Tina Or Mani Se, Her Ek Dil Per Raj Kiya Karati Thi
Bin Soche Kah Jaana, Bin Kahe Manwa Jaana
Ab Sochu To, Lagta Hai Ajeeb, Kaya Kaya Main Kiya Karati Thi


Hanste Hanste Kaise Beete
Yeh Saal Maloom Nahi
Aur Bichhad Ke Hans Paaenge
Ye Bhi To Maloom Nahi




[/size][/size]
Logged
cara
Guest
«Reply #7 on: April 12, 2010, 08:23:04 AM »
Reply with quote
Wah kya baat hai      Monamithiya ji......


Itna toh mast likhti ho
aur kaheti ho likhna nahi aata
apne dost ke janam dinpar
beete hue palhon ki yaadon se badhkar
aur kya koi tohfa de paata...........
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #8 on: April 12, 2010, 08:40:11 AM »
Reply with quote
Wah bahut khoob Mona ji,aapke dosto ko bahut achi lagegi ye dedication.great creation.excellent icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: April 12, 2010, 08:46:20 AM »
Reply with quote
Bahut bahut Khoob Monaji.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Beete Hue Palon Ko Yaad kar Ek Bahut Pyaari Aur Dil ko Chuu Jaane Wali Kavita Likhi hai Aapne..Yakeenan Aapke Dosto Ko yeh Kavita Bahut Pasand Aayegi..
Bahut Ache.. Thumbs UP
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: April 12, 2010, 07:14:39 PM »
Reply with quote
Bahut achcha likha hai aapne Mona ji...!!!
Logged
monamithiya
Guest
«Reply #11 on: April 13, 2010, 10:56:28 AM »
Reply with quote


Aankho Mei Masti
Labho Peh Hasi
Dil Ki Achi
Nam Hai Uska Khyati

Khyati Or Mani K Sath Men Hanste Hanste
Kaise Beete Din Aur Hafte
Dheere Dheere Sal Bhi Guzra
Sath Men Ik Aur Sal Bhi Guzra

College Ke Naam Par Canteen Jana
Roz Naye Bahane Dekar Lecture Na Jana
Yaro Se Zjagadana Aur Mana Na
Unki Choti Si Taklif Ko Bi Dil Se Lagana

Haste Haste Wo Mastiya
Attendence Na Hone Par Teacher Ki Galiya
Exam K Time Suru Karna Padhai
Result Na Aane Par University Ki Karni Buray

Haste Haste Waqt Bitate
Saath Mei Sai Kripa Jate
Grill Sandwich Aur Coke Mangate
Aur Teeno Saath Mei Khate

Haste Haste Gapeh Lagate
Aur Saath Saath Ravindra Jate
Pav Bhaji Aur Wahi Coke Mangate Te
Aur Teeno Jam Ke Khaate

Haste Haste Sadak Par Chalte
Prakash Mei Chale Jate
Kuch Gol Gappe Lagate
Aur Teeno Ek Hi Plate Mei Khate (Bhale Hi Khyati Jyada Thikha Khaye)

Haste Haste Ghumne Jate
Phir Achanak Movie Ka Plan Banate
Ek Saath Baith Interval Mei Popcorn Lete (Mani Ne Bav Bhave)
Aur Boring Movie Ka Bi Khoob Maza Lete


Tina Or Mani K Khatir Naye Tofhe Kharidna
Usi Dost K Khatir Pankaj Se Ladhna


Sunday To Der Tak Sath Mei Hi Guzar Te
Monday Ko Jaldi Uthne Ki,Mushkil Se Koshish Karte The
College Jana To Jaise Ek Choti Mulakat Thi
Phir Se Class Bunk ,Aaj Movie Jaane Ki Baat Thi

Mauj Karte Huwe Din Jaldi Se Guzarta Tha
Ghar Aane Mein Jane Kyun Late Hi Hota Tha
Bekhauf Se Jeete The,Khud Me Khoye Rehte The
Kabhi Ladte Bhi The,Aur Der Tak Rote The

Lunch Se Pehle Hi Canteen Chale Jaate The
Waha Se Class Phir Shayad Hi Laut Pate The
Do Dosto Ka Woh Saath,Kitna Yaad Aata Hain
Wo Guzra Haseen Waqt,Aankhe Nam Kar Jata Hain

Masti Hum Sab Milkar Karte Hian
Aik Dhojha Ka Sarh Kha Jaate Hain

Kabhi Kabhi Mujhse Bohat Pakate Hain
Parh Phir Bi, Mujhe Gale Lagate Hain

Khyati Or Mani Ke Sath, Muskan Lub Per Aa Jaati Hai
Unn Sabki Choti Se Choti Baat Bhi, Dil Ko Chu Jaati Hai

Khayal Mera, Mujhse Bi Zyada Rakhte Hain
Meri Haar Ghalati, Nazar Andaz Karte Hain

Tina Or Mani Ka Jab Bhi Naam Ayya Hai
Khud Ko Bahoot Khushkismat Maine Paaya Hai
Mila Hai Be-Intihan Pyar Mujhko
Her Ek Ne Mera Ek Ek Naaj  Uthaya Hai
Her Zid Karwai Poori, Her Ek Ko Maine Rualaya Hai
Phir Bhi Dekhon Kabhi, Apne Dosto Ke Chehre Per, Ek Shikan Nahi Paaya Hai

Tha Wo Kaya Jamana, Raani Ban Ghooma Karati Thi
Jo Chahti Thi Manwati Thi Tina Or Mani Se, Her Ek Dil Per Raj Kiya Karati Thi
Bin Soche Kah Jaana, Bin Kahe Manwa Jaana
Ab Sochu To, Lagta Hai Ajeeb, Kaya Kaya Main Kiya Karati Thi


Hanste Hanste Kaise Beete
Yeh Saal Maloom Nahi
Aur Bichhad Ke Hans Paaenge
Ye Bhi To Maloom Nahi










Logged
riyaz106
Guest
«Reply #12 on: April 13, 2010, 11:30:30 AM »
Reply with quote
Wah wah Mona ji aapne to bahut achhi shuruaat ki hai. Bahot achha likha. Yun hi likhti rahiye, improvement apne aap aata chala jayega. Albatta bade shayaron/kaviyon ke creations ko padhna bhi zaroori hoga.
Logged
monamithiya
Guest
«Reply #13 on: April 13, 2010, 12:47:54 PM »
Reply with quote
Ankho Mei Masti
Labho Peh Hasi
Dil Ki Achi
Nam Hai Uska Khyati

Naam Hai Uska Khyati
Hai Thodi Si Ziddhi
Likhti Hai Story
Aur Kehti Hai Sorry

Naam Hai Uska Khyati
Dekhne Mei Jaise Micky
Karti Hai Design
Kehti Hai I M Fine

Khyati Or Mani K Sath Men Hanste Hanste
Kaise Beete Din Aur Hafte
Dheere Dheere Sal Bhi Guzra
Sath Men Ik Aur Sal Bhi Guzra

College Ke Naam Par Canteen Jana
Roz Naye Bahane Dekar Lecture Na Jana
Yaro Se Zjagadana Aur Mana Na
Unki Choti Si Taklif Ko Bi Dil Se Lagana

Haste Haste Wo Mastiya
Attendence Na Hone Par Teacher Ki Galiya
Exam K Time Suru Karna Padhai
Result Na Aane Par University Ki Karni Buray

Haste Haste Waqt Bitate
Saath Mei Sai Kripa Jate
Grill Sandwich Aur Coke Mangate
Aur Teeno Saath Mei Khate

Haste Haste Gapeh Lagate
Aur Saath Saath Ravindra Jate
Pav Bhaji Aur Wahi Coke Mangate Te
Aur Teeno Jam Ke Khaate

Haste Haste Sadak Par Chalte
Prakash Mei Chale Jate
Kuch Gol Gappe Lagate
Aur Teeno Ek Hi Plate Mei Khate (Bhale Hi Khyati Jyada Thikha Khaye)

Haste Haste Ghumne Jate
Phir Achanak Movie Ka Plan Banate
Ek Saath Baith Interval Mei Popcorn Lete (Mani Ne Bav Bhave)
Aur Boring Movie Ka Bi Khoob Maza Lete


Tina Or Mani K Khatir Naye Tofhe Kharidna
Usi Dost K Khatir Pankaj Se Ladhna


Sunday To Der Tak Sath Mei Hi Guzar Te
Monday Ko Jaldi Uthne Ki,Mushkil Se Koshish Karte The
College Jana To Jaise Ek Choti Mulakat Thi
Phir Se Class Bunk ,Aaj Movie Jaane Ki Baat Thi

Mauj Karte Huwe Din Jaldi Se Guzarta Tha
Ghar Aane Mein Jane Kyun Late Hi Hota Tha
Bekhauf Se Jeete The,Khud Me Khoye Rehte The
Kabhi Ladte Bhi The,Aur Der Tak Rote The

Lunch Se Pehle Hi Canteen Chale Jaate The
Waha Se Class Phir Shayad Hi Laut Pate The
Do Dosto Ka Woh Saath,Kitna Yaad Aata Hain
Wo Guzra Haseen Waqt,Aankhe Nam Kar Jata Hain

Masti Hum Sab Milkar Karte Hian
Aik Dhojha Ka Sarh Kha Jaate Hain

Kabhi Kabhi Mujhse Bohat Pakate Hain
Parh Phir Bi, Mujhe Gale Lagate Hain

Khyati Or Mani Ke Sath, Muskan Lub Per Aa Jaati Hai
Unn Sabki Choti Se Choti Baat Bhi, Dil Ko Chu Jaati Hai

Khayal Mera, Mujhse Bi Zyada Rakhte Hain
Meri Haar Ghalati, Nazar Andaz Karte Hain

Tina Or Mani Ka Jab Bhi Naam Ayya Hai
Khud Ko Bahoot Khushkismat Maine Paaya Hai
Mila Hai Be-Intihan Pyar Mujhko
Her Ek Ne Mera Ek Ek Naaj  Uthaya Hai
Her Zid Karwai Poori, Her Ek Ko Maine Rualaya Hai
Phir Bhi Dekhon Kabhi, Apne Dosto Ke Chehre Per, Ek Shikan Nahi Paaya Hai

Tha Wo Kaya Jamana, Raani Ban Ghooma Karati Thi
Jo Chahti Thi Manwati Thi Tina Or Mani Se, Her Ek Dil Per Raj Kiya Karati Thi
Bin Soche Kah Jaana, Bin Kahe Manwa Jaana
Ab Sochu To, Lagta Hai Ajeeb, Kaya Kaya Main Kiya Karati Thi


Hanste Hanste Kaise Beete
Yeh Saal Maloom Nahi
Aur Bichhad Ke Hans Paaenge
Ye Bhi To Maloom Nahi
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #14 on: April 13, 2010, 01:02:55 PM »
Reply with quote
WELCOME TO YOINDIA MONA JI...Welcome Banner



Mona ji bahut hi behetreen aur bahut hi dil ko chhune wali kavita likhi hai apne..har lafz se apki sachi aur pakki dosti ka ehsas jhalakta hai...khuda apki dosti hamesha salamat rakhe..aur ek baat kehena chahungi apke dost bahut khushnaseeb hai ki aap jaisi dost unke paas hai jo unhe itna chahti hai...kabhi kisi k liye apni dosti ko nazarandaaz mat kijiyega sache dost zindgi mein badi mushkil se milte hai...BAHUT KABIL-E-TAARIF KAVITA LIKHI HAI..WELDONE...Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 08:27:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer